kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

    Nahin yah baat bilkul galat hai hamen zarurat se zyada Forex ko time nahin Dena chahie agar Ham aisa karenge too Na Ham duniya ke rahenge aur na hi Ham Deen kaay renge agr haam Sara Din forex ko time dete rahenge To Ham duniya ka aur koi bhi Kam nahin kar sake gayin na in eder kaay rehyin gay or naa udar kay hamen Forex ko ek time Dena chahie 1 t time table mein is per kam karna chahie aur FIR din ke aur kam karne chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

      Mrya khyal main humain zarut say zada forex main time nai dana chahiay par humain forex kay daily kay torget ko Lazmi Pura krna chahiay 50 post kar kay our 4 thread kar kay pher forex wark ke traf say dil mutmain ho gya ga kay forex pay humara ak din ka wark cumpled hea pher next day wark suro kar lain to bast hea zada lalach main nai aain to acha hea
      • #33 Collapse

        Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
        ASSALAM O ALIAKUM members mera sawal hai ap sub sa or sub apny mind k mutabiq he jawab di jiye ga ..kya hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye kya hamen is k koi nuksan bhe ho sakty hain ya just faidy he hoty hain ?forex hamen bhot achi earning farham karta hai magar kya hamen isko zarort sa zeada apny mind par sawar karna cheye or din rat he iski learning main lagy rehna cheye ..forex main hum sub he kamiyab ho sakty hain magar hamen hamesha he bhot achi learning or bhot achy sabar k sath he kam karna cheye tabhi hum kamiyab ho sakty hain or acha earn bhe kar sakty hain..
        Ji aapane yah theek Nahin Kaha yah Jaruri Nahin Hai Kya Aap is kam ke paband hokar Rah jaen aapko chahiye ke ek time limit Banakar kam Karen Ek planning ke tahat kam Karen Apne Kuchh ghante mahsus karne ke aapane is Waqt perform per kam karna hai ya trading karni hai ya aur koi kaam karna hai aap apna Ek maksus Timepass form ko dena yah Bhi Nahin Hai Ki pura pura din aap ismein apna Sar pahle Aur Is Tarah to Aapke dimag Mein Kuchh Bhi Nahin Aane Wala Apne dimag ko fresh Karen Apne mind ko fresh karen to hi aap is per bhi tarike se kam kar Sakenge
        • #34 Collapse

          Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

          dear forex main ager ap apni zrorat say time daity hain aur is main ager ap ziada sy ziada time spend karty hain tu is main ap ko utna he acha experience milta hai is lea ap ki marzi ha ky ap forex main jitna bhi time daity hain us main ap ka he ziada faida ho ga aur ap ko utni he market ki samjh ziada ayy ge ji sy ap ki market main zidaa paker ho jay gee aur ap ziada earn kar sakty hain..
          • #35 Collapse

            Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

            Ye hakekt Hy k forex hmy achi income frham kr Raha Hy lkn hmy ek time tebal bna Lena chahy his my hm asani sy arling kr saken Baki b Kam hoty hm hr Kam kly waqt niklna chahy
            • #36 Collapse

              Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

              Dear bht acha swal kiya h apny hmein kbi b zrorat sy zyada time nh dena chye Forex ko na ee sr p swar krna chye thk h mehnat zroor krein mgr as you know excess of everything is bad Forex ko apni sr drd na bnayen blky relax ho k time table k according ee kam krein takay baki routine disturb na ho mehnat krein or utna time dein jo reasonable ho
              • #37 Collapse

                Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                jitna ziyada forex mein time dein gy ap ko achi earning ho gi aur ap ko bahut profit ho sakta hai ye bahut mushkl kaam hai is liye mehnt ziyada se ziyada ki jati hai ta k acha profit earn kia ja saky is mein hard working kafi zrori hai ye aik good business hai is ko samjh k kia ja sakta hai ye worldwide karobaar hai
                • #38 Collapse

                  Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                  Walaikum Assalam, jitna ho saky humein Forex market mein time spend karna chahie, kyoun k jitna humara experience Hoga utna he zyda hum Forex mein profit hasil kar k account ko grow kar sakein gein, likin bhoat trader lalach karty hein jiss ki waja say trader market mein kamiyabi hasil Kar sakty, her traders (New Trader & Senior trader) ko caheye k WO phlay learning kary aur experian hasil Mary or pher he Forex mein trading start karein.
                  Instaforex is the Best broker
                  • #39 Collapse

                    Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                    zaroori nahi hay forex trading ko agar hum as part time run karna chahty hay to part time kay tor par bhi run kar sakty hay esmain humary liye koi issue nahi hay humay chahiye keh start main ziada time dai kyun keh jab hum es kam ko achi trha seekh jany kay baad run karen gay to humay esmain kisi kisam ka issue nahi hota aur market main acha profit bna sakty hay es trha
                    • #40 Collapse

                      Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                      ham as mien be had earning ker sakty hain or earning ki koi limit nahin hai forex mein earning mehnat per depend karti hai aur forex mein ham jitna zyada work aur mehnat karenge forex mein ham utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein agar ap achi kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur forex mein hamen zyada se zyada apna time invest karna chahie agar ham as mien earning kerty hain to yeh kamyabi ho gi.
                      • #41 Collapse

                        Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                        Assalamu alaikum bhai aap jitna jyada Forex trading time denge ab utna hi easily market ko samajh sakte hain isiliye jyada se jyada demo account per kam Karen jakar aap easily market ko samajh sake kyunki agar aap Forex trading mein mehnat ke sath aur time ke sath trade nahin karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye jyada se jyada market ko time data ki aap easily acche se accha profit Kama sake
                        • #42 Collapse

                          Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                          pakistan forex forum men kamyab hony k lia ziada se ziada time spend kerna chahiye , ham jitna ziada time iss business men sarf kren gy hamen utna hi faaida he , iss lia hamen iss ko ziada se ziada time dy ker samajhna chahiye
                          • #43 Collapse

                            Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                            forex ko hum tiem dy gy to forex hamy earning de ga hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kamk ar sakty hain yai kabe be band na ony wala acha business hain hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain hum is mai agar lalachi ban k kam karty hain to hamy lossh aon
                            • #44 Collapse

                              Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: System پيغام ديکھيے
                              forex ko hum tiem dy gy to forex hamy earning de ga hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kamk ar sakty hain yai kabe be band na ony wala acha business hain hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain hum is mai agar lalachi ban k kam karty hain to hamy lossh aon
                              Assalamu Alaikum dear member ji han aapane bilkul sahi Kaha gaya agar Ham Pareshan per kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen form per Apna time Jyada Se Jyada invest karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki Jab Ham new member Hote Hain To Hamen for exam ke bare mein itna knowledge Nahin hota hai isliye Ham Dam account per apni mehnat aur Lagane se working Karke aur apne time aur Forex form ko Jyada Se Jyada time Dekh Kar Ham 4 Ek Bar Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                                hamy forex k otiem dena chaey to forex hamy earning de ga forex aik best busienss hain hum gar mai bath kar is mai kamk ar sakty hain hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trad be laag sakty hain hum gar mai bat kar is mai kam kar sakty hain yai ak asa business hain o ky kabe be katem nahi ho ga hum isy apna life tiem career reb aban sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X