4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    4H time frame trading kay leye solid time frame hai?
    Maire khyal mai buhot say log es time frame ko he follow kartey howe apni trading kartey hai chukey 4 H say market mai trend ka asal pata chalta hai aor humey market moves be samaj mai aa sakti hai es leye mai sub ko 4H he suggest karta hun waise tu 1H be acha time frame hai lekan agar 4H ko follow kiya jaye tu ziyada uncertainty say bacha jaa sakta hai aor market ki ache samaj be aasakti hai ab ye depend karta hai har trader par kay wo konsay time frame mai apney aap ko comfortable mehsos karta hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

    Bilkul aap Sahi kah Rahe Hain Ki S4 timeframe bahut hi outstanding time sem Hai Kyunki na to yah maximum time sem hai aur na hi is smaller time se nahin in between time sem hai aur Hamare liye Jo maximum opportunities Hoti Hai vah S4 time se main generate hoti hai aur Agar Hum Koi lete hain kisi ke sath To vah Hamen maximum profit deti hai aur Hamen
    • #3 Collapse

      Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

      Dear aapki baat bilkul theek hai free online business Mein Hamen work karne ke liye 4 ghante bahut hai Ham ismein Agar interested ok Dil Laga Ke Apna work Karen To Ham Apne varg ko best three Kaise complete kar sakte hain yah Hamare liye best time hai isliye Hamen Apne Char ghante ko kimti karna chahie aur frocks Mein mossimo mehnat Karni chahie aur Hamen Uske rules ko follow karke kam karna chahie tab Ham frocks for Mein acchi kamyabi ko aur Achcha bonus Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Maire khyal mai buhot say log es time frame ko he follow kartey howe apni trading kartey hai chukey 4 H say market mai trend ka asal pata chalta hai aor humey market moves be samaj mai aa sakti hai es leye mai sub ko 4H he suggest karta hun waise tu 1H be acha time frame hai lekan agar 4H ko follow kiya jaye tu ziyada uncertainty say bacha jaa sakta hai aor market ki ache samaj be aasakti hai ab ye depend karta hai har trader par kay wo konsay time frame mai apney aap ko comfortable mehsos karta hai
        Agar aap training ki baat karen to mere khyal mein h1 best pattern hai trading karne ke liye aur usi se aap apne trade ko bhi follow kar sakte hain aur Agar analysis karna chahte hain to usmein aapko har petrunko study karna hoga h4 aur h1 donon aise pattern hai jisse aap acche analysis kar sakte hain aur sath sath deewan bhi aapko dekhna padega Taki aapko analysis karne mein jyada aasani ho.
        • #5 Collapse

          Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

          Aapane theek kaha hai lekin dear Hamen Hamesha use time frame Mein kam karne ki koshish Karni chahie Jiske bare mein hamare pass acche information ho ya Jis per Humne pahle working ka Rakhi ho ya Jiska according Humne accha analysis kiya ho Agar Ham Usi time time ke according trading Karenge to Chahe vah H4 time frame ho ya H1 time frame Ho Hamen bahut behtarin result Hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Maire khyal mai buhot say log es time frame ko he follow kartey howe apni trading kartey hai chukey 4 H say market mai trend ka asal pata chalta hai aor humey market moves be samaj mai aa sakti hai es leye mai sub ko 4H he suggest karta hun waise tu 1H be acha time frame hai lekan agar 4H ko follow kiya jaye tu ziyada uncertainty say bacha jaa sakta hai aor market ki ache samaj be aasakti hai ab ye depend karta hai har trader par kay wo konsay time frame mai apney aap ko comfortable mehsos karta hai
            Forex trading main ap ik time kay time frame main depend nahi kar sakty hain. time frame ap ko analysis ki base pay milta hai woh kam or zaida be ho sakta hai esleye koshish karain jab be trade karian analysis tu us kay mutabiq time frame set karain. 4H jo normal use hota hai woh intraday trader use karty hain. woh un ko aksar suit kar jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

              har time frame Achcha Hota Hai har kisi trader ki apni strategy hoti hai vah apni strategy ke mutabik kam Karta Hai kisi Ki strategy scalping hoti hai to vah 5 minute chart Kuchh jyada like karte hain usko pasand karte Hain lekin Agar kisi ke long term planning hoti Hai at least short long term planning hoti hai ja sake 1 week ki koi trade Karta Hai To uske liye H4 H1 chart Achcha Hota Hai ISI Tarah har kisi Ki apni apni strategy hoti hai aur vah uski stategy per depend karta hai ki vah time frame Kaise select Karta Hai ISI Tarah Aap Bhi apne strategy ka matlab bich select kar sakte hain time frame
              • #8 Collapse

                Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

                ji han ajj kal jis tarhan ki market movement kar rhi hai us ke mutabiq 4 hour ki candle par trading karna bhot ihm our faida mad sabit hoti hai is lye phir bhi hamain soch samajh kar kaam karna chahye take ham kisi bhi bade loss se bach sakain.
                • #9 Collapse

                  Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

                  gee han dear ya app par depend karta hai kay app kis time frame main trading karna chahty hain hamain forex main analysis kar kay pehr he forex main trading karni ho ge pher he hum is main kamyab hon gy forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main lagan say or himat say forex main kam karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

                    g han dear h4 time frame aik long term time frame hai jis main ap weekly base ky analysis karty hain aur h4 main ham apna target level weekly rakhty hain ju aik week ky ander ander pora hota hai aur h4 time frame ki analysis bhi achi hoti hai jis main market ziada tar success rehti hai kyon ky is ky support aur resistance level strong hoty hain jiss waja say is ki movement achi rehti hai aur ham ko is market main hamesha long term main kam karna chahea aur big time frame main kam karna chahye kyon ky big time frame main risk kam hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

                      Agar aap instructing ki baat karen to insignificant khyal mein h1 top notch test hai purchasing and selling karne ke liye aur usi se aap apne change ko bhi watch kar sakte hain aur Agar assessment karna chahte hain to usmein aapko har petrunko get some answers concerning karna hoga h4 aur h1 donon aise test hai jisse aap acche assessment kar sakte hain aur sath deewan bhi aapko dekhna padega Taki aapko assessment karne mein jyada aasani ho.aur gowns Mein mossimo mehnat Karni chahie aur Hamen Uske strategies ko watch karke kam karna chahie tab Ham dresses for Mein acchi kamyabi ko aur Achcha reward Hasil kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: 4H time frame trading kay leye solid time frame hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                        Maire khyal mai buhot say log es time frame ko he follow kartey howe apni trading kartey hai chukey 4 H say market mai trend ka asal pata chalta hai aor humey market moves be samaj mai aa sakti hai es leye mai sub ko 4H he suggest karta hun waise tu 1H be acha time frame hai lekan agar 4H ko follow kiya jaye tu ziyada uncertainty say bacha jaa sakta hai aor market ki ache samaj be aasakti hai ab ye depend karta hai har trader par kay wo konsay time frame mai apney aap ko comfortable mehsos karta hai
                        Ji bilkul 4010 trading karne ke liye bahut jyada useful hota hai Ham aur over time frame use Karke Maar Peet ko bahut acche tarike se dekh sakte hain aur friend ko bhi understand kar sakte hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X