USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha
    AOA friends ap sb log umed ha bahut achi trading kr rahay hon gay jesa k ap mn say bahut say logo ko pta ho ga jo forex news wagira say in touch rehtay hain k pichlay dino USA mn jo kalay ko qatal kea gaya ha uski vja say kafi rola bna hua ha aur bahut c states mn jalao ghairao ka silsla jari ha. Iska assar bahut bura taraha US economy pay hua ha aur dollar itna buri tarha gira ha k EURUSD aur GBPUSD aur jitnay bhi USD k pair hain sb k sb babut ziyada strong huay hain agr yahe silsla jari raha to mazid market gir skti ha lehaza jb tak yeh mamla solve nai hota tb tak trading bahut ehtiyat say krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

    forex aik internatinal business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar lalacho ban ky kam kary gto haamra account baned ho jy ga yai aik legal business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain yai aik legal business hain hum is mai apny bss ap he hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

      I'm not sure about that ke USA protests ka forex market per Kitna Asar hua hai lekin agar aap is market Mein acche Din Hasil karna chahte hain 10 fundamental analysis ke sath technical analysis ko bhi last Mein follow Karen because jab Ham market ko different time frame ke hisab se test karte hain aur different ways se isko check Karte Hain To fir Ham Yahan per best entry point find Kar sakte hain lekin Agar Ham Yahan per without analyse entry Lenge FIR Hamen Yahan per lazmi hai K loss ko face karna Pade and USD ke sare pair trading ke liye bahut hi paste sabit hote hain because yah bahut Achcha Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
        AOA friends ap sb log umed ha bahut achi trading kr rahay hon gay jesa k ap mn say bahut say logo ko pta ho ga jo forex news wagira say in touch rehtay hain k pichlay dino USA mn jo kalay ko qatal kea gaya ha uski vja say kafi rola bna hua ha aur bahut c states mn jalao ghairao ka silsla jari ha. Iska assar bahut bura taraha US economy pay hua ha aur dollar itna buri tarha gira ha k EURUSD aur GBPUSD aur jitnay bhi USD k pair hain sb k sb babut ziyada strong huay hain agr yahe silsla jari raha to mazid market gir skti ha lehaza jb tak yeh mamla solve nai hota tb tak trading bahut ehtiyat say krain.
        dear America mein yeh Jo protest ho raha hai uski vajah se America ki economy kafi jyada damage hui hai uske sath sath aur uske upar bhi kafi Fark pada hai aur mere khyal se is next week mein inshallah US dollar bhi niche jaega agar Ham uske upar trade lagaen to hamen kafi munafa ho sakta hai main apne sare senior doston se request karta hun kya hamen next week mein dollar ke upar trade lagani chahie ya nahin agar hamen fluctuations rahti hai to hamen jarur bataen Taki Ham uske birthday laga sake.
        • #5 Collapse

          Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
          AOA friends ap sb log umed ha bahut achi trading kr rahay hon gay jesa k ap mn say bahut say logo ko pta ho ga jo forex news wagira say in touch rehtay hain k pichlay dino USA mn jo kalay ko qatal kea gaya ha uski vja say kafi rola bna hua ha aur bahut c states mn jalao ghairao ka silsla jari ha. Iska assar bahut bura taraha US economy pay hua ha aur dollar itna buri tarha gira ha k EURUSD aur GBPUSD aur jitnay bhi USD k pair hain sb k sb babut ziyada strong huay hain agr yahe silsla jari raha to mazid market gir skti ha lehaza jb tak yeh mamla solve nai hota tb tak trading bahut ehtiyat say krain.
          Exactly dear brother aapane bilkul sahi baat ki hai us se protest ka forex market mein bahut jyada Gehra Asar Pada Hai Jiski vajah se market mein bahut jyada changing I hai agar Hamen forex market Mein kaam karna hai To Humko ismein learning Karni Hogi aur knowledge Hasil karna hoga tabhi Ham ismein achha profit Hasil kar sakte hain forex market mein news ke related aapko knowledge Hasil karna hoga aur news ko bhi dekhna hoga.
          • #6 Collapse

            Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

            Jiya mere pyare bhai forex market mein USA ki vajah se bahut jyada impact hua hai hamen chahie ki Ham forex market kurla se Karen agar kabhi news a jaati hai to hamen be careful hokar trading karni chahie agar Ham apni kisi mistake ki vajah se stop last Tak prapt nahin lagate Hain to Ham usmein loss bhi kar sakte hain jiske jimmedaar Ham khud honge hamen har news per najar rakhni hogi har news ko follow karna hoga jis country ki bhi news Ho hamen use news per trade karni chahie kyunki Ham jab news per trade karte Hain to Ham bahut accha profit hath se kar sakte hain bahut se aise member Hain Jo sirf aur sirf news ko follow karke main uske sath kam karte rahte hain aur khud ko bahut jyada kaamyab banate hain
            • #7 Collapse

              Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

              Usa curruncy ka affect to zaroor ho ga , kionkay yeh major curuncies main sahamall ha , es liya market per es ka bohat impact hota ha aor humain es ka analsis kia bina market main enter naheen hona chahiya , market main kuch pairs bohat fast move kertay hain jis main USD, GBP, JPY ziada hi fast hain en kay liya puri preparation kay saath trade kerna chahiya.
              • #8 Collapse

                Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

                Dear member jaisa aap kah rahe hain ho sakta hai aisa hua ho kyunki aise members bhi hai ki jinko is ke bare mein kuchh bhi knowledge nahin hai lekin kuch aise members bhi hai ki jinko market ke bare mein bahut acche se information hasil hai kyunki vah market ko acche se analyse karna continue karte hain aur isi tarah se hi aise traders ke jo kashi expert hain unko market ke related bahut achcha experience isi tarah se hota hai ki jab market ko analyse karte hain
                • #9 Collapse

                  Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

                  crona virus pori duniya main phela hua jis ki waja se har mulk nuqsan ka samna kr rha ha is main agr bat ki jaeion usa ki tu is main sab se zada nuqsan ho rha ha hume is main ab samjdari se kam krna hota ha is main kameyabi hume bhagir menat k nai milti ha kameyabi hume is main smajdari se milti ha hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna lazmi h
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: USA protests ka forex market pay bahut gehra asar hua ha

                    Ji han aapki baat bilkul theek hai United States of America ka world trading per bahut jyada effect Hai Duniya Ki trading United States of America per bahut jyada depend karti hai agar United States of America ke halat kharab Honge To Duniya Ki trading per bahut the uska negative effect padta hai is Waqt Chuke USA mein protestors charge kar rahe hain to America ki economy ko ismein bahut jyada effect kiya hai aur world trading ko bhi bahut jyada effect Kiya Hai Allah Ke America ki Labour Department ki taraf se acchi report I hai lekin Fir Bhi America ki economy Itni boost Nahin Hui iski Sabse Badi vajah protester ka protest karna hai Kyunki Agar protesters wala masala Na Hota To is Waqt US dollar bahut strong ho chuka Hota lekin Labour Department ki report itni acchi hone ke bavjud bhi US dollar Itna strong Nahin Hua to iska matlab yahi hai ki is protest ki vajah se America ki economy ko bada effect Hua Hai bahut Shukriya

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X