forex me success unhi ko milti hai jo mehnat karte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji es km mein success bany k liey app ko bht sari mehnat krni chahey yeh kams ahi hai asan hai es liey smjh k kren yeh kam hamesha .......................................!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes sister yoau are right we can be a good and successful trader if we follow these two learning steps, demo trade and real trade, we also need to gain more knowledge about forex.. We just have to give time to forex..
      • #18 Collapse

        mehnat karna to aik aisa amal hae k jo kisi bhi business mein ap ko success dila sakta hae aur forex tradng mein bhi jo admi mehnat karta hae to us ko zaroor s ka reward milta hae.......
        • #19 Collapse

          forex mai agar success hasil karni ha to greed se dor rehna ho ga kiyu k gredd ek esi chaeez ha jo sub khutch loss karwa deta ha .es liye forex mai greed se kam nai karna chay
          • #20 Collapse

            jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay Forex trading k iss business mai sirf un he logon ko kamyabi milti hae jo zada se zada mehnat kartay hain.. kynk mehnat k bina hum kabhi bhi achi earnings nahin kar saktay so agar hum iss business se achi earnings karna chahtay hain tou hamen buhat zada mehnat karni parti hae... learning k sath he achi earning hae
            • #21 Collapse

              g han forex trading mien agar ap mehnat nahi kareneg to apko phir is mien kabh bhi kamiyabi nahi milegi is liye is mien mehnat karte rahen aur kabhi bhi haar nahi maanen.
              • #22 Collapse

                Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex trading mein sirf wohi successful hoty hain jo mehnat karty hain ap jitni mehnat karien gay utna hi knowledge aur experience hasil karien gay jis say ap easily profit earn karien gay
                • #23 Collapse

                  forex main kya duniya ki har jaga har kaam main os waqt tak insan kamyab nahi hu samta jab tak wo mehnat na kry tub tak koi taraki ni kar sakta huny chahiyeh mehnat karty rahy tu kamyab hu sakty hain es kaam main
                  • #24 Collapse

                    Ap NY bilkul drust kaha hai mein ap ki bat se agree krta hun forex trading mein Jo mehnat krta usi KO success milti hai aur jo mehnat nhi krta us ko success nhi multi kiyon ke forex trading aik risky business hai is mein hardwork ki bahot importance hai
                    • #25 Collapse

                      Hard work is the key of success. Jo log is business ko mehnat key baghair join krtey hain aur rich banna chahtey hain woh loss uthatey hain aur unhain acha profit hasil nahi hota. Is leye agar rich banna hy to pehlay learn krain aur phir earning ka sochain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Forex kafi risky market hai aur bilkul sir app ke bat bilkul theek hai aur mai be iss saay agree karta hon ke Forex ke risky market mai kamyabi ke liye hard work aur mehnat ke bohot ehmaiat hai aur Hard work kaay bahgir yeh mumkin he nai ke koi trader forex market mai kamyabi kay sath trade kar saky .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X