For Ex divided definition

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For Ex divided definition
    kai ap bata saktay hain kay forex trading ka forex kahan say nikla hain aur is kay meaning kiya hain?
    forex trading asal main 2 words say banta hain
    jesay For Ex means foreign exchange jis main hum foerign currencies ki exchnage ka kaam kertay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    may tu yah janta hoon kay agar forex may kamyabi hasil karni hay tu phr aap ko forex kisi ustad say achi taraha say sikhna paray ga.
    • #3 Collapse

      g aaap nay bilkull theeek kaha par or umeed karta houn aap sab khairiat say hongay meray dear bhai ex divided defination abhi sunnay ko mili hai pahly nahin pta tha mjhe ye thread bhi abhi daikha h
      • #4 Collapse

        forex par un logo k ley nakami ha jo bagr parctice ky rell acount par kam karty ha aur paaer zahda ke lallch my apna nuqsan kar daty ha. foerx my gareedy log he apna nuqsan katy ha
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading international currencies ke online trading ko kehte hein aur es mein traders online selling ya buying currencies ke krte hein aur es business mein trade kr ke ache icome daily earn kr lete hien es lie hmein apne trading mien mhnt aur experience se kam krna he
          • #6 Collapse

            yes aap ki baat sahi aap ne achi information di hai forex trading foreign exchange se hi nikla hai aor is main currencies ka exchange hi hota hai forex se ham bohat acha profit hasil kar sakte hain agar ham is ko seekh kar kae to
            • #7 Collapse

              g bilkul yahi matlb hain ap k es thread sy jin jin ko b nahi pata tha k forex ka meaning kya hai sub ko yeh post per kr pata chal geya hu ga humy chahiyeh k jo kaam kry os ka basic knowledge tu rakhy es trha ki cheazy zarori hain
              • #8 Collapse

                Actual mai (FOR) 1 alag word hai or (EX) 1 saperate word hai.matlab agr hum in 2 words ko ikatha krtay hai to iska matlab bnta hai k hum Foreign currencies k liye trade k liye trade kr rhay hai or jitni b trade kray gay wo ya to foreign currencies mai hogi ya phir kisi commodity mai.Isi liye isay FOREX ka name diya gya hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  ap ki knowledge bilkul theek hai forex aik word nae hai ye du words hain for ex. ex ju hai wu currencies say related hai ic man kafi currencies offer ki jati hain exchange k liye word khud ku khud bhi define krta hai.
                  • #10 Collapse

                    Yes i know that forex word can where come kyoun k forex ek aisa word hai jis ko foriegn currency ko exchange karne k lye humen use kartay han is lye humen forex ko word ko is taraf se indication kia gia hai or ye ek most effective way hai or iska name forex ka de dia gya
                    • #11 Collapse

                      bhai es ma hm currency pe kam krty hain aur ye international business ha yani pori dunya ma kiya jata ha aur ab to ye business bari speed kay sath pori world ma phal rha ha kyu kay es kay boht sary benefits hain aur enhi benefits ki wja se he zyada se zyada log es kam ko like kr rhy hain aur daily basis pe es business ma aa rhy han aur forex do alfaz yani foreign excange se nikla ha
                      • #12 Collapse

                        Bhai jee yaqeen mano mujay nahi tha pata ap ki merbani bohat bohat k yeh bata diya hum jo kaam kr rahy hu os ka naam tu pata hi hona chahiyeh na mai abi new hu bus yahi tu matlab nahi tha pata lekin ab yad rakho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: For Ex divided definition

                          Good night dosto Yes i know that forex word can where come kyoun k forex ek aisa word hai jis ko foriegn currency ko exchange karne k lye humen use kartay han is lye humen forex ko word ko is taraf se indication kia gia hai or ye ek most effective way hai or iska name forex ka de dia gya as lye ham koo del se qam karna ho gaa.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X