Overtrading k nuqsanat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Overtrading k nuqsanat

    over trading kay bohut zyada nksanaat hein hamen forex mein ache ce mehnaat say kam karna chihay ager ham log forex say ache earning hasell karna chahtay hein to hamen sabar say kaam karna chihay or jald bazi har giz ni karni cihay or hamen apna kaam behtar say behtar karna chihay tab he ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay hamen forex bsiness mein trade say pehlay ham logon kay pass knowledge hona zaroorey hey to he hamen forex business say ache earning hasell kar saken gay
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Overtrading k nuqsanat

      Over trading ke nuksan bahut jyada hai Pakistan instaforex mein agar aap overtrading karenge to aap ismein apne account se hath dho baithenge kyunki yah Ek international aur technical market ki movement hoti Hai jiski movement bahut jyada fast hoti Hai hamen Soch samajh ke hi entrypoint Lena chahie jo bhi ismein achcha work karega vahi ismein Kamyab hoga yah Ek profitable business a hardworking Karen kamyabi milegi
      • #33 Collapse

        Re: Overtrading k nuqsanat

        asslam o aliakum han ji dosto boht hi acha sawal Kiya hai 💖
        overtrading ke nuksanat dosto agar aap log overtrading karoge jaldbazi karoge lalach karoge market ko Bina soche samjhe trading karoge☺️
        To aap ko loss hoga aur shayad aapka account bhi wash ho sakta hai isliye kabhi bhi overtrading mat karo 💕
        hamesha market ko analyse kar ke Sabar ke sath market ki movement ko samajh Kar trading karo🤗
        small lot use karo stop loss or take profit ka use lazmi karo tabhi aap log achi trading kar paoge💖☺️
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Overtrading k nuqsanat

          assalamu alaikum aap bilkul sahi baat hai ki jab Ham trading kar rahe hote hain to overtrading ke bahut jyada nuksan hath hote hain isliye kabhi bhi trading karte waqt trading nahin karni chahie agar confidence ke sath aap trading karte Hain to aap achcha profit de sakte hain lekin bar bar agar updating karte rahenge to aapke liye nuksan ka bazi Ban sakta hai isliye hamen chahie ki Ham jab ek bar profit Le lete hain to next time trading Na Kare kyunki overtrading hamesha nuksan deti hai

          اب آن لائن

          Working...
          X