Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???
    Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn forex trade pe trading me behtreen hikmat e amli kya hy? Behtreen plan? Backup kesa hona chaheay???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn forex trade pe trading me behtreen hikmat e amli kya hy? Behtreen plan? Backup kesa hona chaheay???
    Dear brother is market Mein sabse behtarin Hai commity Amli aapka trading plan hota hai Agar aapke pass Achcha trading plan hai to aap is market mein aasani se kam kar sakte hain aur Apna account growth kar sakte hain aap is market Mein Ek Dafa investment to kar lete hain Uske bad aap is market mein se profit tabhi banaa sakte hain Jab aapke pass Achcha trading plan hota hai aapko is market mein Main Aise kam karna hota hai Jaise aap is market Mein demo account per minute Karke prapt banate hain Jab aap real account per kam karte ho ya confidence ke sath kam karte hain to aapko ismein kamyabi mil jaati hai agar aap real account per kam karte hue daat Rahenge to aap is market Mein acchi trades bhi mis kar sakte hain iske sath aapko is market Mein Jo Bhi trade Lagani Hai vah train plane ke hisab se perfect ho to aapko market Mein inter ho jana chahie otherwise aapko next trade Ka wait Karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

      Trading ne hikmat e amli ye hau kay ap loog phly learning karain trading kay bary me kay yahan par kesy kam krna hai us kay bad ap logu ny kam strat karna hai aur demo par practice karni hai jab ap ku achi tarah say practice hojy ap real account par kam shro kar deen aur hamesa achy tarreeqy say mehnat karty huwy apna kam jari rakheen ap zrur ec tarah market say fiada utha sakeeb gay Dostu market me ziada waqt dejiwy ap jaldi achy trader ban jieen gay
      • #4 Collapse

        Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

        G han dear forex members .Forex business my behtareen hikmat.e.hamli complete knowledge ka majood hona a. Aghr hmrhy pas forex business k barhy my complete knowledge majood o ga ,hmhy kam ke practice o ge, experience o ga to hm kamyab traders bn sakty hay. To dear forex members, Forex business my sbsy behtareen hikmat.e.amli knowledge ka hona a ,to hmhy sbsy phly learning py focus karna chaheay, demo trading account sy ziada time spend kark practice ke jahay, senior members ke post ko study kya jhy. Gharz har trh sy analysis ko sae sy study kark ,strategies ,tools & rules ko follow kark phr forex trading ko start kya jhy. Ek discipline sy forex business ko karna b ek behtareen hikmat. E.Amli a ,mghr hm.discipline sy b tb e kam kar sakhy gy ,jb hmrhy pas knowledge majood o ga ,tab ek proper plan sy ,discipline sy forex trading ko kar sakhy gy, R ek kamyab traders bn sakhy gy r ziada sy ziada profit b hasil kar sakhy gy.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

          G han dear trading mai kamyab wo hota hai jo kam pay nazar rakhta hai mean kay market pay ager ap nazar rakh kay kam.karain gaye tu market ap ko faida daitye hai ager ap market say nazar hata kay kam kartye hain mean kay ap nay waisye he es mai kam.start kar diya tu ap ko es mai faida nhi ho ga tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap market mai hamesha tezz nazar kay sath kam.kartye hain tu ap ka faida hai jub kay ap ka kam hai kay ap es mao tezz nazar kay sath kam.karain aur ap ka kam hai kay ap es mai trde kay hisab say chaliàn kiyu kay ager ap es mai trade kay hisab say chaltye hain tu àp kaliye faida he faida hai jub kay ap nay trade waisye he laga diya aur ap nay es mai trade ko na daikha tu ho sakta hai kay ap ka kafi niqsan ho jaye tu ap ka kam hai kay ap apna kam kahnet aur lagan kay sath karain aur trading mai ap market kay sath hamesha attach rha karain ager ap es mai attach jo jatye jain market kay sath tu market ap ko kafi support kartye hai aur ap ka kafi faida kartye hain tu ap kam hamesha market kay hisab say karain apnye hisab say kiya gaya kam ap ko kabhi faida nhi daye ga ye bat tu confirm hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

            Dear friends Asalam o Alikum , G han dear bahi jan Forex ki market main achi or behtareen hikmat-e-amli is ki achi or complete education ka hona ha agar is business main hammy kamyab hona ha to is kay knowledge ka hamary pass hona bahut zarori ha is kay bad is market main hammy trading karny kay leye ak behtareen plane bana kay kam karna chaheye is main jo loog achi tarha mehnat kar kay is ki market main entar hoty han wohi loog is main kamyabi hasil karty han is main hamary pass ak acha bakup kay hony kay leye is ki achi parectice or strong analysis kay bad is main acha experience ka hona bhi zarori ha ta kay is main jab trade kareey to is kay analysis achy tareeqy say kar kay is ki movement ko jan kar is main enter ho kay acha profit gain kar sakeey thanks
            • #7 Collapse

              Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
              Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn forex trade pe trading me behtreen hikmat e amli kya hy? Behtreen plan? Backup kesa hona chaheay???
              Walaikum assalam dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Kyunki Jab junior members Forex trading co join Karte Hain To unko ine chijon Ka Pata Hona chahie ke Forex trading Mein unke liye sabse important kya hai aur kis chij per unko Jyada focus karna chahie to aapke Sawal ki Jawab Nahin main yah Kahana Chahunga ki aap ke liye sabse Jyada important Forex trading Mein discipline aur planning hoti hai agar aap apna kam properly planning ke sath Karenge aur ek organised tarike se Karenge iske sath sath aap Uske bare mein complete information aur knowledge ke sath kam Karenge to aap zaroor Kamyab ho sakte hain isliye aap to Forex trading step by step planing ke sath information or knowledge hona chahie ummid hai ki aap meri baat se aagrah Karenge aur Iske alava aapko Aur Bhi multiple answer Milenge jisse aap guidance Le sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                Dear friend forex trading men her kamyab trader ki apni aik trading strategy hoti hey jiss k sath woh kamyab trading kartay hen iss liay pahlay achi strategy banaen aur pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir real trading men yeh strategy use kar k faida utha saktay hen iss liay achi strategy yeh hey k risky pairs men trading nah karen balkay currency pairs men trading karen aur bari lot ki bajay small lot size ko use karen aur ziyada profit ka lalach karnay ki bajay kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur yeh aik best trading strategy hoti hey lekin pahlay posting k zariay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir currency pairs men trading karen aur pahlay market ka mukamal analysis karen aur phir trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se chota risk len tu zaroor kamyab ho saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                  Dear member agar aap Forex trading business Mein trading karna chahte hain to koshish karen ki first Apna experience increase Karen demo count for practice Karen aur apne bonus ko Zyada Zyada secure rakhte Hue trading Karen real account trading karne ke liye hamare pass Jyada knowledge aur Hamare trading skills ka improve Hona bahut jyada Jaroori Hai Jitna Jyada Hamari reading skills strong Hogi aur Hamara confidence Achcha Hoga Ham easily Forex trading business Mein market ka analysis karte hue trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain without analysis without experience without reading skills Ham Kabhi Bhi Apne profit to increase nahin kar sakte new traders ko chahie ki vah Forex ko join karte hi koshish karen kay Pakistan Forex form per Apna Jyada time spent Karen aur apne bonus ko increase karte hue apni learning power ko strong Karen aur accha knowledge acchi information Hasil Karen aur demo kaun sa practis Karta Rahe demo kaun sa practice karne se Hamara trading skills increase hota hai aur ham sharp mind se easily real account trading kar sakte hain Apne experience ko use karte hue
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                    Forex trading mai bahtreen hikmat e ammli ya strategy cool and kaam reh kay ya phir sakoon say reh kay trading kerna hai. Jo traders trading mai jald baazi nahi kertay wohi traders hemsha kaamyab rehtay hain aur unhi ka business he grow aur glow bhi kerta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss say traders ko bohat successful ideas mill jatey hain. Aisay traders jo apni hikamt e ammly weekly ya monthly banatay hain woh apni trading mai ziada profits lay laitay hain. Agar traders ki bahtreen hikmat e ammli ki baat ki jaey tou woh yeh hoti hai kay traders hamesha apnay account balance ko he daikh kay apna profit decide kia karey. Agar aik trader ka account balance 100$ hai tou usay chaiye kay woh weekly 20$ ka target rakh kay he kaam karain kiyu kay yeh aik aisa target hai jiss ko achieve kernay kay liye laalach ya over trading ki zarurat he nahi hai. Jaisay jaisay account balance barhta jaey tou apna target ziada kertay jain. Account balance ko bonus say barhatay jain aur profit ko weekly withdraw kertay jain tou yeh aik bahtreen hikamt e ammli ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                      bahi log app ka question thk ha kay trading ma bethreen hikmat amli kon si ha or who ya ha kay app jub bhi forex ko join kary to to abat ka khaas khyal rakhy kay app kay pass market kay bary ma expirence hona chahyia or app kay pass market kay rules or regulation ka knowledge hona chahyia or app kay pass learning bhi hni chahyia or achi stratgety coolness or suber kay sath app ma mehnat karny ki quality bhi majood honi chahyia or sath sath app appny loss honi ki waja ko recove kary or loss honi ki waja ko talash kary or is say app apni ghalti ko recove bhi kar sakty ha or learn bhi kar sakty ha or jub bhi koi bhi trading ko starts kary to market ko smag kar tmaam analysis ko apply kar kay trader lagay or profet hasil kary or ya tmaam rules bater profet hasil karny kay lyia best ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Naveedsanwal پيغام ديکھيے
                        Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn forex trade pe trading me behtreen hikmat e amli kya hy? Behtreen plan? Backup kesa hona chaheay???
                        Dear ais market mai ap ko behteen kaam karna hai to ais market mai ap k pass experience hoa chaye aor apki trading strategy best honi chaye aus k baad ap ais market mai acha kaam kar skaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko kamyab hona hai to ap ko ais market mai sirf wo trade lagani ho gi jo ap ki trading strategy k hisab se ban rahe ho ais market mai ap agar aik trade lagaty hai to aus mai apko ye faida ho jata hai k ap ki trade achi tab ho gi jab ap ki trading steategy achi ho gi aus k baad ap ais market mai se acha profit bana skaty hai ais liay ap ko apna experience gain karna ho ga tab ap ko faida ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                          Forex trading mein kam karny k liye hamary pass aik achi hikmat e amli honi chahiye aur trading start karne se pehly har trader ko apni proper planing karni chahiye aur apni learning aur practice ko improve karna cahhaiye aur hamyn proper practice karni cahiye demo account par apni strategy test karni achiye aur indicators ka test karna chahiye ta k apko pata chal jaye k apko forex ki achi practice hogai hai apko forex trading par kamyabi mil sakti hai aur phir ap real account par investment karyn aur apna capital zaaya na hony dyn aur achi tarha marmet ka workout kar k trading karyn technical analysis k sath sath news ko bhi follow karyn aur mehnat kar k forex trading se profit earn karyn
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                            Brand Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki trading Mein Behtar Yahi hota hai ki Jab aap hard work karte hain mehnat karte hain aur Achcha experience Hasil karte hain Kyunki Jab aap Logon ke pass acche experience Ka Hona aapko bahut hi Kamyab trade dilva Deta Hai To isliye Jab Bhi aap trading Mein kam Karte Hain To sabse pahle Apne experience per focus Karen Apne kam per focus Karen demo account Banakar usmein acchi practis Karen ke sath Achcha Profit hasil kar sakte hain kiyon kay experience kay sath forex market say achi learning or earning hasil karna koi mushkil nahi ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me behtreen hikmat e amli kya hy???

                              Trading start karne se pahle acchi tarah se planning karna aur market ke analysis ke mutabik kam karna zaruri hai hai agar ham trader market mein planning nahin karenge pata nahin hoga ke trendline kya hai aur trading market mein support and resistance kya hai hamen bhi maloom na hoke financial calendar ke bare mein kya jante hain aaj ka schedule kya hai parivartan course hota hai ki humne kaun se trading instrument per trade open karna hi major trading currency pair per kam karenge ya phr minor trading currency ko select karenge agar hamare pass trading market ke bare mein complete information hogi to hm ek bahut zyada acche tarike se samajh sakenge trading ke liye hamen main apni planning karke management karke stop loss and profit ka sochkar trading start karna hogi humne risk and reward ratio ko manage karna hoga aur apne ko recover karne ke liye planning karna hoga agar ham acchi ke sath chatting kar lete hain to yah tumhare liye hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X