Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai
    Aaj market open hui hai aur Jab Se market open Hui Hai Tu Euro USD currency pair ki value decrease ho rahi hai mere Khyal Mein Aaj Euro apni value ko decrease kar raha hai aur University ka currency pair aur Jyada downside per Ja sakta hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
    Aaj market open hui hai aur Jab Se market open Hui Hai Tu Euro USD currency pair ki value decrease ho rahi hai mere Khyal Mein Aaj Euro apni value ko decrease kar raha hai aur University ka currency pair aur Jyada downside per Ja sakta hai
    Yes dear brother aapane Sahi kaha hai forex market mein agar Ham Aaj euro vs USD ki movement Dekhe to vah Ek down movement hai aur yah cellzone Mein ja raha hai agar humne ismein Koi trade open karni hai to usmein sal ki trade open karni ho ki tabhi Ham ismein achha profit Hasil kar sakte hain Euro USD bahut hi accha currency pair Hai jismein Ham acchi trading kar sakte hain lekin ismein trading ke liye aapko sabse pahle analysis karne Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

      ahmain is forum main learning karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain pair ki curency ko use kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main kam kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain currency ko use kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain expeirene k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain is sayy earn ho
      • #4 Collapse

        Re: Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

        Euro aur USD ka jo pyar hai iska agar aap sarjan Mein jaane ke bare mein baat kar rahe hain to iske liye Jaroori hai ki US dollar strong lekin fundamental hisab se Aisa Kahin Bhi Nahin lag raha ki US dollar strong Hoga Kyunki America Ke Jo Halat chal rahe hain usmein US dollar ka strong Hona bahut Mushkil Hai isiliye yah Kahana bilkul bhi kab Waqt Hoga ke yaha Parab train mein Jaega Kyunki technical analysis ke hisab se to Shayad yah downtrend mein jana iska banta hai lekin fundamental analysis bilkul bhi iska Sath Nahin de rahe hain
        • #5 Collapse

          Re: Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
          Aaj market open hui hai aur Jab Se market open Hui Hai Tu Euro USD currency pair ki value decrease ho rahi hai mere Khyal Mein Aaj Euro apni value ko decrease kar raha hai aur University ka currency pair aur Jyada downside per Ja sakta hai
          Kisi bhi pair ki agar aap Logon Ne market ki movement ko Dekhna Hai To uske liye aap Logon Ko sabse pahle usko strong analyse karna hoga daily basis per koshish Karenge usko analyse Karen different timeframes ke andar jawab log usko analyse Karenge to aapko pata chal Jaega ki uski value increase ho rahi hai ya phir decrease ho rahi hai strongyloides karne ke bad jakar aap log accha profit Hasil kar sakte hain
          When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
          :)
          (AbdulWahab33)
          • #6 Collapse

            Re: Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

            Ji bhai apki bat bilkul theak aj kal jo halt chal rhy hyn us k mutabiq marketing zra disturb ho rahe hai mgr Allah khyr kre ga preshan nh hona bs mehnat nh chorni or kam krty rehna hai bht si countrys ka nuksan hua hai es virus ki waja sy usko pura krny k lye koshish ki ja rhi hai bhai ek bat yad rkhein forex hamein dhoka nh dy skta kyun k yh ek International business hai jis main bht si countrys involve hyn or wo esko behtr bnaein gy shukriya
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Euro USD ka currency pair sellzone Mein Ja Raha Hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
              Aaj market open hui hai aur Jab Se market open Hui Hai Tu Euro USD currency pair ki value decrease ho rahi hai mere Khyal Mein Aaj Euro apni value ko decrease kar raha hai aur University ka currency pair aur Jyada downside per Ja sakta hai
              Euro USD currency pair a profitable currency pair hai agar hum EUR/USD ke upar demo account mein zyada se zyada practis karte Hain to Ham dam account se bahut knowledge hassil kar sakte hain aur ham Euro USD ka ek achcha analysis kar sakte hain agar Ham beginner Hain to hamen chahie ki Ham Euro USD ke upar jyada se jyada tradelyn kyunki yah ek profitable per hai ismein hamen loss aur profit kam hota hai hamen ek acchi uske bad hi trade karna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X