Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai. Knowledge and experience hi sab se behtareen hatyar hai forex trading me kamyabi k leye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим