trading krty waqt emotional na hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krty waqt emotional na hon
    Pyare doston kaise hain aap se ummid karta hun aap sab log theek Honge main aapko batana Chahta Hun Ki Jab aap log Forex trading kar rahe ho to koshish Kiya Karen emotion se avoid Kiya Karen Jo log emotions Mein Aakar trading karte hain Unka nuksan Hota Hai aapane bilkul bhi emotions Mein Aakar trading Nahin Karni balki isase avoid karna hai jo log emotional trading karte hain unko bahut nuksan hota hai aur vah log emotions Mein Aakar khana Threads open karke Apna nuksan Hote Karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading krty waqt emotional na hon

    forex ko samjna ak din ka kam nahi hain hamy learning gain kar kay ik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai raat m be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakaty hain hamy emotions ko qabo mai rhk ky kam karna ho ga hum is mai agar lalacho ban ky kam kary g to hamara account baned ho jy ga hamy emotions ko har hal mai katem karna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: trading krty waqt emotional na hon

      Ji Hamen chahie trading karte hue relax aur cool mind Nahin because is se Hamara trading bahut easy ho jayegi is form emotional Honge aur angry ho Jaenge to is bad impact create Hota Hai so is bad impact se bachne ke liye Hamen chahie mehnat Karen because mehnat Mein Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: trading krty waqt emotional na hon

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
        Pyare doston kaise hain aap se ummid karta hun aap sab log theek Honge main aapko batana Chahta Hun Ki Jab aap log Forex trading kar rahe ho to koshish Kiya Karen emotion se avoid Kiya Karen Jo log emotions Mein Aakar trading karte hain Unka nuksan Hota Hai aapane bilkul bhi emotions Mein Aakar trading Nahin Karni balki isase avoid karna hai jo log emotional trading karte hain unko bahut nuksan hota hai aur vah log emotions Mein Aakar khana Threads open karke Apna nuksan Hote Karte Hain
        assalamualaikum ji han doston trade lagane ke bad bad dost emotions mein aakar last kar baithe Hain isliye hamen chahie ki jab Ham trade lagaen to apne machine per kabu rakhen yah bahut jyada matter karti hai ki aap apne motions per kam kab rakhen aur sabar se kam len Taki aap achcha profit asar kar sakte hain lagate waqt read last mein bhi jaati hai aur profit mein bhi jaati hai lekin hamen sabar karna chahie aur dekhna chahie ki market ke site per chalti hai
        • #5 Collapse

          Re: trading krty waqt emotional na hon

          dear forex markeet aik soch smajh wala work hay jis main agar ham mehnat lagan aur skills say kaam akrtay hain to hamko usk badlay main achi earning ka milna must hay aur agr ham makreet main apnay emotions pay kabu nai rakh patay hain to hamko shaem aur lose ka he samn karna possibal hay jisk liye zaruri hay k ham makreet main kaam k douraan apnay emotions aur mistakes ko control main rakhain.
          • #6 Collapse

            Re: trading krty waqt emotional na hon

            Ji han aapki baat bilkul sahi hai hamen jab ham trading karte Hain hamen ismein emotional Nahin Hona chahie agar ham SMH emotional hote hain to hamare ismein Galti Hai kyunki Kisi Ko last hota hai to ismein koi baat nahin hai ham agar apna loss karte hain to uski misbah jyadatar koshal bhi kar sakte hain hamen ine mein jyadatar pareshan hone ki jarurat nahin hai agar ham jyada pareshan ho Gaye to Hamara experience khatm ho jaega aur ham ismein kam karne ke liye na kam ho jaenge agar ham Kisi chij mein lash Hustle kardile to ismein jyadatar kuchh Hasil karne ke liye apna etemad apna confidence jyada share Karen bad mein hamare liye yah kam achcha ho sakta hai ismein jyadatar log pareshan ho jaate Hain aur unka jyada last ho jata hai ISI vajah se vah apna Kam yad kar lete hain lekin pareshani ki jarurat Nahin Hoti jitna hamen last hota hai or se bhi jyada ham ismein kuchh aasan kar sakte hain aur hamare liye yah best behtarin aur achcha kam hey
            • #7 Collapse

              Re: trading krty waqt emotional na hon

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
              Pyare doston kaise hain aap se ummid karta hun aap sab log theek Honge main aapko batana Chahta Hun Ki Jab aap log Forex trading kar rahe ho to koshish Kiya Karen emotion se avoid Kiya Karen Jo log emotions Mein Aakar trading karte hain Unka nuksan Hota Hai aapane bilkul bhi emotions Mein Aakar trading Nahin Karni balki isase avoid karna hai jo log emotional trading karte hain unko bahut nuksan hota hai aur vah log emotions Mein Aakar khana Threads open karke Apna nuksan Hote Karte Hain
              ai market main agar ap kamiyab hun chahty hain to ap ko emotion k sath bilkul bhe trade nahi karni ap ko apny mind ka use karty hoy trading main kam karna hai or agar ap greedy ban kar trade karty hain to ap yahan sey bilkul bhe achcha bonus hasil nahi kar skty hain yeh aik achcha business hai ap ais main jub bhe free hun ap kam kar skty hain
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: trading krty waqt emotional na hon

                ji han bilkul hamen trading karte waqt emotional nahin hona chahie balki apne emotional ko control karna chahie tabhi Ham acche tarike se trade kar sakte hain aur accha knowledge halka sakte hain hamen jyada se jyada mehnat karni chahie Dil lagakar kam karna chahie tabhi Ham acchi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen dusron per depend nahin karna chahie balki khud Hi apne kam per focus karna chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X