Jis insan ko apny ap per yakeen hota hai wo kabhi bhi nakam nhi hota balky wo zindagi ki her mushkil mn kamyab hota hai q k yakeen he aik aisi cheez hai jis sy insan ko kuch krny ka jazba milta hai or is k sath sath jo insan apna her kam waqat py krta hai or us mein susti nhi krta wo zror kamyab hota hai q k waqt py kam krny waly log kabhi nakam nhi hoty or kamyabi un ki kismat ban jati hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим