Ham mein se Kuchh trader Aise Bhi Hote Hain Jo ke trading karte waqt lalach kar Baithe Hain aur woh log market ke andar new trade open karte waqt bilkul bhi stop-loss ka istemal Nahin karte Aise Logon Ko Hamesha market ke andar loss hota hai aur yah loss bahut bada loss ho jata hai Hamesha koshish Karni chahie kay stop-loss ka istemal zarur Karen ye basically Ham Logon Ko market ke andar Ek Khas price per Hamare loss ko rok deta hai jo ki Hamare liye enough hota hai agar market Hamare against Chali Jaati Hai Iski uski vajah se Ham Logon Ko zyada loss Nahin Hota
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим