Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.
    Forex trading mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading mein jitna ho sake hamen apne confidence ko improve karke work our trading karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain lekin forex trading mein jab hamen achi earning hasil ho rahi hoti hai to forex trading mein ham apne ache confidence ke sath work karte hain lekin forex trading mein jab hamen loss hota hai to Forex trading mein hum loss ko dekhkar pareshan ho jaate hain aur forex trading main kuch log loss ko dekh kar apne confidence ko kam kar dete hain aur Forex trading mein confidence ka kam hona hamen hamare liye loss ka baid ban sakta hai jisse forex mein hamen zyada loss ho sakta hai aur ham nakam ho sakte hain kyunki forex trading mein confidence ka zyada ho jana aur confidence ka bahut kam ho jana donon hi nuksan ka sabab ban sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

    Loss profit pak forex trading business Mein Hoty Hein Ye every Buisness ka part's hein Hamen main is per confidence ko lose nahin karna chahie Hamen chahie Agar Ham Achcha profit Hasil karne ke liye acchi koshish karen Agar Hamesha Karenge to phir Success Good and Well earning say Hi Good Got Ho Gi Khoob mehnat se kam Karen aapko kamyabi aapko aasani se Milegi Khoob koshish karen Khoob kamyabi ke liye Achcha Waqt Den Achcha Waqt jo bhi Deta Hai unko almost kamyabi milati Hai Forex bahut Achcha business Hai ismein Dil lagakar Achcha Waqt Dekh Kar Achcha experience app without mistake aap kam karen to hi aapko kamyabi Hogi
    • #3 Collapse

      Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

      Theek hain aapke profit aur loss donon Mein Apne confidence usko maintain Rakhna chahie Kisi bhi HAL Mein Nache Shukla Nahin Hona chahie balki Jab Bhi aapka loss hota hai kya profit Hote Apne conference Mein Aage badhane ki koshish karen agar aap ho gaya to Fir koshish karen aur Agar Kisi Surat Mein aapka profit ho jata hai to aap Allah ka shukr Ada Karen aur apne Abrar confidence hone ki jarurat nahin hai isliye donon halat mein Apna confidence ko Rakhna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

        Assalamau ALiakaum my dear g han sahe kaha hae ap ne dear dorex business main confience to bahut he zayada zarori hota hae jo log is main mehnat karte hain ache tarah se kam karte hain wo is main kamyab bhe ho he jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main success hasil karne ke liye is main bas dil se mehnat karte jaen take hum is main kamyab bhe ho saken to tamam logon ko is main mehnat ke sath dil laga kar ache tarah se kam karte rehna cahiye take wo is main kamyab bhe ho sake or jo log is main mehnt zayada karte hain wo is amin kamyab bhe zayada he hote hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main bas hamesha he mehnat karte jaen kabhe bhe wo is main himmat na haren balke safe tarah se kam karen mehnat karen take kamyab ho saken
        • #5 Collapse

          Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

          g bilkul cheye hamen profit ho ya loss hamen dono halat main he achy confidence k sath he kam karna cheye apna confidence kabhi bhe lose nahi karna cheye ..forex ek aisa business hai jahan agar profit hony par aye to itna acha profit ho sakta hai jiski koi inataha bhe nahi hoti hai or agar loss hony par aye to itna loss ho sakta hai k hamari soch sa bhe zeada yahan tak k hamara account bhe wash ho sakta hai ..or agar profit ki bat ki jae to forex main hum apna account double bhe kar sakty hain or yeh sub just mehnat karny sa he mumkin hota hai bina mehnat kiye hum kabhi bhe kamiyab nahi ho sakty hain na he achi earnings gain kar sakty hain..hamen 2no surat e hal main hamesha he bhot mehnat or lagan k sath he kam karna hoga or kabhi bhe apna confidence lose nahi karna hoga tabhi hum sub ko forex main kamiyabi mil sakti hain..
          • #6 Collapse

            Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

            Ji bilkul profit aur loss do do hi Halat Hamara confidence maintain Hona chahie Kyunki Jab Ham apni confidence ko increase karne ki koshish Karte Hain To market Mein Hamen bahut hi zyada kamyabi milati hai koshish Karenge zyada Apne confidence level ko increase Karen Kyunki Itna confidence hoga to our Profit Hasil kar Sakoge trader ko zyada knowledge Hassan karne ki koshish Karni chahie Kyunki market Mein knowledge ki wajah se Hamen kamyabi milati hai apne ache confidence Ki wajah se achi earning kar sakte hain zyada mehnat Karenge to hamesha learning Karke kamyabi Hasil Karenge Hamen Hamesha koshish Karni Hogi ki Ham bahut hi zyada experience Hasil Karen Kyunki sabse zyada experience hamare pass Hota Hai To Ham Hamesha Kamyab Hote Te Hain
            • #7 Collapse

              Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

              yes dear bilkul ap nay thek hai forex main jab bhi ham ko loss ho ya ham ko profit ho tu hamry emotions dono side sy aik he jesy hony chaheay aur ham ko apna confidence level nahi khona chaheay kyon ky forex main loss hony pay ager ap emotions main aa jain gay tab bhe ap ko aur nuksan ho ga jab ap trade karain gay aur pae loss ko recovery akrny ki try karain gay aur forex main jab ap profit karain gay tab bhe ager ap emotions main hoty hain tu phir ap over trade karty hain jis say phr bhi ap apna profit zaya kar laity hain is lea ham ko dono side say apna confidence level aik jesy rakhana chahea.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Profit aur loss donon halat mein hamara confidence maintain hona chahie.

                Forex main hamen chahiye profit ho ya loss hamen apne confidence ko maintain rakhna chahiye kyunki forex main achi trading k liye our achi kamyabi hasil karne k liye ache confidence ka hona bhut hi zarori hai is liye forex main hamen trading our work ache confidence k sath start karna chahiye jisse forex main hum kamyab ho sakte hain our forex main hum achi earning hasil kar sakte hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X