Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbi b overconfident ho k kam nh krein..
    Slam to all dear members hmein kbi b overconfident ho k kam nh krna chye is sy hm loss kr bethty hn or learning process b nh kr patay ku k jb hm overconfident hoty hn to hmein lgta hmein sb jankari h sb ata h or hm learning nh krty jb k learning kbi na rukny ka name h isliye confident zrur hon sth learning krty rhein mgr kbi overconfident na hon..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

    Ji aapane bilkul sahi Kaha Hai Ki Gaon Mein Kabhi Bhi ko aur confidence hokar Kam Nahin Karna chahie isase Hamara bahut jyada nuksan ho jaega Ham Apne experience ko use Nahin Karenge aur Market ki analyses Nahin Karenge To isase Hamara account wash ho sakta hai aur Hamen loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

      Assalamu Alaikum dear friends forex business Mein Hamen confidence aur unke Sath kam karna chahie aur ismein Hamen Grace karna chahie ki Ham overconfidence lalaj ya kisi kism ki aisi chij Ka Shikar Ho jismein Hamen jo hai vah Hamare liye Hamari profit ke liye nuksan Ka 22 Bane laher Hamen ismein overconfidence a great Dena chahie Taki Ham asali Sevak Karke ismein Jyada Se Jyada profit Hasil kar Saken aur is business ko samajh sake
      • #4 Collapse

        Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

        aapane Sahi Kaha ham kabhi bhi overconfidence hokar kamna karte rahen agar ham overconfidence hokar kam karte rahenge to hamen ismein kam ho sakti hai ham apna itna achcha experience rakhen aur itna chahe confidence rakhen Jaise hamen koi fayda Hasil ho agar ham Apne achcha experience Nahin rakhte achcha knowledge Nahin rakhte to ham kamyab Nahin ho sakte isliye Jo log apna achcha experience rakhte hain aur unka theek kaun kaun se dance hota hai vah kamyab ho jata hai isiliye hamen kamyabi Hasil karne ke liye apne aap ko accha hi banana hai to bad mein ham ek kamyab insan ban sakte hain aur achcha kam garam karna chahe to achcha kam bhi ham kya kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

          Assalam o Alaikum bhai sab kesy hyn umed hai sab kheriat sy hun gy bhai koi bhi kam ho agr insan us main overconfident ho jae tu wo theak nh sab kam ek asul k mutabiq hota hai jld bazi bhi nh krni chye thora thora kam krein mgr time zaroor dyein or ek bat jo sab bhol jaty hyn khud ki post krein kesi ko copy ya past na krein esa krna nuksan hai shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

            ji bilkul aapane theek kaha hai kabhi bhi overconfidence ho gaye kam Ko nahin karna chahie isase hamara apna hi nuksan ho sakta hai agar aap overconfidence karte Hain To iska matlab hai ki aap khud per garv karne lage Hain ke mujhse bhi acha kam koi nahin kar sakta aisi baat nahin hai aapke pass jitna Bhi knowledge Ho wo bahut kam hai kyunki Pak forex mein jitna hi Bhi ziada aap knowledge hassil kar lenge wo aapke liye fayda zarur hai lekin bahut hi kam hai kyunki yah bahut bari market hai isko bahut hi acche tarike se samajhna hoga ab itna ziada acche tarike se samajh lenge utna hi aapke liye achcha benefit hoga kyunki yah bahut bari market aaya aapko bahut hi acchi opportunity de sakti hai aur aapki Tamam lifestyle ko hamesha ke liye change kar sakti hai agar aap is group ke mutabik kam karenge to yah aapko bahut hi accha profit degi gi overconfidence hamesha hi logon Ko nuksan deta hai isliye Tum usko chahie ki vah apne andar Se overconfidence ko bilkul khatm kar de tab jakar vah khud Ko kamyab bana sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

              Starting with the name of Allah Almighty , Assalam-u-alaikum members , I hope you all are fine, Forex pa Kam krny k Lia hum just confident hona chahiya na k over confident huna chahiya ya over condfidance Jo huta ha wo Sara Kam khrab kr data ha is sa insan ko loss hu jata ha or log us insan ko A6a bhi nai smjhta , confident or over confident main ziayada difference nai ha , for example koi Kam ha agr koi sure huta ha k main ya Kam kr loo ga complete to ya us ka confidence huta ha or agr koi khta ha k main hi sirf ya Kam kr skta hu to ya us ka over confidence huta ha to kisi bhi bandy ko apny sa Kam may smjho . Ap ko confident person huna hu ga na k over confident. Or is k sath sath humain chahiya k half bazi na krain , thora thora Kam krain but Kam ko time zarori dain or apny sa threads likhny ki koshish kr dusro ki copy na krain ya AP k or ap k trading career k lia nuqsan ha
              • #8 Collapse

                Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

                right sis,ap ne bilkul thk kaha.kbhi bhe overconfidence ho k kam na kary.agr ap aisa krty hn to ap loss k liey ready rahy q k ap ko kisi bhe time loss ho skta ha.isi liye har kam krnay se phaly uss ka achi tarah analysis kary .agr ap overconfidence ho ko uss kr dety hn without knowing detail to ap ko loss ho skta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

                  g bilkul hamen kabhi bhe over confident ho kar kam nahi karna cheye hamesha he confident main he rehna cheye or hum confident main reh kar he bhot achi earnings gain kar sakty hain ..forex main kamiyab hony k liye hamen bhot mehnat kari parti hai or hum just mehnat karny k bad he forex main kamiyab ho sakty hain .hamen apy uper yakeen rakhna cheye magar hamen kabhi bhe over confident nahi hona cheye hamesha he confident main reh kar he kam karna cheye or jaldbazi k sath kabhi bhe kam nahi karna cheye tabhi hum kamiyab ho sakty hain or achi earnings bhe gain kar sakty hain..
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbi b overconfident ho k kam nh krein..

                    G han biljol over confidence b nuksan hy q k hum overconfidance me lalch me ajaty hain or kamyab hony ki bajay nakam ho jaty hain isliy hamin aik had tak confidence ko rakhna chaiy or lalch sy bachna chaiy
                    • #11 Collapse

                      Forex mein over-confidence se trading nahi karni chahiye. Yeh ek aisi market hai jisme currencies khareedne aur bechne ki global platform hai. Yeh dunya ka sab se bara aur zyada liquidity wala market hai jiske rozana trading volume ki qadar 6 trillion dollars se zyada hai. Forex trading mei munaafa kamana aasan ho sakta hai, lekin yeh ek mushkil aur high volatile market hai jisme careful consideration aur risk management ki zaroorat hoti hai. Aik aam ghalati jo traders kar dete hain woh overconfidence mein aakar apne decisions ko reckless bana dete hain, jiski wajah se aksar bari nuqsan uthane par majboor ho jate hain. Forex trading, aise logon ke liye bhi ek acha mauqa hai jo mazeed munafa kamane ki khwahish rakhte hain. Lekin, forex market ki high volatility, yani tezi se tabdeeli horahi qeemat aur currency pairs ke imkaanat par vichar karne aur unko samjhne ki zaroorat hoti hai. Lekin kuch traders over-confidence, yaani zyada bharosa ke chakar mein aakar hasty aur impractical trading decisions lete hain, jo unko nuqsanat uthane par majboor kar deta hai. Over-confidence forex trading mein aik khatarnak tawanai hai Kuch traders apne previous trades ke successful hone par ya achi performance ke baad apne aapko bahut samajhte hain aur apni trading skills par zyada bharosa karne lagte hain. Is over-confidence ke jazbat mein, woh apne trading decisions ko samjhte hain keh unka har trade zaroor kamyaab hoga aur unko koi nuqsan nahi hoga. Is wajah se woh apne trades ko behtareen samajh kar hasty aur impulsive trading karte hain. Lekin is tarah ke over-confident decisions, forex market mein aam tor par nuqsanat ke sath anay wale hain. Forex market highly volatile hai aur unpredictable hai, isliye har trade mein kamyabi ke puri guarantee nahi hoti. Over-confidence se traders, market ke risks ko nazarandaz kar dete hain aur apni trading strategies aur risk management ko ignore kar dete hain. Is wajah se woh behasood samjh kar trades karte hain aur jald-bazi mein galat positions lete hain, jiski wajah se nuqsan ka samna karna padta hai. Aik aur masla hai ke over-confidence traders ko aksar over-leverage karne par majboor kar deta hai. Over-leverage, yaani zyada karz par trading karna, aik risky practice hai jahan traders apne trading account ke liye zyada leverage istemal karke apne trades ko barhata hain. Lekin is technique ko bina samajh ke ya impractical tawanai mein istemal karne se traders nuqsan ka shikar ho jate hain. Over-confidence wale traders apne aapko samajhte hain keh unko market ko samajhne ki zaroorat nahi hoti aur unko market se koi nuqsan nahi hoga. Is wajah se woh zyada leverage istemal karte hain, jiski wajah se unko bari nuqsan uthana par sakta hai Over-leverage karne se traders ke liye nuqsanat barh jate hain, kyunke zyada leverage par trading karte waqt market ki tabdeeliyan unko buri tarah se mutasir kar sakti hain. Agar trades against direction mein chalengi toh zyada leverage ki wajah se nuqsan bhi zyada hoga. Over-confidence ki wajah se traders aksar trading plan ko bhi ignore kar dete hain. Achi trading plan, jo traders apne trades ko samjhne, analyze karne aur manage karne ke liye banate hain, ek zaroori hissa hoti hai. Lekin over-confident traders ko lagta hai keh woh plan ke bina bhi trading kar sakte hain aur market ko samajh sakte hain. Woh apne analysis ko skip karke, impulsively trades karte hain, jiski wajah se unko trading mein nuqsan hota hai. Ek aur masla hai keh over-confidence traders ko apne emotions ko bhi ignore karne par majboor kar deta hai. Forex trading ek emotional market hai, jahan traders ko kabhi bhi greed, fear, excitement, aur frustration ke jazbaton se samjhota karna parta hai. Lekin over-confidence traders ko lagta hai keh woh emotions unko affect nahi kar sakte hain aur woh hamesha rational decisions le sakte hain. Is wajah se woh apne emotions ko ignore kar dete hain aur galat trading decisions lete hain. Over-confidence se trading karne ki wajah se traders ko bari nuqsanat uthane par sakti hain. Large trading losses, financial stress, aur mental pressure traders ko face karna pad sakta hai. Ye nuqsanat traders ke liye demoralizing ho sakti hain aur unko trading mein confidence ko kam kar sakti hain. Is wajah se traders ko hamesha apne decisions ko over-confidence se bachna chahiye aur prudent aur disciplined trading approach par amal karna chahiye. Iske liye traders ko apne aapko samjhaane aur apne trading skills ko constantly improve karne par tawajjo deni chahiye. Woh apne previous trades ko analyze karke mistakes se seekhna chahiye aur apne trading plan aur risk management ko strictly follow karna chahiye. Traders ko hamesha market ke risks aur uncertainties ko samjhne ke liye tayyar rehna chahiye aur emotional biases ko control karne par zor dena chahiye. Achi trading discipline, effective risk management, aur rational decision-making traders ke liye zaroori hain. Over-confidence traders ko samajhna chahiye keh forex market ek unpredictable aur volatile market hai aur har trade mein kamyabi ka guarantee nahi hota. Market ke risks ko samajhne aur unko manage karne ke liye prudent approach rakhna zaroori hai. Over-confidence se bache rehne se traders apne trading career ko bacha sakte hain aur consistent tareeqe se trading karke apne financial goals ko haasil kar sakte hain.
                      Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Asslam-o-Alaikum kaya hal hai sab ka umeed karta hon keh sab theek hon ge main bhi theek hon umeed karta hon keh ap bhi theek hon ge to aj hum parhte hain keh trading main ap ko over confident nahi hona chahie hai ap is tarha se ap ko loss bhi ho sakta hai over confidence ke nuqsanat agar ap trading karte hain to ap ko pata hona chahie hai keh ap ko trading main kabhi bhi trading main ap ko over confidence nahi hona chahie hai ap is tarha se ap ko loss bhi ho sakta hai ap ko trading main pori iman dari se kam karna chahie hai ap is tarha se ap acha profit kama sakte hain ap ko trading main kabhi bhi over confidence nahi hona chahie hai ap ko is se loss ho sakta hai ap agar gold per trading karte hain to ap ko pata hona chahie hai ke ap ko trading main pori iman dari se aur lagan se kam karna chahie hai ye ap ka apna qarobar hai ap ko trading karne se pehle ap ko lazmi analysis lazmi karna chahie hai ap is tarha se ap acha profit kama sakte hain ap ko trading main ap ko over confidence nahi hoa chahie hai ap ko trading main mehnat lazmi karni chahie hai ap ko trading main mehnat se kam karna chahie hai aur ap trading karte waqat indicator ka bhi istamal kar sakte hain ap ko trading main proi iman dari se kam karna chahie hai trading main analysis ki ehmiyat agar ap trading karte hain to ap ko pata hona chahie hai keh ap ko trading main lazmi toor per trading karne se pehle ap ko lazmi analysis lazmi karne chahie hain ap is tarha se ap acha profit kama sakte hain ap ko trading main ap ko chahie hai keh ap pori iman dari se ap apna kam kar sakte hain ap ko trading main ap ko apni iman dari se kam karna chahie hai ap ko trading main kabhi bhi over confidence nahi hona chahie hai ap ko is tarha se loss ho sakta hai trading main indicator ka istamal agar ap bhi trading karte hain to ap ko pata hona chahie hai ke ap ko trading main lazmi toor per trading main ap ko indicator ka lazmi istamal karna chahie hai ap is tarha se ap acha khasa profit kama sakte hain ap agar trading karte hain to ap ko trading main ap ko lazmi indicator per lazmi tawaja karni chahie hai ap ko trading main ap ko lazmi indicator per lazmi analysis karne chahie hain ap is tarha se ap acha profit kama sakte hain ap ko trading main pori iman dari se kam karna chahie hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X