Greed ik aise cheez hai jes say maire khyal mai koi be bacha nahe hoga har koi kesi na kesi tarha say es greed ka shikar howa hoga chuke jab kesi jaga par profitability ka level ziyada hota hai waha par greed automatically sub say ziyada hota hai har koi yahe chahta hai kay bs jaldi say wo ziyada earnings karey lekan ye khwaish ye sub ko dobo daita hai aor last mai account wash out ka sabab ban jata hai es leye agar kesi ko achi trading karni hai aor osko long term market mai rehna hai tab osko greed khatm karke patience kay sat he trading karna hogi warna nuqsaan osi ko hoga jo greed kay sat trading karega
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим