Ji Assalamualaikum dear friends corona ki vajah se bilkul hamen loss ho sakta hai uski vajah yah hai K market Kafi disturb aur usko mukammal tour per analyse karna bahut hi mushkil Ho Gaya hai jiski vajah se hamen Kafi loss ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham market ki movement ka mukammal to analyse karne ke bad hi agar trading per kam karen to bahut hi achcha rahega aur hamare liye faydemand hoga aaj Kal ki market ki movement hamen loss de sakti hai to trading ko soch samajhkar istemal karna hoga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим