Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Agar ham vahi ghantiyan pere bhi Bar Bar doharate Hain to iska matlab hai ki humne Forex trading co sahi tarah se nahin sikha hai aur hamen ismein Masjid kam karne ki jarurat hai kyunki Forex trading mein sikhane ke amar bahut jyada hai aur jab tak Ham altia per control nahin kar paate tab tak Hamen sikhana hi chahie.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим