Achi learning Se Hi confidence increase hota hai aur kamyabi milti hai agar Ham market mein sahi se achi learning Karte Hain To is confidence ki wajah Se Jab Ham market Mein mehnat Karte Hain To Hamara bahut fayda hota hai Hamen zyada mehnat Karne Ki Koshish Karni chahie Kyunki learning karne wala trade ki mehnat Karke kamyabi Hasil karta hai trader jab laga kar mehnat Karega to woh hamesha experience Hasil karne ki wajah se market Mein kamyabi Hasil Karega aur zyada mehnat Karne Ki wajah Se Hi kamyabi milti Hai learning karne ki wajah se confidence increase Kiya jata hai aur sirf confidence trading ke liye bahut important role play karta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим