hum aksar suntay hain kay lot size yeah rakhain ya mini lot size itnay ki hoti hain main yeah pochna chahti hun kay lot size kay kam ya zada honay say hamin trading main kis terhan ferk aa sakta hain?aur hum kam ya zada investment ki surat main kon ka lot size select kerin??
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим