Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota hai
    Friends forex ma acha entery point hasil karna bhot zaruri hota hai, acha entery point ho ga to he ham forex ma kamyab ho sakyn gy, bena sochy samjy enter hony sy apka acct wash ho sakta hai, forex ma acct ki kbi risk ma na dalyn, acct ki hefazat apki pehle priority honi chahe, plz comment???@@@@
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

    hamain entery point lay k hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k earn k arny main bi asani ho saky gi aur hamain markt main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny main bi asani ho saky gi aur hamain learning karni ho gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur forum main kam kar k hi hum run karein gay
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

      hamy acha entry point ko use kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha profit hasil kr sakty hain or apna life styule chnage kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam akr sakty hain yai aik asa busienss hain jis main hamara koi boss nahi hita ham is main apny boss ap hi jty hain yaia ik real business hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

        Aapane bilkul sahi farmaya aap Jab Hamen Forex trading karte hue Jab market Mein Hamen best mauka Mile To Hamen enter Hoke read kar leni chahie Kyunki frocks online Businessman trading karte waqt best Mor Ke Har Bar Nahin Hote isliye Hamen Main Usko baar baar analyse karte hue Agar Hamen best mauka Milta Hai tab bhi Hamen ismein trading kar leni chahie Kyunki use Waqt Lash nibandh ke profit Hoga isliye Humko chahie Ham fresh Mein Mor se Mor merath Karen Aur fakhrul Ko follow karke training Karen Jaise Ham acche aur kamiyan trader Ban Gaya Acha profit Pasand kar sakte hain Kyunki market Mein trader time table se nahin balki market yachi movement Ko Dekhkar ki Jaati Hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
          Friends forex ma acha entery point hasil karna bhot zaruri hota hai, acha entery point ho ga to he ham forex ma kamyab ho sakyn gy, bena sochy samjy enter hony sy apka acct wash ho sakta hai, forex ma acct ki kbi risk ma na dalyn, acct ki hefazat apki pehle priority honi chahe, plz comment???@@@@
          Dear acahy entry point k lie apko different time frame py different type ki strategy ko apply kr k apko deikhna hota hai or samjhna hota hai k konsa time frame m apki kon c strategy achay sy work kar rahi hai, or jo strategy ki working subse ziada accuracy wali hu or acahy Risk REward de rahi hoto apko usi time frame m trading kar k understanding leni chaheye ta k apki maximum trading profitable hu, entry point ka acha huna zarori risk reward ki waja sy hai or ager ap apnay entry point ko behtar select karengay to Risk reward target hamesha achieve karengay.
          Last edited by ; 05-06-2020, 11:49 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

            Ager market movement uncertain ya slow ho to good entry point ka wait karna he better hay, qkeh baghair sochy samjhy trade main enter ho jany say aksar trade reverse ho jati hay, or running loss main chali jati hay jiski waja say hum na to koi or trade open kar sakty hain or na he is trade ko control karny kay liye analysis and planning kar sakty hain, is kiye good entry point per trade main enter hona he profitable trade ki base banta hay.
            Last edited by ; 05-06-2020, 11:53 AM.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

              G han hamy yahan per ISI Surat Madrid open karne chahie Jab Hamen Yahan per Koi best entry point mil raha ho Forex trading mein. Mile to hi trade mein enter Hona chahie FIR yah Hamare liye faydemand sabit ho sakta hai lekin Agar Ham soche samjhe is market Mein entry Le lete hain Ek Achcha trader Hamesha Ek best entry point milane ka vate karta hai aur Agar ham Sabar Se Kam Nahin lete to Fir Yahan per Hamen lazmi loss ko face karna hota hai to agar aap Chahte Hain Ki Yahan per loss ka Samna Na Karna Pade iske liye Ye yah Zaruri hai ki always proper analyse ke bad hi Jab Koi Achcha entry. Mil raha ho Fir Bhi Apne trade Mein entry Le Jaaye aur apni trade Se Achcha profit bhi Hasil kiya jaaye
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

                gee han dear ap nain theek kaha ha agar hum forex main acha say kamyab hona chahty han to hamain forex main acha entry point daikh kay pher he trad main enter hona chahya agar hum forex main achay say or dil laga kar kam karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main acha kam karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                  Friends forex ma acha entery point hasil karna bhot zaruri hota hai, acha entery point ho ga to he ham forex ma kamyab ho sakyn gy, bena sochy samjy enter hony sy apka acct wash ho sakta hai, forex ma acct ki kbi risk ma na dalyn, acct ki hefazat apki pehle priority honi chahe, plz comment???@@@@
                  Hamen trading karne ke liye daily basis per bahut acchi trading opportunities milati Hai Hamen chahie Ke Jab Hamen acchi trading opportunities Mile To an opportunities ko avail karne ki koshish karen yah Ham bahut badi mistake Karte Hain Ki Har time trade karte hain aur Aise time per bhi trading Karte Hain Jab acchi trade Nahin Hoti
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma acha entery point mele to he trade ma enter hona faidaymand hota

                    Market ke sath connected rahane mein members ko yah fayda hota hai ki is tarah se unko idea ho jata hai ki unko kis waqt mein aur kis pair per kaun si trade open kar lena hai aur isi tarah se hi number jodne trade ko acche se manage karke aur ek acchi planning ke sath aur active kar sakte hain aur uske bad fir aisa mumkin hota hai ki members ko use trade mein profit hota hai aur loss nahin hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X