kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??
    dear hum log is forum mein jo posts aur thread write krtay hain vo roman urdu mein krtay hain please senior members ye batayin k kia hum pure urdu mein type kr sktay hain aur ye forum ki taraf se allow hai ya nahi hai????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

    Mere Pyare dost aapko information chahie aur aap ne Sawal Pucha Hai Ke kya Ham Urdu writing mein post kar sakte hain ji han bilkul yah Pakistan form hai aur Yahan per Hamen Jo language authorise hai vah sirf aur sirf Urdu hai aur aap Urdu language mein main post kar sakte hain aur yah Ek bahut acchi baat hai ki Pakistan form Mein Hamari National language use Hoti Hai Jahan se Ham bahut Achcha Na Lage improve kar sakte hain aur apni hi language mein post karna bhi bahut Aasan hai aur ham Apne Halat ka acchi Tarah izhaar bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

      G han hm urdu m post kr skty hn bs maksad aglay tk apni bat convey krna h clearly wesy b pak forum urdu ka h yhan urdu m hm kr skty hn bs kam m quality ka khasa khyal rkhein baki urdu ka no issue achy sy bs clear krdein apny points ko easy words m..
      Last edited by ; 06-06-2020, 09:36 AM.
      • #4 Collapse

        Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

        ham forex main live posts or threads reply karty hain hamy daily demo account main 2 yai 3 ganthy practice karni chaey pher hi hamy realaccount main kam karna chahey ham success gain kar sakty hain or acha proft hasil kar ky apni zarorto ko pira kar sakty hain ham is main out off ocst account bana kar br ka kar sajty hain yaia ik asa busienss hain jis main hamara koi boss nahi hot
        • #5 Collapse

          Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

          G nahi dear esa bilkul be allow nahi hay Urdu format me koi be member asani se typing nahi kar sakty hey Forex forum ne be Roman Urdu me posting karna es ley allow kia hay key ye typing ham bahot asani se kar sakty hey agar Urdu me koi members asani se typing kar sakta hay to us ko admin se ye conform karwana chaye key agar Urdu me typing ki jaye to account banned to nahi ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
            dear hum log is forum mein jo posts aur thread write krtay hain vo roman urdu mein krtay hain please senior members ye batayin k kia hum pure urdu mein type kr sktay hain aur ye forum ki taraf se allow hai ya nahi hai????
            forex forum k oper kam karty hoy ham serf romanu urdu main hi post kar skty hain agar ham kise or zaban main ost karty hain to hamri post delete kar di jati hai ham ko rules ko follow karty hoy yahan par kam karna chahi hai ham forex main apny boss kud hai ham yahan par part time bhe kam kar skty hain or hum yahan par full time bhe kam kar skty hain jab ham free hun hum pak forex forum k oper posting kar skty hain
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

              mera nahi kheyal ke aesa alow hai is lye bus mehnat se quality ka kaam karain aur is ke liye ap ne karna ye hai ke ap roman men typing karni hai aur knowledge sab ko provide karna hai tab ap is mein kaam kar sakte hain agar ham quality ka kaam karian ge to hmain is mein buhat ho acha bonus mil sakta hai aur ham is tarah hi earning kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                dear hum log is forum mein jo posts aur thread write krtay hain vo roman urdu mein krtay hain please senior members ye batayin k kia hum pure urdu mein type kr sktay hain aur ye forum ki taraf se allow hai ya nahi hai????
                Dear forex.member pal forex forumnoer ap urdu me posts lar sakte he jitni zayada posts karo ge utna he zayada bonus be hasil kar sako ge is waja se zayada aur mayare posts karni chay aur copy past posts nahi karni chaya
                • #9 Collapse

                  Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                  dear hum log is forum mein jo posts aur thread write krtay hain vo roman urdu mein krtay hain please senior members ye batayin k kia hum pure urdu mein type kr sktay hain aur ye forum ki taraf se allow hai ya nahi hai????
                  Deara ais forum par ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais forum par urdu mai post nai likhni chaye ais forum par ap roman urdu mai post kar skaty hai ais mai ap ko acha kaam karny par acha bonus milta hai ais forum par ap agar time lagaty hai to apko ais mai faida ho jata hai ais forum par ap ko rules ko follow karna ho ga aus k baad ap ais forum par kamyab ho jaty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                    Dear members forex forum ki guftgu kay liy roman urdu hi official language hay is liy ksi b aur language urdu ya English b accept nai hy is liy roman urdu main hi post krain aur koshish krain jo b post krain wo easily sab ko smaj a jay.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                      Han g hamin forex froum me har zyban istemal karny ki izajt hy hum forex me urdu b use kar sakty hain or english b jo humin asan lagy forex me koi pabndi ni hy
                      • #12 Collapse

                        Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                        Forex k as forum pay humra kam srf or srf posty krna hota hy us k lay hum koi bhii language ka istamal kar skty hy wo chye urdu main hn ya English main hn ku k humra kam srf work krna chye jas language main hum work kary lkn humy spaling ki mistake ka khass tor pay buht khayl rkna chye ku k us say humy bonus ni mily ga bilky humri posty zya hogie beshak thorii kary lkn spaling or quality ka meyar jatna zyda ho sky acha or complete hina buht zurari hy
                        • #13 Collapse

                          Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                          Asalam-o-alikum g han apny sahi kaha hy hum forex forum mein urdu writing mein bhi posting kar sakty hain humy chahiye ky hum forum mein mehnat ko jare rakhy aur posting karty rahen humy kabhi bhi posting chorny nahi chahiye agar humy forum mein bonus kum bhi mily tab bhi humy posting ko jare rakhna chahiye , urdu writing mein agar hum posting karty hain aur hum ess mein quailty posting karty hain to humy ess mein zayada bonus mil sakta hy jitna zayada hum posts karin gy humy utna he zayda bonus hasil hoga jis sy hum phir ache trading kar ky acha profit bhi hasil kar sakty hain thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                            Dear ap ny bhut hi acha sawl pocha hy kh hm apni posts or thread ko urdu mi kr skty hn tu mai ap ko btauo kh jis site pr hm kam kr rhy hn osh site ka nam hy pak forex forum .forex waloo ni tmam dostoo ju kh Pakistan sy monsalik hn onh klyi yh bnaya hy or wh log hmari roman language ya pure English ya urdu ko nhi dhkty hn onhi sirf ish chiz sy matlb hy kh thread ya posts ki quaility achi hy thread mi ju bat pochi gaye hy osh ka sahi sy coment kia ja rha hy wh sirf inhu chizo ko dhkty hn onhi urdu ya English sy koi matlb nhi hy ap jisa chahiyn kam kr skty hn...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia hum urdu writing mein posts kr saktay hain??

                              Ek baat Yad Rakhe Yahan per posting karne ka maksad yah hai ki apni baat dusron tak convey Kijiye aur itne acche tarike Se Ki Jaaye ke use samajh a Jaaye aur vah uska istemal Karke acchi kamyabi Hasil karne Ke Kabil Ho Jaaye post aap jis Marzi language mein Karen usse Koi Fark Nahin Hota balki aapki baat ka dusron ko pata Chalna chahie ki aap Kahana kya chah rahe hain kya aap kya Samjhana chah Rahe Hain Uske bad hi aapko Achcha result mil sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X