Skrill aur Instaforex k account ki verification taqreeban same hi hai. Bas us me method thora sa different hai. Skrill ka aik aur faida ye hai k us me aik waqat me bohut sare account add kar sakte hen. Skrill ki verification bhi usi tarah se zarori hota hai jis tarah se hum instaforex account ki verification karte hen. Lekin skrill account me pher bhi thori limit hoti hai k ap bagher verification k us me kuch na kuch raqam withdrawal kar sakten hn. Lekin masla ata hai zyada raqam ka to us k leye skrill k 4 se 5 step hn jis me us ka account verify ho jata hai. First step me raqam deposit karna hai hai agar hum 1$ b debosit karte hn to ye level auto pe verify ho jta hai, 2nd level hamara CNIC se ho jata hai, 3rd level k leye address verification required hoti hai jo ya to kesi electricity bill ya gas waghera bill se bhi ho jata hai, is k elawa ap ko account Facebook se b connect karna mangte hn lekin ye optional hota. Vesy pehle 3 step me hamara account verify ho jata hai aur kabhi kabhi fresh selfie bhi mang lete hn. Lekin ye verification k dowran nahi mangte.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим