NFP news kay effects
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    NFP news kay effects
    Dear members Forex trading business me agar aap trading kar rahe hain to NFP news ki vajah se market mein bahut jyada movement speed se Tej Hui Hai USD Kijiye news Thi jismein Ham Non form payroll ko discuss karna tha or unemployment ki ratio issue honi thi cal nfp news positive I Hai Jiski vajah se market mein bahut jyada change Aaya Hai Hamen news ko analysis kar Deve hi trading Karni chahie Agar Ham news ka analysis karte hue trading na karen to main kabhi bhi achcha profit Nahin Mil Sakta aur Hamen loss ka Samna hi karna padega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: NFP news kay effects

    اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
    Dear members Forex trading business me agar aap trading kar rahe hain to NFP news ki vajah se market mein bahut jyada movement speed se Tej Hui Hai USD Kijiye news Thi jismein Ham Non form payroll ko discuss karna tha or unemployment ki ratio issue honi thi cal nfp news positive I Hai Jiski vajah se market mein bahut jyada change Aaya Hai Hamen news ko analysis kar Deve hi trading Karni chahie Agar Ham news ka analysis karte hue trading na karen to main kabhi bhi achcha profit Nahin Mil Sakta aur Hamen loss ka Samna hi karna padega
    Yes dear NFP news ke bahut jyada effect Hamari market per Hui Hai hai aur NFP news positive I Hai Jiski vajah se market Mein jitni bhi commodities aur currency pair per trading ho rahi hai use per bahut jyada Asar Hua Hai agar aap example Lete Hain To crude oil ki price mein bhi bahut jyada fluctuation dekhne ko Mili Hai isliye Humko Is Tarah Ki news se closely attach Rahana chahie Taki Hamare liye trading karna Aasan Ho
    • #3 Collapse

      Re: NFP news kay effects

      NFP jisko hum non farm emplyment change bhe kehte hain yeh sab se bare or high impact news hote hae yeh usd currency pe hote hae or yeh har month ke first week ho he ate hae to is ke liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se hum is main kam karen take hum is main kamyab ho saken hum is main jitna zayada mehnat ke sath ache tarah se kam karte hain wo is main kamyab ho jate hain ab kal jin members ne data dekha ho ga usko pata chal gya ho ga ke usd is news pe strong ho ga to gold down aye ga to is main bahut se logon ne sell kiya ho ga to tamam logon ko cahiye ke wo is main bas mehnat karte rahen kabhe bhe himmat na hara karen wo is main kabhe na kabhe to kamyab ho he jaen to tamam members ko bas is main mehnat ke sath kam karte howe he rehna cahiye take hum is main success gain kar saken
      • #4 Collapse

        Re: NFP news kay effects

        NFP jisko ham non farm employment change bhi kehh sakte hain yah sabse bara aur high-impact news hoti hai US currency ke bare mein hoti hai ya phir har month ke first week mein aati hai Jo ke asali Hamen chahie ki Ham ismein mehnat se trading Karen ... Aur Hamen chahie ke forex mein NFP news fayda uthana chahie kyunki Ham jitni zyada mehnat se information Hasil karte hain utani zyada Hamen succession hoti ... Isliye main samajhta Hun Ki uske bahut zyada effect Hain aur is samay bahut zyada fayda uthana chahie Taki Ham success ho sake aur hamari mehnat ka achcha result Hamein mill saky
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: NFP news kay effects

          news effect ho sakti hai lekin is ka effect itna nahi hai is mein hmain mehnat se kaam karna hai kyon ke ye fundamental analysis mushkil hota hai lekin is mein hmain faeda tab hai jab kameyabi ke liye trend ko follow karain aur phir hmain pata chale ga ke ham us ko kaise use kar sakte hain mehnat se kaam karne mein ham kameyab ho sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X