Koshish karny se kamyabi milti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

    Ji aapane bilkul theek bola hai ki kamyabi hamesha koshish karne se aati hai agar aapko kaise loss hota hai aur aap hath per hath rakh kar baith jaate Ho to aap jindagi mein kabhi kamyab nahin ho sakte businessman jo hai usko profit and loss ko face karna chahie jab aapko profit hota hai to aapka confidence badhta hai lekin jab loss hota hai to aapka confidence Kam nahin hona chahie aapko chahie ki business mein aane se pahle apni planning behtar se behtar banaen Chatterjee acchi honi chahie aap ki Taki agar aapko loss hota bhi hai to vah loss aapka recover ho sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

      g han dear her kam men he insan ko koshish he krna prti hy kamyabi naseeb men ho to usko Allah pak zaror he dety hen agr wo koshish bhe na kry aur es men mehnat bhe na kry to usko kbhe bhe es men kamyabi nhe milskti hmen chahye k hum forex men mehnat aur lgan sy he kam kren
      • #18 Collapse

        Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

        ji bilkul koshish karne se bahut zyada kamyabi milati hai agar Ham sahi se koshish Karte Hain To Ham zyada kamyabi Hasil kar sakte hain Koshish Karna Hamare liye zaruri Hota Hai agar market Mein successful Hona Chahte Hain To zyada koshish karen Kyunki Jab ham sahi se koshish Karte Hain To Ham ISI wajah se market Mein kamyabi Hasil Karte Hain zyada knowledge Hasil karna Hamare liye bahut zaruri Hota Hai agar Ham Dil lagakar mehnat Karenge To Hamen bahut kamyabi milegi Hamen koshish Karni chahie ki Ham Apna target pura Karen Waqt par kaam complete Karen waqt ki Kadar Karen Jab Ham seniors ko follow karke Apne were ki Kadar Karte hain aur apni kamyabi ke liye efforts Karte Hain To Hamara bahut zyada fayda Hota Hai Hamari effect kabhi bhi Waste Nahin Hoti trader apni mehnat ki wajah se kamyabi Hasil karta hai
        • #19 Collapse

          Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

          gee membre ap ki bat bilkul drust hain agar ham mahnat nahin kry ga koshish nahi kry gy to ham kamyabi hasal nahi kr sky gain dunniya main koe bi kam mahnat or lagane k baghar momkin nahin ager ham mahnat or lagan k sath kam kry gain tab he ham kayabi say hamknar ho skty hain or achi profit hasil kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

            aaye tab tak koshish Karte Rahana chahie Agar Kahin last bhi ho jaaye to Fir Bhi koshish ko continue Rakhna chahie Kyunki Insaan apni galtiyan se sakta hai aur Har Ek Galti Mein Koi Na Koi Sabak Hota Hai hi apni Galti hone se Hamen sikhana Hoga tabhi Ham Aage badh Payenge Forex Ek pest business hai jismein profit bahut hi ala hai busted ko mehnat Karni Hogi
            • #21 Collapse

              Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

              G han apny bilkol thek kaha hy koshish karny sy he kamyabi milti hy hath per helany sy he kam banta hy bethy bethay koi kam ni hota jaisy k harkt me barkt hy ise tarhan hum struggle karen gy to he successful hun gy
              • #22 Collapse

                Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                Assalamu alaikum bhai sahab Khush karne se kamyabi nahin milati mehnat Karke kamyabi milati hai Jitna mehnat Karenge utna hi Kamyab milegi Hamen Kisi Ko Khush nahin karna chahie aur Hamesha mehnat karne chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                  yes brother Forex busines bohat profitable ha agar ap hard work kertay hain es ko learn kernay kay liya our apnay skills ko improve ker latay hain to es platform per bohat ziada profit earn ker saktay hain , bas apni koshish jari rakhen kamyzbi zaroor milay gi thorea time laag sakta ha kinkey kisi bhee busines ko samjhnay main time to spend kerna perta ha tabhee ja ker success milta ha .
                  • #24 Collapse

                    Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                    Ji sar aapki baat bilkul theek hai ki jo log koshish karte hain vah hamesha success Ho jaty hyen .. isliye main samajhta Hun Ki Hamen success hone ke liye koshish karni chahie apni koshish insan impossible ko bhi possible banaa sakta hai Hamen chahie ki Hamen har kam Mein improvement lany ke liye koshish karni chahie. Hamari koshish jitni acchi hogi utani Hamen achcha result milega jabki hamari koshish agar kisi bhi chij ko achieve karne ke liye limited hogi to Hamen limited fayda milega .... isliye sar aapki baat bilkul theek hai ki Hamen koshish karke success hona chahie aur ham success ho sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                      Assalam walekum aapane bilkul sahi kaha hai forex trading ko sikhkar hi acha kam kar sakte hain hamen chahie kya zyada se zyada ismein mehnat Karen aur koshish kar keis ke andar kam Karen aur mehnat se kamyabi milegi inshallah
                      • #26 Collapse

                        Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                        Sahi kha forex ek online business hai es Mai kamybi bhi tbhi mily gai jp ap dehn sy es pr Kam kry gay r dil lga kr smjh kr trading kry gay jaha apko help ki zrort ho gai ap soch smjh kr es Kam ko kry gay forex pr Kam boht se countries kr rhi Hai Pakistan ko bhi moka mila hai members ko Chahy KY es sy Faida hasil kry
                        • #27 Collapse

                          Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                          bilkul koshish karne wale ko zarur kamyabi milti hai. humen ziada se ziasda learn karna chahiye aur mehnat se trading karni chahiye isi traha humare knowledge mein izafa hoga aur hum axhi trading kar sakein gy aur acha kama sakein gy
                          • #28 Collapse

                            Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                            G Dear main apki is bat se igrer krta hu
                            Jb tk hum time nikal k mahnt na krnge to koi kam nh hoga koshish krna lazim hai phr agr loss ho b hmth nh harni kamyabi zaror milti hai koshish sw Bilkul koshish karne se kamyabi milti hai agar Ham koshish Karte Rahe To Ham Kamyab hote hain zyada koshish karne wala trader market Mein kamyabi Hasil Karta Hai market ko samajhna Hamare liye zaruri hai sahi se Jab Ham mehnat experience Karte Hain To Ham Hamesha Apne experience ki wajah se koshish Karke Kamyab Hote Hain Jab trader Dil lagakar experience Hasil karne ki koshish karta hai aur mehnat karta hai woh struggle Karke patience ke sath trading Karta Hai Jiski wajah se uska bahut zyada fayda Hota Hai Ham apni mehnat ki wajah Se Hi kamyabi Hasil Karte Hain Jab Dil lagakar mehnat Karenge To Hamen bahut hi zyada kamyabi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Koshish karny se kamyabi milti hai

                              Forex mai musalsal koshish say he kamyabi milte hai aksar time trading mai nakami hoti hai lekan agar koi aos nakami ko lay kar forex trading ko chorega tu matlab wo har man jata hai es leye jitna ho sakey nakami say darna nahe chaheye balke continuously koshish jari rakni chaheye jab aap koshish jari rakengay tu ik time ayega jab kamyabi apkey qadam ko chomega forex mai bina koshish kay kamyabi hasil karna mushkil kaam hai
                              Zuhaib9988 Trading journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X