why market closed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    i don't know kay market q closed hoti hai q kay mein is trading kay business mein new user hon but i'm learning about forex aur ye pta hai kay forex ki market saturday aur sunday ko closed hu jti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex market close karne ki waja mujh ko maloom ni hai lkein es say har kisi ko rest mil jata hai or har koies main acah work karney k bad rest kar leta hai or us ko sakon mil jata hai
      • #18 Collapse

        G Bhai mai apko btana chahoo ga k hr business k kuch rules & regulations hotay hai or timing hoti.Forex market 1 huge more profitable online trading market hai or market apnay shedule k mutabik pakistani time k mutabik friday night 2:00 Am close ho jati or sunday night 2:00 Am ko market again open hoti hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          bhai jan market hafty ur itwar ko band jooti ha q k chuti ho ti ha agr market k kuch session bnd hoty h aur market kam ya bilkul b move bni krti hajab market move ni krti ha to fada kha sy ho ga
          • #20 Collapse

            ji bhai ji is main kisi nbhi kism ka koi shak nhi hai k is nan waqia amin profit kamanay se ap ko si maan wqaia maian proifit kamany maina asani hoti hai is maian akam knry ka is maian waqi amaian profit kmanaa thek hai is maina akam akn hr s i anaian waqia amin
            • #21 Collapse

              thats why in pakistan there are 2 days holiday. banks and offices are closed in these 2 days.
              • #22 Collapse

                iss kay rule kay mutabiq hum kaam kary gay to hum ko ossi hisaab say benefit milta jaye ga forex work kay liye aap jitna iss ko time day gay or iss mein invest kary gay oss ka aap ko otna he ziada benefit hota hai.
                • #23 Collapse

                  bhai proper jawab to nai hai lakin saturday or sunday off jota hai usa or baki countries main har kisam ki market off hoti hai loog rest kar rahy hotay hai to hum sat or sunday ko kis tara trade kar sakaty hain liguity bi bohat tori hoti hai isi liye forex market bi band hoti hai koi order accept karny wala betha hi nahi hota to hamara order accept kon karay ga bus ye hi waja hai.
                  • #24 Collapse

                    ye sawal to ap ko company se karna chahiay kiunk hum log to mere bhai na to forex trading ko open kar sakte hein aur na hi closde kar sakte hein is liay hum ko kia pata k kiun band hoti hae.
                    • #25 Collapse

                      all world me 2 days chuti hoti hay esi waja se forex ki market b close hoti hay 5 days hi forex ki market open rehti hay jes me ham trading kar sakty hey
                      • #26 Collapse

                        dear market forex ki 2 days weeks mai band hoti hai or 5 days on rehti hai basicaly ye world wide busienss hai tw ye pure world mai he off rehti hai hum agr chahe tw hum posting b kar sakte hai or chahe tw forex ko learn b kar sakte hai mje is bare mai itna ilam neh per ye trading ap weeks mai 5 days he kar sakte hai
                        • #27 Collapse

                          hamay chahey k hm market kay barey me hamesha malomat rakhen kun k market ka tradeng par kafi assar parta hay or agar ap market k barey me malomat nahe rakhtay to ap ko loss ho sakta hay
                          • #28 Collapse

                            market tb close hoti hai jb jb koi worl main holiday ka day ho or jb crismess ho to market close rehti hai os k ilawa market hr time on rehti hai
                            • #29 Collapse

                              Bro aap ku pta hy k farm na kam week ma 5 days hota hy is liya marekt bhi 5 days chalti hy is liya aap ma sai kaha hy k Why opem 5 days market q k aap ku pata hy k admi 5 days ma kam kar kar k thak tahta hy is liya wo 2 din rest karta hy ta k sehta mound rah saky next week k liya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji haan apki baat sahi hain k humein forex business main planning karni chayeh apni capital ko dekhna chayeh and us k mutabiq trading karni chayeeh phr ja kar hum is mian kamayb ho sakty hain and is main earnin kar saky gey .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X