MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??
    Aslam o Alaikum doston meine aksar dekha hai k morninG time achi trade hoti hai use ki achi speed b hoti hai Morning time ache analysis aur news ko dekh k Signal chart ko nazar m rakh k jo trade krega Inshallah kamyab jaiga Aur MorninG ko Insaan fresh hota hai achi trade kr pata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

    Morning time mein market bilkul slow motion mein chal rahi hoti hai aur ismein like karna bahut Aasan hota hai aur Agar aapke acche analyses ho to office mein ek acchi traders kar sakte hain aur Jo hamari e Australian Dollar Riya New Zealand dollar is kism ki jo currency Hain phone pairs Mein Subah ke time mein movement Jyada Hoti Hai Kyunki Subah ke time mein in countries ke bare mein news Jyada hoti hain to Agar Hamen ke bare mein news ko ekattha kar Kyon per analysis Karke koshish karte hain trade Lene Ki To Hamen Kacchi data send kar sakte hain morning time mein
    • #3 Collapse

      Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

      is forum main morning main kam kar skaty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi aur hamain time table bana k hi hum achy say trade kar rskaty hain so hamai is forum main kam kar k hi hum achi earning ho saky gi aur knnowldge k begar hum km nai kar skty hain so hamain knwoldge acha ho ga tba hi hum real main kam kar k hi um loss say bach sakty hain
      Last edited by ; 05-06-2020, 01:01 PM.
      • #4 Collapse

        Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
        Aslam o Alaikum doston meine aksar dekha hai k morninG time achi trade hoti hai use ki achi speed b hoti hai Morning time ache analysis aur news ko dekh k Signal chart ko nazar m rakh k jo trade krega Inshallah kamyab jaiga Aur MorninG ko Insaan fresh hota hai achi trade kr pata hai.
        Dear aap sahi kah rahe hain morning ke time acchi trade ho sakti hai iski vajah yah hai ki morning ke time Rush kam hota hai aur tyre log kam hote hain to aap Jo bhi trade karte hain vah profitable hota hai agar aapko market indices ka pata Ho trading ke bare mein aapko knowledge ho to subah ke time trade karna bahut profitable.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

          gee han dear agar app forex main morning main trad karna chahty hain to hamain forex main fresh mind ho kay forex main trad karni ho ge pher he hum is main kamyab hon gy forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main achay say or lagan say kam karty hain forex aik best online business hai
          • #6 Collapse

            Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
            Aslam o Alaikum doston meine aksar dekha hai k morninG time achi trade hoti hai use ki achi speed b hoti hai Morning time ache analysis aur news ko dekh k Signal chart ko nazar m rakh k jo trade krega Inshallah kamyab jaiga Aur MorninG ko Insaan fresh hota hai achi trade kr pata hai.
            Dear Hamen chahie ki Ham morning Mein Jab post start Kare to usse pahle Aadha Ghanta trading ko de de aur usko samajhne ki koshish karen Agar Hamen friend Samajh Mein Aaye Aur Hamen lagta hai ki Yahan per Hamen trade entry Karni chahie To Hamen Trident Le Lena chahie aur uske bad FIR Humne is baat ki koshish karni hai ki Ham Jo trade karo us trade kar rahe hain Sath Sath check Karte Rahe aur Baki Hamari post ko time de Aise Bhi Na Ho Kya Aap sirf trading Karte Rahe aur post ko time na de Jitna aap Achcha kam Karenge Iske Upar aapko Jyada Se Jyada award Milega aur Inshallah par Kisko padha Sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

              g han morning time b trading achi hoti hy q k us waqat humra mind bilkul freash hotahy or hum zayda buzy b nahe hoty.likn aagr hum evening k time trading krty hn to ye b best hy q k su time almost sub countries k sesions open hony hoty hn..or us time market my movment b fast hoti hu or trades b bohet milti hy.
              • #8 Collapse

                Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                Morning time mein jo member bhi trading kar rahe hote hain use waqt trading karna bahut jyada mushkil hota hai kyunki use waqt market ki movement bahut jyada slow hoti hai aur isiliye members ko trading karne mein kafi problem aati hai isliye har ek member ke jo apne kam ko acchi tarah se karna chahte hain vah apni trading ko acche se plan kar le aur jab planning kar li jaati hai to uske bad members ko kam karne mein bhi koi problem nahin hota aur vah apni trading co bhi acche se continue kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
                  Aslam o Alaikum doston meine aksar dekha hai k morninG time achi trade hoti hai use ki achi speed b hoti hai Morning time ache analysis aur news ko dekh k Signal chart ko nazar m rakh k jo trade krega Inshallah kamyab jaiga Aur MorninG ko Insaan fresh hota hai achi trade kr pata hai.
                  Walaikum assalam dear brother Forex trading me aap morning mein jo trades Lagate Hain usse aap accha profit Hasil kar sakte hain Kyunki use Waqt market mein Main achievement hote hain lekin agar aap ismein 11:00 ke bad kam start karte hain to aapko ismein jyada fayda ho sakte hain Kyunki use Waqt market ke movement Jyada post hoti hai aur aap accha profit Hasil kar sakte hain Meri suggestion yah hai ki aap ismein 11:00 ke Baje ke bad kam start Kiya Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                    Dear aapane theek Kaha subah subah Savere market ki movement Kuchh jyada hi fast rahti hai aur is time agar koi trader trading karta hai to use trader ke Kafi chance Ban Jaate Hain profit earn karne ke Kyunki Jab market ki Movement jyada Tej Ho Jaati Hai to real trend ko define karna aur bhi easy kam ban jata hai sabse pahle market ko acchi Tarah Se analyzers karna chahie aur trend ko dekhna chahie aur indicators ko bhi Jarur Salon karna chahie Jitna Achcha aur MayaRe kam Karenge fayda utna hi jyada Achcha Hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                      dear hume pta ha k morning time trade main zada movement nai hoti ha ur is waja se be hum bog lots size ka istamal kr k faida hasil kr sakte hein ur market main sham 5 bje k bad bohat hi fast movement hoti hai jise hum fallow kr k is main asani se kameyab be ho skate hein is main kam krne k liye hume menat ki sab se zada zahrorrat hoti h
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                        Assalam o Alikum,


                        G kyn k market rat ko lose hoti h r jub morning ma dobara sa open hoti h to zayda chances hoty hein k makret hmsry fever ma e jay gi es liye morning ma hmein makret ananlysis kr lana cheaye r kaam krna cheaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                          morning time mein forex mein kam karna bahut hi jyada behtarin hai kyunki morning time mein aksar Mara mindfresh rahte hain hamen kisi kism ki Koi tension nahin hoti agar aap morning time mein trade lagate ho to isase aapko inshallah profit hoga kyunki subah ke time insan fresh hota hai kisi kism ki Koi tension pareshani nahin hoti vah marketing ko samajh ke trade lagate hai to isliye mere Bhai koshish Kiya Karen hamesha mind ko fresh rakhen jab kam karne lage to her attention ko site per rakh de kyunki agar aap business jo hai vah tension mein aakar karoge to aap kabhi kamyab nahin ho sakte koshish karen apni planning behtar banaen inshallah ko profit jarur milega
                          • #14 Collapse

                            Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                            dear men apki bat sy agree krta hon forex men morning Time trade krna acha hota hy jo trader es men morning time trade krty hen wo acha profit hasil krlety hen us wqat market bhe apki favour men hoti hy jis men ap trade open krky acha profit hasil krskty hen hmen es men her wqt he apny apko active rkhna chahye taky hum es men kamyab hosken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: MorninG Time Trade kesi hoti hai??? Use ka faida??

                              dear forex forum member apki jo bat ha kay humaen morning time trade karni chaiya to market ka to kuch nahi pata hota ha humaen market ko analysis kar kay i trading karni chaiya /.kabhi bhi market raat ko zada achi move karti ha is lai ya zarori nahi hota ah kay trading surf morning ki hi achi hotiu ha ...trading ka koi time nahi hota ha humaen bss market kay hisab say chalna chaiya tab hi u8m kamiyab ho sakty han humare kamiyabi is main ha kay hum market ko analysis kar kay hi trading karen ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X