agar Ham pahli bar investment kar rahe hain to hamen badi investment nahin karni chahie kyunki jab Ham badi investment karte hain to uska hamare liye bahut khatra hota hai kyunki hamara itna tajurba nahin hota aur agar Ham badi investment kar len to isase hamara nuksan ho sakta hai aur hamari sari investment ka bhi nuksan ho sakta hai hamen real karna chahie aur badi investment nahin karni chahie shuru mein hamen testing ke liye thodi si investment karni chahie aur agar hamen thodi si investment per musalsal kamyabi mil jaati hai to tab hamen badi investment karni chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим