Economic condition of USA.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic condition of USA.
    Dear traders, USA ki economic condition pe ager bat ki jaye tu aj kel bahut buri halat hai USA ki economy ki. Es ki aik wajah tu covid-19 hai aur dosri wahan pe Jo protest chal rahi hai. Jo ke is ke nasli ****d ki wajah se ahtejaj chal raha hai aik wajah yeh bhi hai. Aj technicaly USD strong nazar aa raha hai. Lekin asal mein USD strong nahi ho raha dosri currencies weak hoi haen. Us ki wajah ye hai ke dosri currencies ki market over bought chal rahi thi es liye investers ne aj USD ko buy ki hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Economic condition of USA.

    Us ki economic condition badly affected Hai Pahle to coronavirus ki vajah se FIR uske sath hi crude oil ki jo demand zone Hai vah bilkul zero Ho Gaya uski vajah se factory abhi jo 100 form killed Hua Hai security forces Bhains ke police ke vajah se ab 45 cities totally phone mein lock down Hua pada hai aur log Intezar kar rahe hain aur bilkul battery Puri Tarah Se Sab Kuchh close Hai ISI vajah Se Us economy badly effect hui hai aur is bich aapane market per uska result bhi dekha Hoga us ke jitne pairs mostly vah Gir rahe hain aur jo Us Against Hai vah positive Ja Rahe Hain Sab strong ho rahe hain aur us raha hai
    • #3 Collapse

      Re: Economic condition of USA.

      hamy usa session ko achy sy samaj kar is main mehnat sy kam karna chahey phwer hi ham kamyabi hasil k raskty hain or acha profti hasil kar ky apnai lifesy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham is mawn apni amrzi sy night man be kam kar asakty hain yai aik asa busienss hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
      Last edited by ; 04-06-2020, 05:51 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Economic condition of USA.

        usa main bi market main trade kar skaty hain aur hamain is forum main kam karny k liye is k rules ko mind main rakhan ho ga tba hi hum real main kam ka rk hi hum sucssful trader ban sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain trnd ko use ka rk hi hum loss say bach sakty hain it is best ob saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Economic condition of USA.

          economic conditions of uae is very bad .All the markets are close due covid 19
          • #6 Collapse

            Re: Economic condition of USA.

            gg forex paksitan ke economy ko mazbot bana sakta hain hum gar mai bath karis ma kam kar sakty hain i s mai kam karny ky lye hamy klsie be office mai jany ke need nahi hote yai aik legal bussiness hain hum is mai paart time be kam kar sakaty hain humis mai full t ime be kam kar sakty hain yai aik lega business hain yai aik unique e kabe be bnd na hony wala busness hain
            • #7 Collapse

              Re: Economic condition of USA.

              Ji Assalamualaikum USA kya Halat coronavirus se bahut Bigad chuke hain aur Ram Ke W H O ke sath Talakad kharab hone ki vajah se jo unko add mil rahi thi vah bhi ruk chuki hai aur Gore aur Kale ki taaja dudh mein coffee Tejaji Mushaira bhi shuru ho chuke hain Jiski vajah Se sarmaya Kar vahan per Apna Sar Mein invest karne se de rahe hain to ine Dinon Jo US dollar Hai Uske Girne ke chances jyada hai isliye jo bhi dost US Dollar currency pair ke sath trade kar rahe hain to unko USD Sel karna chahie aur USD ke against jo bhi per hai usko by karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Economic condition of USA.

                g dear usa ki economic condition down hy aur shayd mazeed down hoti nazar aa rahi hay.baqi baat hay covid 19 ki to oska effect to sb countries pe parra hay magar majooda soorat haal mein usa mein jo lastkuch dsys se protest wala issue chal raha hay to os wajah se kafi assar parra hy iski economy pe
                • #9 Collapse

                  Re: Economic condition of USA.

                  usa is ius waqat bohat hi bury condition my hy isb waqat tak bi usd down ka tttrend my hy.agar hum chaty hayn ka hum lose na karayn to us ka liay zarory hy ka aj kal ka dino my trading sy avoid karayn.agar hun in dino my sirf acha bonus ban laty hayn to us ka liay yahi bhater hy ka hum acha bonus bana layn gy.or agar humara bonus acha ban jata hy to hun us oer trading kar ka acha profit hasil kar sakty hayn
                  • #10 Collapse

                    Re: Economic condition of USA.

                    Jee mere dost bilkul USA ki condition is Waqt theek Nahin Hai Hamen chahie kya Ham logon koshish karen kay USD per trading karthe Waqt careful Rahe Kyunki USA ke halat theek Nahin Hai Kabhi Bhi market niche a sakti hai aur kabhi bhi Upar Ja sakti hai vahan is Waqt strikes ho rahi hai Iske alava Karo Na Kabhi issue Chal Raha Hai Jiski vajah se USA ki market Kafi area of interest a gai hai aur Baki currencies Upar I Hai To is Waqt trading Karun na Mushkil ho sakta hai lekin Achcha munafa bhi ho sakta hai isliye desirable SL use krte Hue careful trading Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Economic condition of USA.

                      is waqt mojuda jo halaat hen sub se ziada USA ha bure halaat se guzar raha ha aur us ki economy tabah ho kar reh gai ha, agar aap forex market ka mutaliha karen to pichle 1 week se jin currencies ka usd k sath pair ha wo bahut mazboot rahi hen, aur bahut margin k sath barh chuki hen agar aap eur/usd ki hi baat karen to bahut ziada market uper ja chuki ha aur bahut loss me ha usd. aur mere khayal se ab usa itna jaldi is nuqsaan ko cover nai kar sake ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Economic condition of USA.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Dear traders, USA ki economic condition pe ager bat ki jaye tu aj kel bahut buri halat hai USA ki economy ki. Es ki aik wajah tu covid-19 hai aur dosri wahan pe Jo protest chal rahi hai. Jo ke is ke nasli ****d ki wajah se ahtejaj chal raha hai aik wajah yeh bhi hai. Aj technicaly USD strong nazar aa raha hai. Lekin asal mein USD strong nahi ho raha dosri currencies weak hoi haen. Us ki wajah ye hai ke dosri currencies ki market over bought chal rahi thi es liye investers ne aj USD ko buy ki hai.

                        dear filhal USA ki condition kuch achi nhi lag rhi lekin agr USA stand krta hai iss condition ma to market rate phr se aik dam tezi pakren ge iss liye humein news se alert rehna hoga aur hamri koshish honi chahyie k hr country ki hr news se alert rehn khas tor pr us currency ki country se jis k pair pr hum work lkr rhy hain ta k humein trading ma help mil saky aur ye bht zurari b hai k ap ko ap ki pairing currency rate k bary ma pta ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X