Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?
    Trading mai patience yani sabar ka hona nehayat he aham hai jo be log sabar karte hai apne trades ahtiyat aor sabar kay saat lagate hai wo humesha faide mai rehtey hai aor jo log be sabri ka muzahira karte hai wo humesha nuqsaan otatey hai es leye sabit hota hai kay profitable trading jald bazi mai nahe balke sabar say ke jati hai aor jitne be successful traders hai wo sub kay sub patience ko follow karte howay he trading kiya karte hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

    sabar hamare liye bahut jaruri hai aur sab bhar ke sath hamen kamyabi milati hai isliye sabari jarur karna chahie Ham jitna sab bhar ke sath kam karenge ham utani hi kamyabi hogi aur agar Ham sabar ke sath Kam nahin karenge to come jabi kabhi nahin Mil sakti sabar hamare liye bahut jaruri hota hai aur sab bhar ke sath hi hamen apni manjil mil sakti hai isliye hamen sabar karna chahie aur apne target coaching karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

      Practice make a perfect man, islye hame bar bar demo sy faida lay kar practice karni chaye jab he ham forex men achi tara sy kamyab ho sake gay aor hamen tab he best profit mil saktha hay ham agar time table sy kam akren gay to ham aasani sy 50 post and 4 threads bana skaen gay aor agar ham daily ka itna target complete kar len to acha bonus mil skata hay.
      • #4 Collapse

        Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

        ji bilkul sahi baat ki hai aapane agar ham log patients ke sath mein mehnat Karen acche Sabar ke sath mehnat Karen to ham log apni kamyabi ke safar ki taraf Ek Aur set up Aage badh Jaenge Kyunki Agar ham log Apne kaam ko Safar ke sath aur acchi mehnat ke sath aur Jyada Se Jyada lagne ke sath Karte Jaenge aur apni trading ke andar kabhi bhi jaldbaji nahin Karenge Bal ke usmein Apne acche se acchi knowledge ke sath Karenge to to ismein kamyabi Ho payegi
        • #5 Collapse

          Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

          G han dear ap ny bilkul sahi baat ki hai humain trading ke sath practice bhi jaruri Karni chahie agar ham Apne practice continue rakhenge to hamare knowledge mein aur experience mein bahut ijafa hoga aur hamen successful bhi Hasil ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

            Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ma patience ka sath trading karna chlye aur bhut zadya sabar ka sath kam karnaa chlye aur sabar ka sath trading karna chlye aur hardworking ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

              hhamy patience sy kam karna ho ga hum is mai paart time be kam kar skty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga yai aik unique business hain hum is mai apen marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

                aslamoalekum dear forex members bilkul Pakistan forex trding mn trding krty waqt hmary ander passion ka hona bht zarori h. ik achy trader ki khobion mn sy ik khobbi passion bhi h.is liy hmesha sabr ka muzahira kren.sabr ar mhnt sy kamyabi mil he jati h
                • #9 Collapse

                  Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

                  hosle se sabar ke sath kaam karain jab ap ke pas knowledge ho ga to ap is mein kaam kar saken ge mehnat se kameyab ho saken ge agar ham mehnat se kam karain ge to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham qualt ka kam karian agar ham quality ka kaam karain ge to ham loss nahi karain ge ham kameyab ho sake hain agar ham money management karte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

                    sahe bat ke hae ap ne sabar to bahut zarori hae jo log sabar ke kam karte hain wo is main kamyab ho he jate hain to hamen bhe cahiye ke hum bhe is main sabar ke sath kam kiya karen take hum is main kmayab bhe ho saken or is business main sirf wo he kamyab ho jate hain jo log is main sath mhnat bhe karte hain yeh na hio je ap sirf sabar he karte rahen mehnat bilkul na karen to is ke liye apko cabhiye ke ap sabar ke sath sath m,ehnat bhe karen or sabar karne wala kabhe bhe nakam nhe hota hae to is liuye sabhe logon ko is main mehnat ke sath ache trah se km karna cahiye take wo is main kamyab bhe ho saken or aik ache trader bhe ban saken jo log is main mehnat zayada karta hae wo is main kamyab bhe zayada ho he jata hae
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

                      G hy bilkul practice KY sath trrding krna bh hm manzil tk punchti hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra Forex ky mutbk kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky ga jitni ziyada mhynt kra forex ga achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jotni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

                        Patience say hi Trad lagayen achi Koshish hi say good profit gain ho ga Khoob koshish karen acchi trading Karen almost Acha profit Mile ga uske liye acchi management se aapko acchi trading market Ko Dekh kar market ko check Kar ke aap ko karna Hogi aap Agar interested hokar Forex Mein acchi trading market ko dekh kar aap Agar Karenge aapko acchi kamyabi aasani se Forex ki jaanib se Pakistan Forex ki jaanib se aap ko Hasil Hogi aapke liye acchi kamyabi ISI Tarah Se Hamesha benefit Hogi isliye Dil lagakar kam karen to hi kamyabi aapke liye very very easy Hogi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Patience kay saat trading karna manzil taak ponchati hai?

                          Yes there Forex ke andar kamyab hona itna jyada iji aur shant renew jitna Ke, log samajhte Hain Forex ke account ko samajhne ke liye behtarin tarah se understanding ki jarurat hoti hai jitne jyada Forex ko acche andaaz se kaun karte hue acche se experience of tractor ke sath kam karenge uske sath tha hamara post method ke andar acche se quality bhi increase hoti rahti hai jiske sath I'm trading ke andar quality ko bhi acche se confidence experience kaisa dinklage karte hue kamyabi banaa sakte hain isliye hamen chahie ko jab trade open Kar Le to fir uske dauran mein bahut jyada aur patient ke sath kam karna hoga jitna jyada hamare andar sabar itni jyada trading co acche andaaz yaar acche se profit mein close karne mein success ho sakte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X