mistake say learn karna bhi kamybi hay ;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistake say learn karna bhi kamybi hay ;
    dear ham ko ik bat ko mind main set ker lean chye k agar ham chatasy hein k ham ko kanybi hasil ho to is main ham o kabhi bhi apni mistake ko nahi ignore karna ho g is main ham ko chye ho g k ham is amin apni ka say kam mistake say bhi acahy say kamybi ko hasil karaty rahany k try kai akrein agar ham is maina isa karaty rahnay k baray main khyal kia karein gye to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein so yeah ham per depend karat hay k ham apni mistake ko improve karna chatay hein k nahi forex main .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

    hamain apni mistakes ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain learning karni ho gi ta k earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain is foruum main knowldge ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain mind ko frehs kar k h hum achy say perform karn main bi asnai ho saky gi aur hamain apny knowldgge ko use kar k hi hum achy say earn ho
    • #3 Collapse

      Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

      dear member as a member states a sakte hain Vahi member form per Kamyab Hote Hain Kyon members ki koshish hoti hai ki vah sahi se baat Karen aur Auron per kam Yad hai lekin vahi member forum kaun tha Jo Apne mistakes ko follow kar ki mistake se sikhate hain aur learning Nahin karte hain vah Apne acche se Achcha karne ki koshish Karte Hain Uske liye Kamyab hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

        hamy mistakes ko avoid kar ky kam karrna ho ga humk is mai part time be km kar sakaty hain hum is maki full time be kam kar sakty hain hamy is mai apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga oher he hum pasia kama saky gy hum gar mai bath kar si mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise beoffice mai jany ke need nahi hote
        • #5 Collapse

          Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

          agar hum say koi na koi mistakes hon jay to humain in say learn kurna chahiyay or bar bar in ko humain repeat nhi kurnaa chahiyaay q keh agar hum apni mistakes ko bar bar repeat kurtay rehtay hain to es say hum kamyab nhi ho saktay hain es main humain kamyab honay kay liyay apnaa best dayna ho gaa es main best working kurni hogi or es main humain apni mistakes say seekhna ho gaaa tub humain es maain kamyabi bhi mill jay giii to humain mistakes ko bar bar drana nhi chahiyaaay balkay humain in say lean kurna chahiyaay
          • #6 Collapse

            Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

            Insaan galti krta ha to seekhta ha or insan sy start mein bht si galtian hoti hain koi bhi kaaam jaab wo seekh raha hota ha islia jitna ho skaay apni galtio sy seekhy na k mayos ho jay apni mehnat or hardworking ko jitna ziada ho skay day by day increase karay or koshis karay k saab sy pahly trading k basic rules k baray mein knowledge gain kray her cheez ko basically learn karty rahy ta k kaamyaab tareen business man bano islia presahan honay ki koi zarorat nhi ha jitna ziada ho skay mehnat karay apnay knowledge ko increase kara ta k ap forex k mutalik her qisam ka experience rakho or trading k doraan acha or good bonus hasil kr sako to jitna bhi ho skay mehnat or lagan sy kaam lain apnay hoslo ko choti moti galtio sy kaam na karay balky apni galti ko improve kr k acha bonus increase krty hain or apnay account ko healty banay strong bnay
            • #7 Collapse

              Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

              Ji aapane bilkul theek kaha hai agar Ham mistake se sabka swagat karte hain aur mistake ko repeat Nahin Karte to yah bhi bahut acchi kamyabi hai trading Mein Vahi log Kamyab Hote Hain Jo apni mistakes ko HAL karte hain aur apni galtiyon ko repeat Nahin Karte agar aap sunaye trading Mein mistake Ki Hai Jiski vajah se aapko loss Hua Hai To agar aap apne dost ko recover karna chahte hain to aapko Pata Hona chahie kya aapane kaun si mistake Ki Thi Aur use mistake ko aapane repeat nahin karna isliye Jab Bhi aap reading Karen apni mistakes ko Khud analyse Karen Uske bad trading start karen tabhi aap acche Businessman Ban sakte hain agar aap Chahte Hain ki aap ki training mein aapko fayda ho to apni mistake se lesson learn Karen aur accha trader banane ki koshish karen bahut Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

                Jo traders apni mistakes say kuch seektey nahe aor bar bar wahe mistakes repeat kartey rehtay hai wo aksar nakam ho jatey hai es leye zarore hai kay agar koi mistake ki waja say apko loss howa hai tab aos mistake ko search karna chaheye aor ye yaqeeni banana chaheye kay dobara wahe mistakes repeat nahe hongay jab apne ghaltiyo say seekenge taab trading asaan be hogi aor experience be ayegi lehaza es baat par khas tawaja daine ki zarorat hai
                Zuhaib9988 Trading journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: mistake say learn karna bhi kamybi hay ;

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                  dear ham ko ik bat ko mind main set ker lean chye k agar ham chatasy hein k ham ko kanybi hasil ho to is main ham o kabhi bhi apni mistake ko nahi ignore karna ho g is main ham ko chye ho g k ham is amin apni ka say kam mistake say bhi acahy say kamybi ko hasil karaty rahany k try kai akrein agar ham is maina isa karaty rahnay k baray main khyal kia karein gye to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein so yeah ham per depend karat hay k ham apni mistake ko improve karna chatay hein k nahi forex main .
                  humen forex mein apni misteks ko ignor nehi karna chahey or humen apni misteks ko control karke unse forex tradiong ko learn karna chahey or humen apni misteks par focus karna chahey or humen apni misteks ko forex trading mein baar baar nehi dohrana chahey or humen forex market mein bohat hi soch samaj kar trading karni chahey.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X