loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/
    dear and respeced member keh ham loss wali trade ko close nhi kerty hein aour ham saber kerty hein lekin ager ham trade ko profit mein any per foran hi close ker dey hein lkin dear member ager ham loss key liy itna berdasht ker let hein to profit wali trade mein ha, ager wai ker lein saber ker lein tub hmara profit bhi incree ho sakta hy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

    Maximum traders ke account aur maximum members ke aise hi varshon hote hain ki vah loss wali jitni bhi trades hongi unko hold Rakhenge aur Jaise hi profit wali Koi Bhi Ek position Do Ya Teen dollar profit Mein Jayegi to use automatically close kar denge To Ham Logon Ko Agar loss Mein Safar Karte Hain To Hamen profit mein bhi Sabar karna chahie aur ISI Tarah Mara profit and trees ho sakta hai aur ham Ek maximum earning kar sakte hain aur shopplus use Kijiye To Hamen last Mein trade hole karne ki koi jarurat Nahin
    • #3 Collapse

      Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

      Forex Trading me hamenh chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. Loss Mein Subah karna aur pocket perfume karna bhi Hamare Liye faydemand Hai Kyunki Uske bagair Hamara Kam Nahin chal sakta Hamen chahie ki Ham dost ke Sampark Karen aur koshish karen Khanda acchi se acchi trading Karenge.
      • #4 Collapse

        Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

        loss say bacny k liye learning karni ho gi aur hamain profit ko mange kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain trnd ko use kar k hii um run kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

          true lines asi he baat hai ager haam forex mien sabar se kam line to bht kuch kama sakty hien liy chahy profit ho ya loss us pe sabar lazmi hai bas is men ye samjhien k forex sabar ka naam hai aur sabar se he kam kien to acha hai ...
          :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
          • #6 Collapse

            Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

            Traders ko loss ho jaye ya per profit sabar karny me hi faida hota hay loss hony par traders pareshan ho sakty hey aur account empty hony par un ko sabar karna pardta hay magar jab profit earn kia jata hay to traders se sabar nahi hota aur wo mazeed risk leny ka sochty hey esa nahi karna chaye jab profit ho jaye to es situation me hi traders ko sabar karny ki zarorat hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

              forex aik unique business hain hum is mai agar laalachi ban kky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum ismai bager balance account ban kar be kamkar sakty hain yai aik legal business hain hum iss mai 24 anty mai sy se b wakt ka tiem table baana kar kam krr akty hain hum is mai agar tuaka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                ap ne bahut achi bat ki ha mn ap se agree hn.ye human mn natural cheez ha jb insan ko faida hota ha to happy hota ha.jb ap ko loss hota ha to ap ko sabr aa jata ha uss ki basic reason ye ha .k ap ko pta hota ha k agr ap sabr na bhe kary ronay dhonay se kuch hona nahi isi liye sabr majbori se ap ko krna hi prta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                  Agar Hamen loss ho jaaye To Hamen usse bhi sikhana chahie aur Agar profit ho jaaye To Apne confidence level Ko Barhana chahie aur aur zyada mehnat Karni chahie Taki Ham Hamesha profit hassil kar Saken aur apne is experience se Kuchh sikhana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                    Hamen Jab trading Karke loss hota hai To Ham yah koshish karte hain Thode loss Mein Apni trade ko close karte hain lekin Jab Hamen profit Hota Hai To Ham lalach karte hain aur Jyada Se Jyada profit banane ki koshish karte hain Jiski vajah se Hamara profit bhi loss Mein Chala Jata Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                      jee han Forex Trading me hamenh chaheye okay sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen okay jo change me ne lagaye hai wo mere evaluation okay contrary q ja rahi hai. Forex buying and selling sabar karne walo ok leye aik behtareen zarya amdan hai. Q ok jitna hum sabar sakon se buying and selling karte bird otna hello is hamare leye acha income bota hai. Forex trading me exchange lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar alternate karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. Loss Mein Subah karna aur pocket perfume karna bhi Hamare Liye faydemand Hai Kyunki Uske bagair Hamara Kam Nahin chal sakta Hamen chahie ki Ham dost ke Sampark Karen aur koshish karen Khanda acchi se acchi buying and selling Karenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                        foprex ak asa bussines hy jis my humy subsr ks sath kam lana chiay agar hum forex my sabar kasath kam ni kar sakty to us ka liay zarory hy ka hum mehanta karayn or acha profit hasil karayn,forex ak bohat hiu acha or dunaya ka bahtreeen bussines hy is lisy humy forex ko join karna chiuay or is per propert trky sy kam karana chiayt agar hum forex my proper triky sy kamkaray6n gy to hum,,m bohat hi acha profit hasil kar sakty hayn.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                          yes loss hone py new trader exprt trader haar koi sabar karta hain par jaab profit start ho jata hain tu pher koi b sabar neh karta hain loss say bachna hain tu apni learning ko improve kare kafi achi income mile gi loss hony par traders pareshan ho sakty hey aur account empty hony par un ko sabar karna pardta hay magar jab profit earn kia jata hay to traders se sabar nahi hota aur wo mazeed risk leny ka sochty hey esa nahi karna chaye jab profit ho jaye to es situation me hi traders ko sabar karny ki zarorat hoti hay. agar baar baar loss hota hain tu pratice kare kis b ek pair main
                          • #14 Collapse

                            Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                            bilkul esa he hota hae forex trading main jab hamen loss hota hae to ham is main sabar se kam karte hain or un trades ko hold karte hain lakin hamen jab is main acha profit hota hae to is main hum zara bhe sabar nhe karte hain balke is main hum is main zayada mehnat ke sath kam karte hain or is main hum kamyab bhe ho he jate hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main sabar ke kam karen or trade ko hold karen or is main hamen apne take profit ko hit hone dena cahiye tab he to hum is main ache tarah se kam kar sakte hain or aik ache trader ban sakte hain to tamam logon ko is main mehnat ke sath ache tarah se kam karte howe rehna cahiye take hum is main success hasil kar saken or is main hum kamyab ho saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss per to saber kerty hein but profit per nhi ???????????/

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                              dear and respeced member keh ham loss wali trade ko close nhi kerty hein aour ham saber kerty hein lekin ager ham trade ko profit mein any per foran hi close ker dey hein lkin dear member ager ham loss key liy itna berdasht ker let hein to profit wali trade mein ha, ager wai ker lein saber ker lein tub hmara profit bhi incree ho sakta hy..
                              100% shi bat ki hai ap ny jb bhi hmara loss ho rha hota hai to hm wait krny lg jaty hain k ho skta hai k hmara loss recover ho jay or inhi chkro mein hm apna account wash kr bythty hain or agr account wash nhi hota to ak boht bri amount urra zrur bythty hain jo k boht glt bat hai hmy hmysha jb hm apny loss per sbr kr skty hain to hmy chahey k hm jb profit ly rhy hoty hain to phir bhi sber kryn is sy yeh bhi ho skta hai k hmara profit zyada ho jay, is liy is bary mein bhi zrur sochey ga.
                              "Dream bigger. Do bigger"
                              (mahroosh)
                              :1f607:


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X