Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie
    Agar market ka achcha setup nahin milta hai to hamen trade nahin karni chahie kyunki jab tak hamen market ka acchi tarah se andaza Na Ho jaaye to hamen bilkul bhi trade nahin karni chahie kyunki market mein kamyabi tab milati hai jab Ham theek tarike se trading karte hain aur agar Ham trading karte hue Koi galti karte Hain to hamen iska bahut bada nuksan hota hai hamen hamesha soch samajhkar trading karne mein kamyabi milati hai aur agar Ham soche samjhe ayenge nahin to trading mein kamyabi bhi nahin milegi isliye koi bhi trade karne se pahle market ko acchi tarah se samajh Lena jaruri hota hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ارطغرل پيغام ديکھيے

    brother hamen bilkul ISI tarah hi karna chahie ki market mein agar hamen trade nahin mil rahi to hamen jabardasti trade nahin leni chahie kyunki vah hamen last degi balke acchi tarike se market analysis karna hai aur market vaj karna hai aur uske bad agar market trend samajh mein aaye The tab Hi Kam karna hai tab hi trade lagani hai lekin agar Ham ine chijon ka khyal nahin rakhenge to iska matlab hai ki Ham trading ke rules ka khyal nahin rakhte trading rules mein hai ki aap apne emotional discipline par khyal rakhenge aur kabu rakhengeemotional discipline ke andar rahenge aur apne technical analysis jarur karenge iske bare aap kabhi treatment nahin hote.
    Thereafter bilkul sahi kaha
    • #3 Collapse

      Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

      hamy lenring gain kar kaya ik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai r aat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy soch samj kar trade lagane ho ge hum is mai agar mistake kar ky kam karyt hain to hamara account baned ho jy gtat yai aik best business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

        Ji mere dost aap bilkul theek kah De Agar aapko market Mein Koi Achcha Nahin Chal Raha Koi Achcha mauka Nahin mil raha tha Ek lagane ka to aapko Nahin Lagani chahie Kyunki Is Tarah aapko nuksan ho sakta hai market mein aapko Hamesha yah dekhna hota hai ki aap market mein kis Waqt inter Ho Jab aap ke liye Marti faydemand ho to usmein hi aapane entry leni hai agar aap galat time per entry le lenge to aapko nuksan ho sakega isliye nuksan se bachne ke liye acche mauke Ka vate Karna chahie Hamen mauka na mil raha ho to trade Nahin Lagani chahie
        • #5 Collapse

          Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

          g han bilkul thk kha apny hmesha market ko dekhty huwy trade krni chye market boom period m ho stable ho to ee trade krein agr depression m ho or unstable ho to hmein bilkul trade nh lgani chye kamyabi chahaty hn market k sth chlein kbi b market k against na chlein market ki news dekhty rhein trends dekhein market k baray m mukml jankari krein or market ka analysis strong krein jitna best strong analysis hoga utni achi market ki understanding hogi or jitni achi understanding utna acha profit..
          Last edited by ; 08-06-2020, 09:44 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

            humian es main achay say humain market main hum es main kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to huamin es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex kbe be na bnd honay wala business hain our hum es main acha experience hasl kar kay hum es main kam kar skty hain forex1on line business hain
            • #7 Collapse

              Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ارطغرل پيغام ديکھيے
              Agar market ka achcha setup nahin milta hai to hamen trade nahin karni chahie kyunki jab tak hamen market ka acchi tarah se andaza Na Ho jaaye to hamen bilkul bhi trade nahin karni chahie kyunki market mein kamyabi tab milati hai jab Ham theek tarike se trading karte hain aur agar Ham trading karte hue Koi galti karte Hain to hamen iska bahut bada nuksan hota hai hamen hamesha soch samajhkar trading karne mein kamyabi milati hai aur agar Ham soche samjhe ayenge nahin to trading mein kamyabi bhi nahin milegi isliye koi bhi trade karne se pahle market ko acchi tarah se samajh Lena jaruri hota hai
              Yes dear aapane bilkul sahi suggestion di hai agar aapko market Mein trade Lagane ke liye koi acchi entry Nahin mil rahi hai to aapko chahie ki aap Intezar kar le aur trading se avoid kar le aur Jaise hi aapko koi acchi entry Najar aati hai to use time per aap foreign trade open kar sakte hain trade ki Entry Aur ISI Tarah uske sath sath closing bahut important hoti hai aur yah chijen aapke profit ke saath directly linked hoti hai aur in se aapke account per bahut effect ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                dear g han ap nay sahee bat ko kha ahy is main ham ko chye k agr ham nay kamyb tarder bana hay to is main ham ko acahy say market ki condition ko assess karnay k bad main tarde ko karaty rahan ho g is main ham ko chye ho g k ham is main market ko assess karaty raha kia karein agar market sahee direction main ho to bad main ja ker k he ham ko tarde ko open karna h g agar ham yeah see karein k market disturb hay to is main ham ko chye k ham is main tohra sa wait ker leya kia karein aor is k bad main rade ko lena ho g agar ham nay agay ki tarf jan ahy is main t .
                • #9 Collapse

                  Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                  Jabi operate karna Chahe to sabse pahle aap market ki movements ko acchi Tarah dekh Nagar Market CarTrade aapki favour Mein trade kara kar aapke favour Mein Nahin Hai To aapko vate kar lena chahie Aur agale Din Ka Intezar kar lena chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                    Ji bilkul theek kaha Hai ap ne trade usi time kerni chahyea jab market ache trade setup de. Ager acha setup na mile tu trade bilkul nahi kerni chahye a es se humara apna nuqsan ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                      g hn g market setup bhut matter karta hai trade ko axha ya burra bnany mein ,agr market set up axha ho ga to hamein trade karty waqt hamein comfortable feel ho jis mein hum trade ko easily handle kr skein vo setup axha hota hai r axhy setup k through hum axhi trade kr jaty hein,..
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                        G han bilkul sahe kaha hae ap ne hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karte jaen kabhe bhe hamen is main himmat nhe harne cahiye or pehle to hamen apne knowledge ko use karte howe market ka anakarna cahiye tan he or agar hum ache tarah se is main kar hate hain acha is main hum analysis kar jate hain to hum is main Kamyab ho he jate hain to hamen bhe cahiye ke hum bhe is main mehnat karen ache tarah se analysis kiya karen take hum is main aik ache Trader ke tarah se trading bhe kar saken or is main hum kamayb bhe ho saken or is tarah se jo log is main kam ache tarah se nhe karte hain wo is main kamayb bhe nhe ho pate hain to tamam logon ko cahiye ke wo bhe is main esa he kiya karen tab he to wo is main Kamyab bhe ho sakte hain or wo aik ache Trader bhe ban sakta hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                          Even worse, the loss can exceed your capital due to highly leveraged trade facility offered by some Forex brokers.Navigating the ups and downs of the Forex market requires solid guidance and rules that you better never attempt to disobey. Here are the rules that have passed the test of time and market
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                            Hafty main 5 din ham na trading karni hopti ha or market in dino main 24 hours on hoti ha to agar hamen trade karny ka lye koi acha setup nhe mil raha to hamen wait karna chaye ha ka jab hamen market acha moka de or achi entry mily to ham log us par trade karen taky ham loss nhe karen or market sa acha profit le ka jaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar market ka achcha setup nahin milta hai to trade nahin karni chahie

                              lot length hmain buhat good day ehteyat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam kaain ge to ham kameyab ho sakte hian hmain buhat hiya acha kaam karna hai examine karna hai aur is mein hmain records chhaiye agar hmain expertise ho ga to ham buhat hello acha earn kar sakte hain hmain chahiye ke ham exercise karain agar ham workout karain ge to ham kaam kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X