Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo
    Sometimes market ki condition Aisi hoti hai hi ke Hamen quick decisions Lena hote hain aur Aise time per Hamare decisions hone bhi right Jaenge Kyunki Jab Ham quick decision Lete Hain To wrong decision hone ke bahut jyada chances Hote Hain aur koi decision Ham tabhi Le Sakenge Jab Hamari practice aur trading skills bahut acche Honge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

    han hamain soch samjh k faisly karniy hon gay aur hamain is forum main pahly learning karni ho gi aur achi information hasil kar k hi hum achy eexpeirence k mutbiq hi kam karna ho ga tba hi hum achy say market main kam kar k hi hum sucess hon gay aur hamain trnd ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain marke tmain learning karni ho gi ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

      dear forex markeet main kaam karnay k liye hamko kabhi bhi kaoi aisa quick deceioun nai laina chaye jis say hamko markeet ko smajhy baghair he kuch karna parr jaye aur ham markeet k baray main tayar bhi na hon aur hm jald baazi say kaam lain aisa karnay say hamko lose ho sakta hay aur sath sath hamko knowledge bhi hath nai ayega is liye better yahi hay k ham makreet main soch samjh say kaam lain.
      • #4 Collapse

        Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

        hamy is mai cool mind dy kam karna chahey agar hum kese be waja sy paryshan han to hamy kam nahe karna chahey hamy is mai confidence sy kam karna chahey hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hai agar hum expert trader hain to hamy gold pair main kam karna chahey yai aik acha pair hai hamy is mai kam karny ka acha bonus hasil hota hain
        • #5 Collapse

          Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

          obviously dear forex trading make sharp minded members hamesha forex trading make quick decision Le sakte hain aur bold sin lekar work karne wala trader hamesha forex trading mein kamyab ho sakta hai kyunki forex trading kaisa business hai jismein aapko Koi price action ke liye hamesha ek accha decision aur achcha faisla aapka forex trading main aapko kamyabi ke Ham kinar kar sakta hai agar aap ismein main screen working karte hain to forex trading aapko properly working ka reward bhi achcha dega agar aapas mein acche mauke per achcha faisla kar sakte hain
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

            If you want to become a successful person in stock marketing and foreign exchange marketing it is necessary that your mind is totally focused and short and it has a good power of making decisions instantly because some of the trades require you to be focused in a very short moment of time to make your mind sharp there are a lot of methods like brain games and brain exercises are a good source of making sharpness of mind as well as we should intake the diet which has the composition of profitable nutrients for the brain
            • #7 Collapse

              Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

              Aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Koi quick decision Lena Hai To fir Hamen Apne mind ko sharp karna hoga aur trading Mein To Aksar quick decision hi Lena padta hai Agar aapko quick decision Lene Mein Mahir Hain To fir aapko tradent Mein loss Nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

                اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                Sometimes market ki condition Aisi hoti hai hi ke Hamen quick decisions Lena hote hain aur Aise time per Hamare decisions hone bhi right Jaenge Kyunki Jab Ham quick decision Lete Hain To wrong decision hone ke bahut jyada chances Hote Hain aur koi decision Ham tabhi Le Sakenge Jab Hamari practice aur trading skills bahut acche Honge

                salam dear member g apny sahii quick work krne k liye apne mind ko sharp krna hoga hmy khd py trust hona chaiye k hmara decisions sahii h yh ghlt jb bhi koi kam kro soch samjh k kren qk k jldbazi ka kam hmare liye nuksandeh sabit ho skta so me sb ko yh hi advise dungi k fullattantion sy kam kren is sy hmara apna hi faida h
                • #9 Collapse

                  Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

                  Ji Bhai Jan ap ny thik kahin hi kh hm Pak Forex trading main Jo log kam Karty hn Pak Forex trading main km Karna Aran easy Bhai Nahi hi kh koi bhi ay or pasy hasl kary is main sahb say phly knowledge ka Hona zarroriii hi os Ky bad is km main Mind ka fresh Hona bahot lazmi hn agr Hamra mind fresh ho ga to hm Kam kar pn gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

                    ji bilkul theek kaha bilkul aisa hi hai kyunki apne mind ko shant rakhna jaruri hai agar mind sharp hoga to acchi decision-making hogi aur agar acchi decision-making hogi to acche property sale honge aur acche profit hasil karne ke liye toh mushkil mein ji ki jarurat hai aur dusra ja ke aapko sirf profit Kala Lage nahin hona chahie aap sikhane se shuru Karen aur sikar isko karne se aapko acche milenge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Quick decisions ke liye Apne mind ko sharp karo

                      Aapki baat bilkul theek hai agar Hamen Koi quick choice Lena Hai To fir Hamen Apne mind ko sharp karna hoga aur trading Mein To Aksar short decision hi Lena padta hai Agar aapko brief selection Lene Mein Mahir Hain To fir aapko tradent Mein loss Nahin hoga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X