forex me loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me loss
    my dear forex me loss ki sab se bari reason meri nazar me tu greed hai agar hum greed se bach jayen tu loss k chance bhi kam hote hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    may tu yah kahta hoon kay agar kisi ko forex trading may loss hota hay tu wo lalach ki waja sya kyun kay lagta yah hay kay log jaldi kartya hain es may.
    • #3 Collapse

      yes dear ap na shi kha ha ka forex ma sab sa bari wja greed ha ku ka is ma hum greed kar ka loss kar laty ha.dear agar hum na forex ma kamiab
      hona ha to is ma humy bht ziada mhnat karni ho gi.or greed sa bachna ho ga phir hum is ma kamiab ho sakty ha.
      • #4 Collapse

        Brother forex trading m loss hota ha.hum ko chaya k zayda se zayda sey zayda mahnt krain aor earning krain phlay trading ko learning kro phr earning kro real m trading sey best koi market nahe ha phlay learning kro phr earning kro.
        • #5 Collapse

          jee bhai bilkul Forex mein loss ho jata hy aur is loss k peechy bhi bohat si wajuhaat hein, kyun k hum Forex traders ko aksar hi bohat jaldi hoti hy bra profit earn krny ki aur isi laluch mein hum jaldbaazi kr jaty hen jis k nateeja mein hamen nuqsaan ka samna krna par jata hy...
          • #6 Collapse

            jee bhai Forex trading bhi baaki business k jese hi aik business hy jis me profit k sath sath loss k chances bhi hoty hein aur inhi chances ko hamen apny knowledge se reduce kr k earning krni hoti hy agr hum is mein kamyaab ho jaen tou hum easily acha profit earn kr lety hein...
            • #7 Collapse

              jee jee bhai sab se bri waja loss ki greed aur overconfidence hona hai yah wo do dushman hain akk trader k jo kbhi be uss ka sath nai chorte aur phir trader ko loss face kerna perta hai iss leya main to yah he khna chahun ge k hume kbhi be in dono chezun ko trading main nai lai ker ana chahiya :)
              • #8 Collapse

                jee bhae forex mai loss ki sb sy bari waja greed he hai. ham ko forex trading karty waqt lalach nahi karna chaheye aur jo profit mil raha hu usi ko lay laina chaheye kyu k zayada profit ki lalach mai loss b ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  bhai jaan jahan tak may janta hun jahan tak meri knwoeldge hay tou forex may loss huemsha humari unproper knwoeldge ki wajha say hi houta hay q kay humari kcuh knwoeldge nahi houti tou is wajah say hum loss ker bethte hen earning nahi ker pate hen
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: dadarya پيغام ديکھيے
                    my dear forex me loss ki sab se bari reason meri nazar me tu greed hai agar hum greed se bach jayen tu loss k chance bhi kam hote hain.









                    yes bro ap ny correct bola hai k greed sy bacho gye tu trading business ma utna loss nai ho ga lakin greed sy bachna koi easy kam nai hai es k liya trader ko khud ki nature change karni parhti hai.
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul theek kaha ap ne agar hum loss se bachna chahte hain tu hume greed se dur rehna chahiye tab hi hum aik kamyab trader ban sakte hain greed bht zada dangerous hai forex me so hume avoid karni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        dear app na thek kaha greed bh ik loss trade ki waja hai par agar app apne trade laga say phala currency pair ke proper analysis ker ka es ki trend ko samaj lan aur strategy bana ker trade karan stop loss ka sath tu kafe thek raha ga.
                        • #13 Collapse

                          forex mein loss hota rehta hai is liye forex ki trading business mein insan ko loss honay ki waja say tension mein ni ana chahye patience kay sath kam karty rehna chaye one day you will get access.
                          • #14 Collapse

                            jee han main b ap se agree hoon k Forex main loss ki sub se bari wjah greed hai humain Forex se acha profit earn kerne k lie greed se avoid kerna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              haan bhai lalach hi pehli wajah hay forex trading mein naksanat hone ki aur mare khayal say aek aur bari wajah ye bhi hay kay thori knowledge ka sath jaab bhi ko business shur kia jata hay us mein naksanat hi zada hotey hain aur trading aik good profit dene wala karobar hay bus es ko karne ka tareka ana chahey

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X