Assalamu Alaikum friends how are you I hope you all are fine friends Kisi bhi pair Mein Jab Ham trade dene Lagte Hain To sabse pahli bar Jo mein dekhna Hoti Hai Vahi dekhna hoti hai ki yah pair is Waqt overbought oversold Ke area Mein To Nahin Hai Kyunki Agar Ham overbought Mein trade by ki le lenge To vah Hamen nuksan Degi ISI Tarah agar oversold mein Ham selkie trade le lenge To Hamen nuksan De Degi isiliye ine teenon ko Jarur pahle analyse karna chahie aur iske liye Aasan Tarika jo hai vah Rs indicator hai Jab tak kam Aysha indicator ka use Nahin samjhenge Hamen Uske bare mein pata nahin Hoga Ham kabhi bhi acche tarike se overbought oversold area ko add 25 nahin kar Payenge isliye koshish Karenge Aisi indicator ke bare mein information Hasil Karen aur isko kaise use Kiya jata hai aur kaise Pata Chala Jata Hai ki vah bahut area kaun sa hai ya aur shoulder area kaun sa hai to ine Tamam Baton ka Agar Hamen information Hogi Hamen Hoga ine Baton Ka Tu Hi Ham Ek acche trade Hasil kar Payenge RS I indicator Main Agar market 70% Hogi to vah overbought area Hoga aur Agar market 30% se block Hogi to vah oversold area hoga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим