kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

    ji bilkul aapane theek kaha hai agar aap Forex kam kar rahe hain Forex trading kar rahe hain to Yahan per aapko apni full concentration ke sath constant hardworking karna Hogi agar aap yah Jante Hain ki aap kamyabi Hasil kar le without hardworking ke to aap kabhi bhi without hardworking kamyabi Hasil nahin kar sakte aapko kamyabi Hasil karne ke liye mehnat aur Lagan ki jarurat hai mehnat aur Lagan aapko tabhi Hasil Hogi Jab Aap Yahan per mehnat Karenge jarurat Se Jyada kam karna Har chij Ke Liye nuksan Hota Hai isliye Hamen jarurat Se Jyada Kisi bhi kam Ko chij Ko Nahin Karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

      Ji han aapane bilkul theek kaha hamen chahie ki Ham Forex mein jyada se jyada time den uske rules ko follow Karen tabhi hamen acchi tarah se Forex Mein profit Hasil kar sakte hain Ham apna time Forex Mein stand Karenge to hi hamen iske bare mein acchi tarah se samajh Hogi tab hi Ham ismein trading kar payenge hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen apne aap ko improve Karen tabhi acchi tarah se successful ho sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
        ASSALAM O ALIAKUM members mera sawal hai ap sub sa or sub apny mind k mutabiq he jawab di jiye ga ..kya hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye kya hamen is k koi nuksan bhe ho sakty hain ya just faidy he hoty hain ?forex hamen bhot achi earning farham karta hai magar kya hamen isko zarort sa zeada apny mind par sawar karna cheye or din rat he iski learning main lagy rehna cheye ..forex main hum sub he kamiyab ho sakty hain magar hamen hamesha he bhot achi learning or bhot achy sabar k sath he kam karna cheye tabhi hum kamiyab ho sakty hain or acha earn bhe kar sakty hain..
        WaAlaikum assalam member Hamen chahie ke Ham ek time table ke mutabik kam Karen Hamen Din Mein 10 complete karna Hota Hai uske liye Hamen ek time banana chahie use time mein Hamen main yah sochana chahie ki Hamen ek time mein kitni posting Karni hai Hamen apni 50 post Hain daily basis per Karni hoti hain UN Mein Hamen sabse pahle apni post ki quality Ka Khyal Rakhna Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

          waisy to zarurat sy ziada koe bhi kaam kiya jay to wo hamesha nuqsan mn he jata hy. magar agar ap ny duniya ka muqabla karna hy aur agay barhna hy to ap ko really had sy aur zaroorat sy ziada he mehnat karni pary ge. forex mn to jitna ziada time dain gy utna ziada profit kamayen gy.
          • #20 Collapse

            Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

            Hello my friend Pak forex mein hamen totally investment time ka hai Ham jitna time invest karte hain hamen utna hi jyada bonus milta hai to main yah kahana chahunga ki time ki koi limit na rakhe aap koshish karen itna jyada ho sake aap time invest Karen Park forex mein time de jyada se jyada mehnat Karen Taki aapko acche se accha profit mil sake aur Jo mere Bhai trading karte hain unke liye request hai ki trade karne se pahle marketing ko acchi tarah analyse Karen uske bad batting mein jaen inshallah kamyabi jarur Ho Gaya
            • #21 Collapse

              Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

              Assalam o Alikum,,



              Hmein agr forex sa aca knowledge hasil krny k sat sat aca bonus kamana h to hmein cheaye k hum apni zarort sa zayda e learning b krni cheaye ta k hmein aca aca profit milta e rhy.
              • #22 Collapse

                Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                pak forex pa kam kar na sa phily hum pak forex kam ak time table bina laina chahiya jus ka saib sa hum is per kam kar na chahiya. hum pak forex pay appina roz ka kam roz kar na chahiya ta ka hum is kam mein pechay na chily gay. hum pak forex mein atina he kam kar na chahiya jitna kam kar na chahiya or jitna kam ka boola hi.
                • #23 Collapse

                  Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                  zayada se zayada sab ko is amin time dena cahiye q ke yahan s hamare kamayabe ka pata chalta hae or hum bhe is main he gar acha kam kar jate hain to he hum is main aik ache trader ke tarah se kamyb bhe ho he jate hin to sabhe ko cahiye ke wo bhe is main bas kama karte jaen or success bhe hasil karen jo bhe is main kam aren ge wo he is maain kamyab bhe ho he jaen ge to sabhe logon ko bas is main acha kam karn
                  • #24 Collapse

                    Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                    G han q k ager hum fotex ko ziada sy ziada samjhna chaty hain to hamin forex ko ziada sy zida time bhe dena hoga or only forex py focus bhe karna hoga hum ziada profit hasil karna chaty hain to forex ko ziada time b dena pary ga
                    • #25 Collapse

                      Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                      es main jitnaa ho sakay humain es main kam kurna chahiyaay agr hum es main zyada say zyada time day gaay to es say humain es main kafi faifda ho gaa hum es main zyada say zyda time day kur es kay baray maain achi c knowledge gain kur laytay hain or es main hum kamayab bhi ho jatyaa hain to humain es main agar acha kam kur kay es main kamyab hona hy to es kay liyay zyada say zyada time dayna chaahiyay or es main achay say practise kur layni chahiyay takeh humaain kamyabi gain ho jaaaay
                      • #26 Collapse

                        Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                        Ji Mere Aziz aapane Sawal bahut hi Achcha kiya hai agar Hamen forex market ke andar Kamyab hona hai To Hamen chahie ki Ham Forex form ko aur forex market ko Jyada Se Jyada time Den aur Jyada Se Jyada is per kam Karen Kyunki Jitna Jyada Ham is per experience Pasand Karte Hain utani hi jaldi Hamari kamyabi Mumkin hoti hai aur Hamen daily basis per Apna Kam complete kar lena chahie aur Hamen Jyada Se Jyada foxfarm ko time Dena chahie Chahe Zaroorat Ke mutabik Bhi time Kyon Na Dena Pade tab bhi Hamen time Dena chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                          Forex me zrort sy zida time spend nah ho skta. Q K unk rules limited fix hoti hai jesy daily ki basic 4threds create hoti hain OR 50posting hoti hain iss sy zida nah ho skta.
                          • #28 Collapse

                            Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                            ASSALAM O ALIAKUM members mera sawal hai ap sub sa or sub apny mind k mutabiq he jawab di jiye ga ..kya hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye kya hamen is k koi nuksan bhe ho sakty hain ya just faidy he hoty hain ?forex hamen bhot achi earning farham karta hai magar kya hamen isko zarort sa zeada apny mind par sawar karna cheye or din rat he iski learning main lagy rehna cheye ..forex main hum sub he kamiyab ho sakty hain magar hamen hamesha he bhot achi learning or bhot achy sabar k sath he kam karna cheye tabhi hum kamiyab ho sakty hain or acha earn bhe kar sakty hain..
                            friends frocks aapko is chij ka paband nahin karta ki aap usko jyada se jyada yah aap had se jyada usko time de bulke forex aapko yah facility provide karta hai ki aap jab chahe iske upar kam Karen apni marji se kam Karen aur dillagi se kam Karen yah aapke upar depend karta hai ki aap uske upar kitna time dete Hain aur aap kitna aage successful hote hain isliye main chahie Carmel School jyada se jyada sikhane ki koshish karen Taki Ham aage badh saken
                            • #29 Collapse

                              Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                              nhe jini zarort ho itna he time dena must hain agar daily 4 hour b time dete han tu pher b kafi achi earning ho skti hain forex ka busniess kabi b kiaya jah skta hian or achi earning ho skti hain forex k busniess main bhot hard work karne ki need hain forex ka busniess bhot he trusted and reall busiess hain is main aapko bhothe dehan say kaam karna hain analysis karna hian merket ko samjhna hain 24 hour opan rehti hai par haar time profit b nhe hota hian is liye soach smajh k forex trading main kaam karna hain haar trader ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kia hamen zarort sa zeada forex ko time dena cheye ?

                                Jo log Forex ko Apna proper real business sunana Chahte Hain unhen chahie ki vah Jyada Se Jyada market ko time de Kyunki Jitna Jyada vah market ko time Denge vah utna hi market ko analyse kar Payenge aur Market ki moment ko samajh Payenge lekin jo log sirf Timepass ke liye Forex trading karna chahte hain unke liye Jyada time dena jaruri Nahin Hai lekin jo log proper business karna chahte hain unke liye zaroori hai ki vah proper time de aur Jitna jyada ho sake utna market ko time dekar usmein Achcha perform karne ki koshish karen aur Market ki moment ko samajhne ki koshish karen tab hi vah Achcha profit earn kar Payenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X