kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???
    salam dear member g hmy hr ghiz bhi yh business ni chorna chaiye q k jb banda business krta us me hmy losse bhi hota or profit bhi to agr hmy loss ho to yh mtlb ni k hmy yh business hi chor dena bahlke hmy phr zyada sy zyada is py mehnat krni chaiye take hmari jo ghlti sy hmy losse hua h wo dubara na ho jb hm forex ko zyada sy zyada time den gy is me hmara apna hi faida h hmare experiencee me hizafa hoga....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

    G nahi loss hone pe bulkul bhi forex ko nahii chohorna chaheye. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

      Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading fourm ko nai chornaa chlye forex trading ma loss aur profit ka hisa hota hya business ma heshama nakfa aur nuksan hota ratha hay isley hume himat ka sath kam karnaa chlye aur bhut zadya mehant ka sath kam karnaa aur dil lagaa ka kam karna chlye phir wo kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
      • #4 Collapse

        Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
        salam dear member g hmy hr ghiz bhi yh business ni chorna chaiye q k jb banda business krta us me hmy losse bhi hota or profit bhi to agr hmy loss ho to yh mtlb ni k hmy yh business hi chor dena bahlke hmy phr zyada sy zyada is py mehnat krni chaiye take hmari jo ghlti sy hmy losse hua h wo dubara na ho jb hm forex ko zyada sy zyada time den gy is me hmara apna hi faida h hmare experiencee me hizafa hoga....
        dear agr ap log loss sy ghbra ker yeh business chorty hain to yeh ap ki sb sy bri bywqoofi hogi , is ka kya mtlb hai k insan ko agr mushkelyn ati hain apni zindgi mein to kya wo zindgi he chor dyn , wo kya jeena chor dyta hai? nhi na . isi trha jesy mushkilo sy tng a kr jeena nhi chora ja skta isi trha sy kbhi bhi ap nuqsan k dr sy business krna nhi chor skty blky ap ka to kam hai k ap or zyada mehnet or himmet k sath ak nay seery sy again koshish kryn, phir dykhyn k ap kaisy kamyab hoty hain.
        "Dream bigger. Do bigger"
        (mahroosh)
        :1f607:


        • #5 Collapse

          Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

          nahi hmain aesa bilkul bhi nahi karna chahiye kon ke hmain agar menat se kaam karna hai to hmain kameyabi cahiye aur hmain is mein mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karte hain to ham kameyab ho sakte hain lekin hmain is mein chahiye ke loss jo bhi ho us ko recover karain agar ham is ko recover karna chahte hain to hmain money management se kaam karna ho ga
          • #6 Collapse

            Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

            G nahi loss hone pe bulkul bhi foreign exchange ko nahii chohorna chaheye. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me threat bhi kam hello hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me threat ya khatra zyada hota hai. Forex buying and selling me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka threat bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane ok leye khas usool hoten chicken jo foreign exchange buying and selling me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi foreign exchange ok usool nahi thorne chaheye
            • #7 Collapse

              Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

              G nah. loss hony py forex ko kbi nah chhorna chahh bakly himatnhosly k sath mazeed mehant karni chahy jis sy acha profit kama skty hain. Koi b bunisess ho humish loss and profit aik dosry K part hoty gain.
              • #8 Collapse

                Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

                dear friend yeh ak asa busnes hy ges main profet k sath sath loss bhi zaror hota hy as main hamen har nahi manni chaye bl k as main mahnat say kam krty rahna chaye ta k hum as main kameyab ho gain as say bahteren earning karty rahen yeh hamary leye lazmi hy forex main
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: kya loss hone sy hmy yh business chor dena chaiye???

                  nhi dear friend bilkul bhi nahi.Hamen loss hone ki vajah se apne work ko kabhi bhi nahin Chhod Dena chahie Agar ham log loss ki vajah se Parivar Ko Chhod Denge Tu Is Tarah Se ham log Aage Nahin badh Payenge Kisi bhi kam ko Chitra se nahin kar Payenge Kyunki Har business ka ek hissa hota hai usmein achha profit Bhi Hota Hai aur loss bhi ho jata hai hi acche log bhi Hota Hai To Ham Logon Ko is Se Kabhi Nahin Karna chahie balki Apne work ko acchi mehnat ke sath karna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X