Jazbat aur lalach pe control ho to Forex acha business hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jazbat aur lalach pe control ho to Forex acha business hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zainabwajid2018 پيغام ديکھيے
    Agar forex trading me hum in do cheezon oe contrl rakhen aik Jazbaat aur dosra lalach na karen to forex trading bohut had tak hamare leye faida mand sabit ho sakta hai. Jazbti hone ya ghusa k dowran hum bohut ziada loss kar jate hn aur lalach me hum over trading. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
    Hamare trading mein laalach aur emotions ka koi Kam Nahin Hota Jab Ham emotional hokar kam karte hain aur lalach Karte Hain To Hamari trading ke a loss ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain isliye Hamen Puri koshish Karni chahie ki mehnat Karke kam Karen reasonable profit banaen aur emotions ko avoid Karen
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jazbat aur lalach pe control ho to Forex acha business hai.

      Appsilotliy right jab hum apny jazbat par cantrol karen gy or lalch sy kam ni len gy imandari sy kam karen gy or dil laga k hardworking karen gy to kam bhot acha hoga or profit b bhot acha mily ga har kam me mehnt karni parti hy aik dam sy ameer ni howa jata isliy forex me b hum mehnat kar k he kamyab ho sakty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Jazbat aur lalach pe control ho to Forex acha business hai.

        ji bilkul humen forex trading mein jazbat aur lalach pe control karna ho ga kiun ke lalach aik buhat buri habit hai jazbat aur lalach se kam karne mein humen fiada nahi balke nuqsan hi hota hai isi liye humen jazbat aur lalach ko chor kar kam karna chahiye to hi hum successful ho sakein gy aur acha profit hasil kar sakein gy
         

        اب آن لائن

        Working...
        X