Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???
    Aslam O Alaikum dear forex is the best bussniss of world Is p kam krne wale log bht e Ameer ban sakte hai is Magr is p jo B chooti trade krta hai wo loss m nh jata aur bht e khush rahta hai choti trade eik aise bahtrren adat hai agr koi loss m jai ga b use tension nh hogi kyun ke Choti trade loss b chota hoga Aur use m se Doston bht se log cover b kr lete hai Eik trader apni deposit ke mitabik trade krega to zaror kamyab jaiga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

    Mere dost Sambhal trade se Agar Ham profit Hasil karna chahte hain to Humko usmein profit bhi kam hi Milega Kyunki Jyada profit Hasil karne ke liye hamare pass Jyada banners Ka Hona jaruri hai Jab hamare pass balance Jyada Hoga To Ham use balance Ke mutabik Apna Laat side ko select Karenge aur large size Jitna jyada ho profit Bhi utna Jyada Milta hai aur Agar Hamare against Mein trade Chali Jaaye to usmein loss bhi utna hi jyada hota hai isliye Hamara Balance ziada ho to Jyada lot size ko Choos Kar Ke accha profit Hasil Kiya Ja sakta hai agar short Banda to aur sab se Sambhal lot size choose kiya jaaye to usmein profit Kabhi Bhi Jyada Hasil nahin kiya Ja Sakta
    • #3 Collapse

      Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

      Small trading karna aksar chote account me fit hota hai q k chota trade risk free ya kam nuqsan ka bahis banta hai aur is ka munafa bhi kam hi hota haim. Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

        choti trade se bhi acha profit ho sakta hai agar ap moving average pe kaam karain ge agar ham moving average pe kaam karian ge to ham achi mehnat se jab ham expert ho jayen ge to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain aur ham earn nahi karain ge agar hmain knowledge nahi ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

          Is business mein agar aap Small lot size ke sath trade open kar rahe hain to I Thi Usi aap soda trade kah Rahe Hain To isase Ham Agar Samaj lot size ko use karte hue Apne trading open Karte Hain To Yahan per Hamare trade Carlos basic Jitna Bhi increase Ho Jaaye lekin Hamare trade safe rahti hai aur Apna trend change karne per profit Mein Aana start Ho Jaati Hai Is Tarah ager trading Karte Hain To Hamen loss hone se mahfoz rahata hai aur Hamara account bhi yahan per saferahata hai aur ham Apna kaun se fastway Business mein Safetly run kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

            yes dear 100% right kaha hain apne kamyab trader small account py b big lot use kar k acha profit hasil kar leta hain smalll account main b kafi achi income mil jati hain choti choti trade opan karne say slow slow account grow hota hain or asi tara merket main profit ho jata hain aapko sab say phly merket main apne rules k sath and forex main statagy ko follow kar k he kaam karna hain tab he apko kamyabi mil skti hain exprt trader ki tara merket main entry point ko b find karna hota hain analysis ko ziyda say ziyda time dena hain k merket main up trend hain k down hain ye sab kuch learning k bad he hota hain
            ​Sadaf Khan
            • #7 Collapse

              Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

              Dear choty account balance se hum chota profit hi kama sakte ho yeh tu ap apne mind mein betha laen. Kyon ke small account pe ap big lot nahi laga sakte. Kyon ke big lot lagane se account ke wash hone ka khatra hota hai. Es liye small lot laga ke hum Jo profit kamaen us ko withdraw na karaen aur usi ko account mein invest kerte rahaen es se account bhi berhe ga aur ap ziyada lot bhi laga sako ge.
              • #8 Collapse

                Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                Ye aik achee hikmat e amli hy k AP choti trades k sath apna order open Karen koi shak nahi k apko profit thora ho ga magar ahista ahista apka account grow up hota rahey ga jis sy apka account strong ho ga aur AP k pas achee trading ki opportunities increase ho jaen ge tou ye aik hisab hy jis hum achee trading Kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                  walikum assalam choti choti trades par hum small lot size laga kar acha profit earn kar sakty hain mazeed hamen bhot learning ki zarort hoti hai or hum bina learning kiye kabhi bhe kamiyab nahi ho sakty hain na he achi earnings gain kar sakty hain.hamen kabhi bhe jaldbazi k sath kam nahi karna cheye forex ek aisa business hai jahan hum bhot mehnat or bhot learning karty hain or apna experience shere karty hain tabhi hum yahan par kamiyab hoty hain or acha earn bhe karty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                    Bhai Chhoti trade lene ka matlab hota hai scalping karna aur scalping karne wala Hamesha use Waqt Kamyab Hota Hai Jab Uske pass kam se kam 3 mahine ka experience hota hai demo per aap Agar Pal scalping Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko use demo per bahut jyada practis Karni Hogi jitni Jyada aap practis Karenge utna hi Zyada aapko hoga koshish karen kis Jyada Se Jyada profit Karen aur monthly income generate Karen lekin scalping karne ke liye aapko bahut bahut bahut jyada high level ka mindset chahiye aur aapko Har Waqt trade lene ke liye ready Rahana chahie matlab aapka aur koi kam Na Ho bus Har Waqt aap computer Ke Samne yah laptop Ke Samne a mobile ke samne Baithe Rahen aur bus kam Karte Rahen aur Jis vajah straight ko band karna usse Uske Waqt per hi band Karen aur Jis Waqt open karna Usi Waqt use open Karen tab jakar aapko profit hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
                      Aslam O Alaikum dear forex is the best bussniss of world Is p kam krne wale log bht e Ameer ban sakte hai is Magr is p jo B chooti trade krta hai wo loss m nh jata aur bht e khush rahta hai choti trade eik aise bahtrren adat hai agr koi loss m jai ga b use tension nh hogi kyun ke Choti trade loss b chota hoga Aur use m se Doston bht se log cover b kr lete hai Eik trader apni deposit ke mitabik trade krega to zaror kamyab jaiga
                      Small trade lagakar profit banana sabse Jyada best hota hai Kyunki agar aap Jyada profit banane ki koshish karte ho to aap acchi trading nahin kar sakte ho isliye aapko chahie the AAP small Prophet banane ki koshish karo aur Jyada profit Banane Ki Koshish Na Karo isliye small trade lagao
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
                        Aslam O Alaikum dear forex is the best bussniss of world Is p kam krne wale log bht e Ameer ban sakte hai is Magr is p jo B chooti trade krta hai wo loss m nh jata aur bht e khush rahta hai choti trade eik aise bahtrren adat hai agr koi loss m jai ga b use tension nh hogi kyun ke Choti trade loss b chota hoga Aur use m se Doston bht se log cover b kr lete hai Eik trader apni deposit ke mitabik trade krega to zaror kamyab jaiga
                        WALIKUM ASSALAM ham jo hai wo trade se acha profit jo hai wo achi knowledge ke sath acha trading ka experienece ke sath hasil kr skte hai to hame chaiye ke ham trading me pehle trading ko sikhen ta ke ham jo hai wo loss se bach sken hamare pass balance Jyada Hoga To Ham use balance Ke mutabik Apna Lot side ko select Karenge aur large size Jitna jyada ho profit Bhi utna Jyada Milta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                          g han sahe bat ke hae ap ne hamne cahiye ke hum is main mehnt karte howe kam karna cahiye or hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe zayada trades nhe open karne cahiyen or hamen zayada profit ke lalch main trades open nhe karne cahiye to hamen bas is main mehnat karte howe kam karte rehna cahiye or hum is main jitna ache tarah se kam kar saken to hum is main kam kar saken or is main kamyab ho saken or is main jo log is main mehnat karte hain wo he to is main kamyab ho sakte hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main mehnat karte jaen take wo is main he kamyab ho sakte hain to is liye acha bonus hasil karen ache tarah se wo is main success hasil kar saken take wo is main kamyab ho saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                            A.O.A friends choti trade se faida hasil karne ka bohat hi asan tarika yeh hai ke is mein zyada se zyada mehnat kare aur success hasil kare . agar hume trading acche tarike se ati hai tu hume trading mein bohat zyada faida hasil ho ga .faide aur nuqsan ke bare mein agar hum soch kar chale tu hum apne buisness mein bohaT JALD faida hasil kr sakte hain .success hasil karna har kisi ke liye bohat asan nhi hota .insan ko khud mehnat karni parti hai aur success hasil karni hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chhoti trade se profit kese kiya ja sakta hai???

                              Forex trading aik profitable business ha lakin risky bhi ha, is lye is market ma soch samjh kar trading karna padti ha, rules ko follow kar k hi ham ashi trading se behtreen earning kar saktay hain, small trading ma ham money management ka khayal rakhtay hain, small lot size jaisay 0.01 lot ko use kartay hain, stop loss aur take profit ko use kartay hain, is k lye ham chotay time frame jaisay M5, M15 ka time frame ko use kartay hain, trade choti badi ni hoti ha, hamesha apni trading strategy ko follow karain, greed se avoid karain, apnay emotions ko control ma rakhain, q k agar ap risk aur reward k ratio se trading karain gay to ap successful trader ban saktay hain, aur ashi earning kar saktay hain, is lye apnay knowledge aur trading experience ma izafah karain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X