forex me greed taba kar deti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me greed taba kar deti hai
    my dear forex aesa business hai jis me greed k liye koi jaga nahi hai kiun k greed trader ko taba kar deti hai aur loss k siwa kuch hath nahi atta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan hamain is business main greed nai karni chaye kyu k is main agar hum greed karain gy to hamain profit nia ho ga balky loss he ho ga and than he hum fail hoty hain so greed ko avoid karain.
    • #3 Collapse

      Yes brother ap Nay thak khah k lalach insan ko bta kar dati ha hum ko chaya k trading mein lalch na krain phly trading ko learning krain phr earning krain real mein trading sey best koi b market nahe ha.
      • #4 Collapse

        assalamu alikuim bhai jan ma apki bat se 100%% razi or muuutafiq hun wo is lie k jub ap trading ker rae hote ho or markeet apke haq me a jati hy tab apko wo proffitt le k isko close ker dena chaye mera mtlab hy apni us trade ko jis pe ap kaam kwer rae hote ho uskop close ker dena chaye or next ka wait ker k trading kerni chaye ..
        • #5 Collapse

          jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main sab se important thing yah he hai k hum log iss platform per greed se jitna ho seke bache kun k humsha greed ki waja se trader ko loss ka smana kerna pert ahai iss leya ager hum iss ko ignore kery to yah zayada ache baat hai :)
          • #6 Collapse

            ji han bhai jan lalach buri bala hy ye to sub janty hain magar forex trading me new traders aksar greed ka sikar ho kar kafi nuqsan uthaty hain is liye hamesha greed se bachna chahiye ta k hum bare loss se bach sakein .
            • #7 Collapse

              G janab forex mai greed mukammal tor pr tabah kr dyti hy bcz greed sy hamy bht kuch hasil hota hy or greeed agar ap na kry tu ap ko bht kuch hasil ho skta hy or is sy mukamal bachna chahyay.
              • #8 Collapse

                bilkul sahi kaha dear greed bht zada dangerous hai forex me greed ki waja se hum apni sari investment lost kar sakte hain so greed se jitna dor reh sakte hain hum utna door rehna chahiye.
                • #9 Collapse

                  According my opinion in forex trade business there is not place for greed because a single mistake can bring a big loss in this bus9iness . So we have to follow a low risk management and have to gain huge knowledge first on this business . Thank you .
                   
                  • #10 Collapse

                    G han my dear friends forex trading market main greed sab se ziada harmful ha. kiyun ke log forex trading market main greedy ho kar trade lagate hain or bohat kam time main bohat ziada earning ki koshish karte hain jis se un ko bada loss bhi ho sakta ha.
                    • #11 Collapse

                      Bilkul ap NY thk kha waqi greed insaan ko tbha kr deta islie hmy greed se bachna chae aghr hum successful hona chahty hain hum jab apny in emotion ko control krain gy to ap successful hungy and ap earn kr sko gy.
                      • #12 Collapse

                        According my opinion greedy is the most risky for this business and if we have not a good business -plane and have not follow a good money management on this business t5hyen we can get a bog loss in this business so we should be careful .
                         
                        • #13 Collapse

                          yes yes forex aik business hai and isy aik business ki trhan hi deal karna chahye greed ka result bohat bura hota hai greed ki waja se bohat sa loss uthana par sakta hai so behtar hai iss business ki thek strategies apply ki jaen and business ki techniques samjh kar hi iss business ko run kiya jae.
                          • #14 Collapse

                            lalach ha hi buri bala aur siraf forex ma hi kia ksi bhi kam ya business ma lalach kia jai to loss hi loss hota ha. ho sakta ha ka aik ya 2 bar profit ho jai magar phir lalach barhta hi jata ha aur banda kuch soochna ka qabil nahi rahta aur big lot sa shoro ho jata ha natija yehi hota ha ka account wash ho jata ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai ap ny bilkul theek kha hy k greed trader ko tabha kr deti hy mgr main ap ko ye bat batana chahon ga k frz kren main trading kr rha hon or mujhy mera profit yaqeeni nazer aa rha hy to main thoda ti greed kr skta ho k nai ap k answer ka main wait kr rha ho janaab

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X