Mehnat nakaam nai hony deti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat nakaam nai hony deti
    Main aap Logon se Kahana chahta hun ki agar ham log daily basis per Apna hard work continue rakhen aur Market ka analysis aur Market ke bare mein information aur currency ki movement ko Apne mind mein rakhen To Ham Ek acche trader Ban sakte hain lekin ismein MGS important yah hai ki ham log hard work per believe Karen Agar Ham hard work per believe Karte Hain aur Jyada Se Jyada learning Bhi Karte Hain To Hamen profit laazmi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat nakaam nai hony deti

    g han hamain mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain is k baryy main learning karni ho gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain mhnt karein gay tab hi hum sucesful trader ban sakty hain aur experience ho ga tba hi hum market main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat nakaam nai hony deti

      hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty han or apne needs ko pora kar sakty hain mehant kamaybe ka aik acha tool hai hum is main full tiem be kam kar sakty hain or hum is main part time be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte ha hum is main pair or currency mai trading karty hain hum is main live kam karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat nakaam nai hony deti

        aghar hum es man boht mahant sauy hum res main kam arian gin to he hum es main kamjbae hasl kar skty hain ou rhum es main part time be kam kar skty hain ou rhum es man full time be kam kar skty hain our agar hum es main bgir learning kay hum es main kam karian ghain to huamin es amin loss ho ga our humarea account be wahs ho jay ga forex 1 boht bra business hain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat nakaam nai hony deti

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Coconut708 پيغام ديکھيے
          Main aap Logon se Kahana chahta hun ki agar ham log daily basis per Apna hard work continue rakhen aur Market ka analysis aur Market ke bare mein information aur currency ki movement ko Apne mind mein rakhen To Ham Ek acche trader Ban sakte hain lekin ismein MGS important yah hai ki ham log hard work per believe Karen Agar Ham hard work per believe Karte Hain aur Jyada Se Jyada learning Bhi Karte Hain To Hamen profit laazmi hoga
          assalamu alaikum friends duniya ke kisi bhi kam mein agar aap mehnat karenge to aap apna Kam nahin honge ISI tarah yahan per bhi agar aap jitna jyada mehnat karenge apna Kam nahin honge forex aapko 24 ghante service morya karta hai aap jab chahe uske upar kam Karen aur achcha business banaya rakshit trader Ban jaaye
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat nakaam nai hony deti

            Dear brother apki bat thk ha forex trading main apki mehnt bht matter krti ha agr ap mehnat kr rahy hain to apko nakami ni ho gi balkeh ap ko regard positive he mily ga. Thanks
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat nakaam nai hony deti

              Ji Bhai Jan ap ki bat thik hi kh agr hm Pak Forex trading main Kam Karty hn to hm agr daliy ka Kam daliy Karty hn to hm ko ziyda pata Nahi calta agr hm phly din ko dosry din py depending kar dan to hm nakamny ban jaty hn os KY bad Kam Nahi Karty hn
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                yes,dear yeh baat sahi hay k agar ham markeet main mehnat kartay hain aur hamaray pass sahi aur propper knowledge nai bhi hay to hamko tab bhi is makreet k baray main achi skills mil sakty hain aur agar ham kuch mehnt kartay he nai hain to hamko koi bhi frees main kuch nai daita hay is liye mehnat karna hamara kaam hay aur baaki sab kuch hamari kismat pay depend karta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                  mehnat Mein Azmat hai aapane Sahi Kaha Hai Jo Koi Bhi mehnat se kam Karta Hai vah Kabhi bhi nakam Nahin Hota mehnat se Namumkin ko Mumkin Banaya Ja sakta hai jo bhi mehnat aur Lagan se kam Karega To vah Kabhi Na Kam Nahin Hoga aapki baat bilkul theek hai ki mehnat nakam Nahin hone dete
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                    G belkul forex main mehnat say kaam krny say humari information main bhe zada izzafa hota hea our zada acha kaam krna bhe aa jata hea hum secior members ke thran full confidence say forex wark kar sakhty hain our quality kay saat jalde kaam kar sakhty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                      Ji han my dear friends aap bilkul theek kah Rahe Hain mehnat Kabhi Na Kam Nahin hone deti Jo log mehnat ke sath work Karte Hain wohi Log Kabhi Na Kam Nahin Hai wo is main kamyabi ki taraf Rawa dawa rahte hain isiliye Hamen chahie ki Ham Puri mehnat Aur Ke Sath Baat Karen Taki Hamen ismein acchi khasi kamyabi Hasil kar Saken Forex forum mein name wale log Hamesha Kamyab rahte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                        You have said very well that hard work never lets so much work.Hardworking people always succeed .Those who work hard, Allah Tala likes them very much and even in their works Barkat Ata Farma Ta hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Coconut708 پيغام ديکھيے
                          Main aap Logon se Kahana chahta hun ki agar ham log daily basis per Apna hard work continue rakhen aur Market ka analysis aur Market ke bare mein information aur currency ki movement ko Apne mind mein rakhen To Ham Ek acche trader Ban sakte hain lekin ismein MGS important yah hai ki ham log hard work per believe Karen Agar Ham hard work per believe Karte Hain aur Jyada Se Jyada learning Bhi Karte Hain To Hamen profit laazmi hoga
                          Ji han yah Baat aapane theek hi mehnat kabhi bhi Rahega Nahin jaati aap ho Ek na Ek Din aapki mehnat ka fal Jarur Milta Hai perform per kam karne ke liye bhi members ko Yahi Shabd Samjhana padta hai jo ki new traders hote hain vah bahut jaldi Dil Har Jaate Hain yah bahut jaldi Dil Chhota kar lete hain unko Dil Chhota nahin karna chahie musalsal mehnat Karenge to aap ko kamyabi Hasil ho sakti hai bus aapko daily basis per kam karna padega market ke analyser market ke apan ke bare mein information Karni Hogi tabhi aap ismein Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                            G han dear ap NY Sai kha k hamain hamsri Mehnet kabhi bhi nakam Nahin hony daiti is kam majn ham jitni Mehnet Karin gy utna ham is majn kamyab or expert bnain gy is liay is main Kamyab hony k liay sab sy pahla step hy is Kam majn hamari Mehnet agar Mehnet Karo gy to kamyab bhi ho jao gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat nakaam nai hony deti

                              g han hamain mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain is k baryy essential gaining knowledge of karni ho gi tab hello hum achi earning ho saky gi aur hamain mhnt karein gay tab hello hum sucesful dealer ban sakty hain aur enjoy ho ga tba hello hum market primary kam kar okay hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is discussion board fundamental earn ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X