Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le
    Ham jaise bhi currency per trading kar rahe ho to hamen chahie ki Ham uske masale fundamental analysis bhi kar liya Karen aur hamen uske bare mein fundamental information bhi honi chahie tab hamen kamyabi milegi aur agar hamen fundamental information nahin hogi to hamen kamyabi nahin Mil payegi hamen chahie ki Ham jarur fundamental energies bhi Karen tab hamen kamyabi mil sakti hai aur agar Ham fundamental message nahin karte Hain to fir kamyabi kabhi nahin milati Ban ke hamen nakam hi milati hai fundamental hai Na Kaho Na hamare liye bahut jaruri hota hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ارطغرل پيغام ديکھيے
    Ham jaise bhi currency per trading kar rahe ho to hamen chahie ki Ham uske masale fundamental analysis bhi kar liya Karen aur hamen uske bare mein fundamental information bhi honi chahie tab hamen kamyabi milegi aur agar hamen fundamental information nahin hogi to hamen kamyabi nahin Mil payegi hamen chahie ki Ham jarur fundamental energies bhi Karen tab hamen kamyabi mil sakti hai aur agar Ham fundamental message nahin karte Hain to fir kamyabi kabhi nahin milati Ban ke hamen nakam hi milati hai fundamental hai Na Kaho Na hamare liye bahut jaruri hota hai
    Dear ya aapki baat bilkul theek hai aapane bahut hi acchi information share Ki Hai Jab Ham currency pair trading karte hain to US currency ke bare mein humko Tamam information honi chahie aur special Humko Uske bare mein jitni bhi news attachment ho sakti hai hi uske saath Humko attach Rahana chahie Kyunki Agar fundamental analysis Karenge to use se Hamari trading acchi ho jayegi
    • #3 Collapse

      Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

      Currency pair ki trade fundamental analysis per he ki jati hau, q keh fundamental analysis ki badolat hum respective currency waly country ki jab tak economic conditions say waqif na hon tab tak is currency ki current ad future value, demad and supply kay bary main analysis nai kar sakty, ager fundamental analysis successul ho jayain to phir is currency main successful trading kay bahut chances ho jaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ارطغرل پيغام ديکھيے
        Ham jaise bhi currency per trading kar rahe ho to hamen chahie ki Ham uske masale fundamental analysis bhi kar liya Karen aur hamen uske bare mein fundamental information bhi honi chahie tab hamen kamyabi milegi aur agar hamen fundamental information nahin hogi to hamen kamyabi nahin Mil payegi hamen chahie ki Ham jarur fundamental energies bhi Karen tab hamen kamyabi mil sakti hai aur agar Ham fundamental message nahin karte Hain to fir kamyabi kabhi nahin milati Ban ke hamen nakam hi milati hai fundamental hai Na Kaho Na hamare liye bahut jaruri hota hai
        Dear aap bilkul sahi kah Rahe Hain ki aaj bhi currency per 8 rate karni chahie uske bare mein aapko fundamental formation honi chahie analysis ka pata hona chahie tab kahin jakar hamen achcha profit mil sakta hai hamen market analysis kabhi sath mein pata hona chahie kab trade karni chahie aur kab I aur kahi ka sel karna.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

          fundamental analysis buhat important Hota Hai Jab tak aap fundamental analysis Nahin karte aap technical analysis bhi achcha nahin kar sakte hain aapke pass jo bhi system hota hai usko aapane fundamental analysis ke sath filter karna hota hai Kyunki market aapko bahut sare trap karti hai aur usse bachne ke liye aapke pass fundamental analysis Hona chahie Taki aap technical analysis Mein Jo Bhi mistake ho rahi hoti hain aap usko samajh sake aur usko ignore karke acchi aur profitable trading kar sake Jab aap Is Tarah ka kam karte Hain To aapke liye bahut acchi trading hoti hai aur aapko profit hota hai technical analysis Mein Fibonacci retracement bahut Achcha indicator hai
          • #6 Collapse

            Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

            Apki baat bilkul teek hai currencies par trading karne kay leye fundamental analysis karna nehayat he aham hai jis tarha technical analysis zarore hai ose tarha agar fundamental analysis ko ignored kiya gya tu trading mai kamyabi mushkil ho jati hai jab be koi financial data released hota hai tu oska market par kafi ziyada asar hota hai aor osi data kay based par he market chalna shoro kar daita hai es leye har trades say pehlay fundamental analysis karna ik aham kaam hota hai jes say trading mai kamyabi ki umeed bar jati hai
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
            • #7 Collapse

              Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

              Dear acchi baat ki hai aapane Ham Kisi bhi pair per trading Karen yah depend nahin karta Ban Ke Ham Jis pair per trading kar rahe hain kya Hamare Paas uska Achcha analysis maujud Hai yah Hamari kamyabi ke liye depend karta hai isliye Hamen chahie ki fundamental and technical analysis ko ek Sath focus karne ki koshish karen aur use Behtar banane ki koshish karen Taki Ham aasani Se Achcha result Hasil kar Saken aur aur apni kamyabi ko Mumkin banaa sake
              • #8 Collapse

                Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

                Aap Jab Bhi Kisi currency pair trading karne lage to sabse pahle Uske fundamental principles ko last Mein dekh le agar aap Humko dekh Lenge to aapko bahut jyada fayda Hoga Achcha profit Le sakte hain Jab aap Kisi currency ke bare mein Mukammal Taur per Jaan Lenge
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

                  FUNDAmental analysis currency pairs pr trade karny k leye bahut zaroori hai agr hum currency pairs ka axhy se fundamental analysis kr lety hein tu hamein trade karny mein asaani ho jati hai r hum us trade se axha profit gain kr lety hein,..
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

                    Assalamau ALiakaum my dear bhai jan main ap se agree karta hn forex trading karte howe hamen cahiye ke hum is main technically bhe or fundamentally bhe hamare pas acha knowledge hona cahiye tab he to hum is main kmayab hoi sakte hain to hamne bhe cahiye ke hum is main mehnat karen or ache knowledge ke sath he is main trading kiya karen jab apke pas acha knowledge hota hae to ap is main hamare pas acha knowledge hota hae to he to hum is main kamyab bhe ho he sakte hain to hamen ache tarah se kamyab ho sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karte raha karen ache tarah se hum is main kamyab ho saken or ache tarah se hum success hasil kar sakte hain to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

                      ok apki baat bilkul sahi hai keh hum sb ko informnatiuon leni chaiye ab se me bhi information loun ga or sb ko bhi btaoun ga kehb abhi imformation lo or share kro

                      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

                        Ek Nai user ke liye ek nightrider ke liye jaruri hai ki vah jo bhi trade Karen use per pahle Ek mukmmal analysis Karen jisse usko pata Hoke vah market ko samjha hai ya nahin
                        • #13 Collapse

                          Re: Kisi bhi currency pair trading ke liye uski fundamental information bhi le

                          forex k bahut ziyada analysis hoty hain jin se ap ko market ki moving ka pta chl skta hai ye aik big business hai is ko bahut se loog kr rahy hain lekin hard working se ye trillion aur maiilion se kia ja raha hai ye dunya ka sb se brda aur real karobaar hai is mein koi fraud ya scam nahi hai but broker koi scam kr saktta hai
                          • #14 Collapse

                            forex trading mein kisi bhi currency pair ko trade karne se pehle uski fundamental information lena zaroori hai. Fundamental analysis se aap market ke overall trend aur currency ke value ko samajh sakte hain, jo trading decisions ko behatar banata hai. Isme kuch important factors include hote hain:

                            Economic Indicators: Jaise GDP growth, inflation rate, unemployment data, interest rates, trade balance, etc. Ye sab factors currency ki strength ya weakness ko affect karte hain.

                            Interest Rates: Central banks jaise Federal Reserve (US), European Central Bank (ECB), aur Reserve Bank of India (RBI) ke interest rate decisions currency pairs par direct impact daalte hain. Jab interest rates badhte hain, currency ki value aksar increase hoti hai.

                            Political Stability: Country ki political situation bhi currency ko affect kar sakti hai. Political uncertainty, elections, ya trade wars se currency ki value fluctuate kar sakti hai.

                            Monetary Policy: Central bank ki monetary policy bhi currency ke value par effect dalti hai. Agar central bank money supply ko control karta hai ya rate hikes karta hai, toh currency ko strength mil sakti hai.

                            Global Events: Economic crises, wars, pandemics, ya other global events currency market ko bahut impact karte hain.

                            Commodity Prices: Kuch currencies, jaise Australian Dollar (AUD), Canadian Dollar (CAD), etc., commodities ke price se directly linked hoti hain. Agar commodity prices badhti hain, toh unki respective currencies ki demand bhi badh sakti hai.

                            In sab factors ko samajhkar aap kisi currency pair ki long-term aur short-term movement ko predict kar sakte hain, jo ki aapki trading strategy ko improve karne mein madad karta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              **Kisi Bhi Currency Pair Trading Ke Liye Uski Fundamental Information Bhi Le**
                              Currency trading, ya Forex trading, duniya ke sabse bade aur dynamic financial markets mein se ek hai. Har din billions of dollars ka volume exchange hota hai, aur yeh market 24 hours active rehta hai. Agar aap kisi bhi currency pair mein trade karna chahte hain, toh sirf technical analysis par hi rely karna kaafi nahi hota. Aapko us currency pair ki **fundamental information** ko bhi samajhna bohot zaroori hai. Is post mein hum discuss karenge ke kisi bhi currency pair mein trading karte waqt aapko kis tarah ki fundamental information ko consider karna chahiye.

                              ### 1. **Economic Indicators Ko Samajhna**

                              Jab aap kisi currency pair mein trade karte hain, toh us currency ka economic condition samajhna bohot zaroori hota hai. Economic indicators, jaise **GDP (Gross Domestic Product)**, **inflation rate**, **unemployment rate**, aur **interest rates**, market ke overall health ko reflect karte hain. Agar kisi country ka economic growth stable hai, inflation controlled hai, aur unemployment low hai, toh uski currency strong ho sakti hai. Aapko yeh indicators regularly check karne chahiye, kyunki yeh directly currency prices ko affect karte hain.

                              ### 2. **Interest Rates Ka Asar**

                              Interest rates currency markets mein bohot significant role play karte hain. Agar ek country ka central bank apne interest rates ko increase karta hai, toh uski currency ko demand zyada milti hai, kyunki high interest rates investors ke liye zyada attractive hoti hain. Isliye jab aap kisi currency pair mein trade karte hain, toh aapko dono countries ke interest rates ko compare karna zaroori hai. For example, agar USD aur EUR ka pair trade kar rahe hain, aur Federal Reserve (US ka central bank) interest rate increase karta hai, toh US dollar ko bullish momentum mil sakta hai.

                              ### 3. **Geopolitical Factors Ka Influence**

                              Currency prices par sirf economic factors hi nahi, balki geopolitical events bhi significant impact dalte hain. War, political instability, aur trade tensions kisi bhi currency ko drastically affect kar sakte hain. Agar kisi country mein political uncertainty hoti hai, toh investors apni investments ko safer assets, jaise gold ya US dollar, mein shift karte hain, jiski wajah se us country ki currency ki value gir sakti hai. Isliye, jab aap trade kar rahe hote hain, toh aapko global news aur political events pe nazar rakhni chahiye.

                              ### 4. **Trade Balance Aur Current Account**

                              Trade balance, yaani export aur import ka farq, bhi currency ki strength ko affect karta hai. Agar kisi country ka trade surplus hai (export zyada hai aur import kam), toh uski currency ko support milti hai, kyunki foreign demand us currency ki badhti hai. Wahi agar trade deficit ho, toh currency ko pressure ka samna ho sakta hai. **Current account** bhi important hai, jo ek country ke external transactions ko measure karta hai. Agar current account surplus ho, toh currency ko positive impact milta hai.

                              ### 5. **Central Bank Policies Aur Interventions**

                              Central banks ka role currency market mein kaafi important hota hai. Agar ek central bank apni currency ki value ko artificially manipulate karne ki koshish karta hai, toh isse currency pairs pe significant impact padta hai. For example, agar European Central Bank (ECB) Euro ko weak karne ke liye policies adopt karta hai, toh EUR/USD mein price movement dekha ja sakta hai. Central banks ka monetary policy, quantitative easing, aur currency interventions ko samajhna bhi zaroori hai.

                              ### 6. **Market Sentiment Aur Speculation**

                              Currency prices ko market sentiment bhi influence karta hai. Agar investors ka mood optimistic hai aur woh kisi particular currency ko buy kar rahe hain, toh uski value increase hoti hai. Speculation bhi market mein major role play karti hai. Agar traders anticipate karte hain ke future mein koi economic ya geopolitical change hoga, toh uss speculation ki wajah se currency ka value shift ho sakta hai.

                              ### Conclusion

                              Kisi bhi currency pair mein trade karte waqt sirf chart patterns aur technical indicators ko dekhna kafi nahi hai. Aapko us pair ki **fundamental information** ko samajhna bohot zaroori hai. Economic indicators, interest rates, geopolitical factors, trade balance, aur central bank policies jaise aspects aapki trading decisions ko better bana sakte hain. Agar aap dono technical aur fundamental analysis ka combination use karte hain, toh aap zyada informed aur successful trader ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X