Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain
    Asalmo alikum dear friends jitnay b hamaray new traders hain wo jab b trade shouro krtay hain tow aun ko loss hota Hy jis sy wo disheart ho jatay hain agar aap ko shouro main loss hota Hy tow disheart Na hon balkay new confidanec sy bonus hasil krain aur market ko dainay k Baad trade krain aap loss nhe krain gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

    Agar ham Kisi trade Mein loss Hasil Karte Hain To Uske bad Hamen bilkul bhi tension Nahin leni chahie aur Khud Ko majbut Rakhna chahie Kyunki agar aap tension Lenge to aur jaldi Karenge Apne dost ko recover karne ki to usmein Aapka nuksan ho sakta hai aap galat Faisla kar sakte hain jaldbaji mein isiliye thoda time le apni Galti Ko Dekhe kya aapane kya galti ki thi Apne analysis mein aur uske bad fir se ek acchi trade aap le sakte hain jisse aapka loss recover Ho
    • #3 Collapse

      Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

      is forum main hamain dil lga k hi hum kam kar sakty hain aur hamain market main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main bi kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum achy say perform karny main bi asani ho saky gi aur hamain market mainkam kar k hi hum achy say trade kareing ay
      Last edited by ; 05-06-2020, 05:21 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

        Ap ke bat bilkul thk hy ha agar humy forex my losse ho bi jata hy to humary apny wajah sy hota hy is liay humy forex ko proper triky sy karna chiay .forex ak bohat hi acha bussiness hy .forex my kamayabi hasil karnyka liay dil ko bra karna parta hy.agar hum forex trading my dil ko bra kar ka kam karayn gy to hum zaroor kamayab ho jayn gy is liay humy chiay ka hum mehanat kar ka acha profit hasil karayn.lose bi tamam bussiness ka hisa hy humy profit ka sath sath lose ko bi bear karna chiay.
        • #5 Collapse

          Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
          Asalmo alikum dear friends jitnay b hamaray new traders hain wo jab b trade shouro krtay hain tow aun ko loss hota Hy jis sy wo disheart ho jatay hain agar aap ko shouro main loss hota Hy tow disheart Na hon balkay new confidanec sy bonus hasil krain aur market ko dainay k Baad trade krain aap loss nhe krain gy
          ji haan asi he baat hai age ap ko loss ho jay to bilkul he badil na hon aur kam mien lagy rhein loss se bilkul preshan nai hona hamesha is ko chalange samjh kar qaboll krine aur next is bara jwab dien jo ap ko obhar kar le ay
          :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
          • #6 Collapse

            Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

            dear g han ap nay achi bnat ko share kia hay waqay main ham ko chye k agar ham ko loss bhi gain ho jay to s mqain ham ko upsety nahi hona ho g is main ham ko apany kam ko last tak better sa better karaty rahan ho g is main jitan bhi ham k kam acahy say acah kh g ham ko is main itan he agay ki janib janay maina sani ho saky g so is amn jitna bhi ho saky ham mehnat ko ker k apnay kam ko last tak better sa better banay kitry karaty raha karein .
            • #7 Collapse

              Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

              Asalam o Alikum dear Forex friends and members umeed ha kay ao sab theek hon gay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main hammy achi mehnat or is main achi education kay sath he is main parectice karny kay bad he is main enter ho kay is say acha profit gain kar sakteen han pak forex kay is business main hammy is say achi learning kay bad is main entery leny kay bad agar hammy loss hota ha to is main hammy loss ko bardashat karny ki himat bhi hoti ha to he ham is main loss ko bardash kar sakteen han
              • #8 Collapse

                Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                Friend bohat shukria ap ka motivation key liya kionkey loss to es busines ka part ha ar yeh sabhee traders ko samna kerta per sakta ha es liya es ko serious na lain balkay ap ghltion say seekhen or aienda kisi bhee baray loss say bachaien apnay ap ko, aksar yahee dakha jata ha pasa lose honey kay baad traders dilbardashta ho jatay hain or kuch to yeh business he chore jatay hain to mara yeh manina ha key apni ghaltion ko sahey kerine or aik kaamyab trader banien.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
                  Asalmo alikum dear friends jitnay b hamaray new traders hain wo jab b trade shouro krtay hain tow aun ko loss hota Hy jis sy wo disheart ho jatay hain agar aap ko shouro main loss hota Hy tow disheart Na hon balkay new confidanec sy bonus hasil krain aur market ko dainay k Baad trade krain aap loss nhe krain gy
                  Ge ha senior member apne loss se gabrana naho hona chaya aur bhut itmenan se treading karni chaya aur her tread ko open karne se phele apne senior se mShawara karni chaya ager kbud analysis nahi kar sakte to apne senior se mashaware karne ke bad tread lo open karni chaya
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
                    Asalmo alikum dear friends jitnay b hamaray new traders hain wo jab b trade shouro krtay hain tow aun ko loss hota Hy jis sy wo disheart ho jatay hain agar aap ko shouro main loss hota Hy tow disheart Na hon balkay new confidanec sy bonus hasil krain aur market ko dainay k Baad trade krain aap loss nhe krain gy
                    bilkul aap sahi kah rahe hain Los ka matlab yah nahin ki aapka sab kuch khatam ho gaya lekin jab apne business start Kiya to yahan per aap log bhi hoga profit bhi hoga to jawab ko prapt Ho to itna bhi kuchh nahin hona chahie kya aap sab kuchh bhul jaaye aur last itna bhi tension nahin Lena chahie ki aap sabko jod den aapko loss Ho Gaya to matlab yah hai ki aapko experience aapka jyada ho gaya iski vajah se aap aage jakar Koi Na Koi galat nahin karenge ek galti Hui insaan sakta hai tu mere ghar mein laash ko itni badi chij nahin hai aap log karenge to isase aapko is penis aaega aur next aap Jo hai achcha kam kar.
                    سرکار
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                      dear ye eik risky bsuiness hai is main hume loe be hota hai ur profit be hota ha jab hume is business main lose hota ha tu hume os ka face krna hota ha agr hum is main lalach krein gein oshi time trade open krein gein tu hume big lose ka samna krna par sakta ha hume is main samjdari se kam krna hota hai is main menat k sath work krna hota ha tab hi kameyab be ho sakte hein
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                        Yes members loss ke bad Dil Ko strong Karen confidence Se Dubara Apna work start karen kabhi bhi loss hone par confuse Na Ho depressed hokar kabhi bhi Apna Kam na Karen Hamesha fresh mint ke sath achi planning ke sath Apna work complete karne ki koshish karen agar aap fresh mind ke sath aur acchi planning ke sath kam Karte Hain To aap kabhi bhi na Kam Nahin Ho paate
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                          Members loss hone ke bad Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Hamen mehnat Karni chahie aur Jyada Himmat ke sath kam karna chahie confidence ko increase karne ki koshish Karni chahie Hosla Rakhe Sabar ke sath kam Karen kamyabi Jarur Milegi loss or business ka hissa hote hain yah Baat Ko Lekar Chale aap ko Kabhi Bhi Na ummid hi nahin Hogi lekin jismein stakes ki vajah se aapko loss Hua Hai unko repeat na Karen acchi learning aapko Forex per acchi kamyabi Deti Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k Baad dil ko mazbout krain confidence sy dobara shouro krain

                            Ji han bilkul theek baat hai profit and loss to take Business mein chalta rahata hai isliye hamen chahie ki Ham loss se disappoint Na Ho apne dil ko chhota na Karen kam ko Dobara nai se start karen Taki kam bahut achcha tarike se kar sakte ho bahut acchi earning Dobara se Hasil Karen achcha tab hi aapko achcha laga sakte hain ke liye bahut acche se dekhna padega analyse karna padega iske bad hi aapko dekhna padega ki aap kis per trade laga kar earning Hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X