Aoa Kaisy Hain sb dost main yh khena chahta hon khe hamesha acha kaam karain yahn p ar achy wqt ka intizar karain khe kb ap profit zyada achy sy kama skty hain,mehnat kabhi apki zaiya nh jaye gi is liye preshan nh hona mehnat karain ar achy wqt ka intizar karain sabar ka phal hamesha metha hota hai.shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим