assalam walekum doston Mera AAP Sab Se Ek Sawal hai ki Humne Yahan per Kaise kam start kar rahe hain Kyunki Mera Aaj pahla Din Hai Is per to aap sabse Mera Yahi Sawal Hai Ki Is per posting ke alava aur kaise kam Kiya Jata Hai Hamara bonus Kaise Aata Hai Uska trading Kaise ki Jati Hai Jo Log Yahan Pahle Se maujud Hai Doston Ko Main Yahi kahunga ki vah meri help kar de Kyunki Main abhi start kiya hai aur Yahan Se Kitna Jyada fayda uthaya Ja sakta hai aur fayda uthane ke liye kaun sa Hamen kam karna padta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим