Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain
    hum agar koi bhe trade open karte hain to hamare trade loss main he open hote hae is ke waja spread hota hjae q ke yeh aik tarah se comission hota hae broker ka ko ke wo cut karta hae is tarah se jin pairs ka spread bilkul he zero hota hae wo trades loss main open nhe hote hae balke level yani zero zero pe open hote hain is liye tmam logon ko cahiye ke wo in main ache se trading kiy karen q ke jin ke spread kam hote hin na wo is main hum safe trading kar kar sakte hain jin ke spread zayada hote hain un main hum safe trading nhe kar sakte hain is liye khud se he ehtiyat karen acha kam karen take hum is main saf trading kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain

    Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ek best business hay forex trading ma trade open karty hay too wo phly loss ma open hoti hay iske waja spread hoti hay kew ye ek he trha say commission hota hay isley hume teshion nai lena chley phle heshama loss hota hay phir bad profit ma ati hay phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
    • #3 Collapse

      Re: Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain

      Pak forex business Mein Aaj kal Markeet Kafi Viruses ki Waja say Kafi Disturb hy hamein Anylsis say hi Soch Samjh kar Hi Trad Lagana ho Ho Gi Spread Bhe Kafi Zyda Ho Gia Hamein ahtyat say Hi Trading Karna Ho Gi Tu Hi good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain Khoob Dil lagakar kam Karen accha knowledge and experience say Hi Good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain

        G haan spread bht ziada matter karty Hein to hmain chahye keh ham log bht ziada care k sth trades lgaya krein jitni ham s care ho sky uski base p hmain agy Jana chahye agar aesa hotta h to hmain chahye keh ham log in chezon ko Apny mind m rakhein Jo zarori Hein hmary liay
        • #5 Collapse

          Re: Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain

          Ji bilkul Spread ki wajah se Hamari trade loss mein open Hoti Hai spread Jo ke broker ka Commission or brokerage ke liye fees Hoti Hai yah Hamen Har Hal Mein Deni Hoti Hai Chahe Hamari trade Ham profit Mein close Karen yah loss Mein trader ko chahie ki woh Hamesha is platform mein zyada experience hasil Karen Kyunki Jab Ham is platform Mein knowledge Aasan Karke experience Hasil Karte Hain To Kuch indicator ke bare mein Hamen bahut hi zyada knowledge Ho Jaati Hai Aur iske sath sath Spread ke bare mein bhi pata chal jata hai isliye Hamesha Agar Ham Forex key learning karte hain Dil Laga kar To Ham Hamesha Kamyab hote hain aur is platform Mein sabse zyada zarurat experience ki Hoti Hai Jiske pass forex ka zyada experience hai woh apni mehnat ki wajah Se Hi Kamyab Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain

            Ma us bary ma zadia information ni rakti ya khti ho jo bhi humary serious senior member hy wo muj ko information daye sakta hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Spread ke waja se he hamare trades loss main open hote hain

              g bilkul hum jitni bhe trades open karty hain wo sub loss main he open hoti hain or ye broker ko hamen pay karna parta hai magar is sa hamary actual amount par koi farq nahi parta hai bus spread ticket ko open karny ka charge hota hai wo hamen pay karna he parta hai ...hamen yehi try karna cheye k hum kam sa kam spread k sath he trades open kia karen ..or hamesha yehi try karen k kam sa kam spreads par he trades open kia karen or achi learning or analysis k sath he trading kia karen tabhi hum kamiyab ho sakty hain..

              اب آن لائن

              Working...
              X