Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai
    aajkal jitne bhi new member a Rahe Hain sab kuchh maloom nahin hai ki kitna Lord se istemal karni hai aur vah sab member lalach mein aakar lot use kar dete Hain jiske vajah se vah apna account wash karva baithe Hain to hamen sab member ko chahie ki Ham ladko kam se kam istemal Karen big lots tamal karne se parhez Karen jab Ham big Lord se parhez karenge to hamen uske bare mein bahut acchi information bhi hasil hogi aur ham forex trading mein bahut achcha proper bhi kar sakenge jab tak Ham apne lot per big big lots tamal karte rahenge tab tak Ham fresh mein kamyab nahin ho sakte Lord per control karne mein hi hamari bahut badi kamyabi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

    Forex trading Mein lot size ko manage karna aapke liye bahut hi lajmi hai aur Main Jab tak aap Laut search domain karte rahenge aapke liye ahsania Paida hoti Rahegi aur yesterday Mein Ham Sab kaam karte hain to hamare liye Kafi Mushkil had hoti hai aur ham lot size ki management ko samajh Nahin paate lekin kam karne se pahle Humne lot size ki management ko bhi important Banakar kam karna hai lot size ki management ke sath Humne money management ko bhi dekhna hai Asal Mein sabse Patil hota hai money management money management ko dekh hi Ham lot size ki management Bahut Si Te hain aur apne account ko save karne ki koshish karte hain Agar aapke pass account mein kam weekly Panna Shahar to aapane bahut jyada money management ke sath apni lot size ko increase nahin karna.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

      trading mein minimum lot hamare liye successful ho sakti hai isliye hamen minimum load ko use karna chahie kyunki minimum load se hamara account se rahata hai aur hamari trading good hoti hai sohan minimum load ko use karna hamare liye best hota hai aur hamen minimum lot Koi use karna chahie Jo log minimum load ko use karte hain unki trading kafi God hoti hai kyunki unki trading mein risk to reward bahut kam hota hai jiski vajah se trading perfect Ho jaati hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

        G bilkul Main ap sy itefaq krti hon k lot size km honi chahiy lot size ka role bahut hota Hy account Wash hony main un members ka account kbi bi wash ni hota Jin ki lot size km hoti Hy jab bi koi bi trade open kro to sab sy pehly us tarde ko bahut hi km lot size sy open kro kio k istra ap confidence main raho gy aur jab ap trading k business main confidence main hoty Hain to automatically apko earning hoti Hy
        Last edited by ; 04-06-2020, 06:27 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

          Jo log forex trading men ziyada ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki bara loss ho jata hey iss liay lot size ki achi selection kar k hi money management kar saktay hen iss liay apnay balance k hisab se small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur jaldi kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

            Han g bilkul Ham jitna lot size use kreingy utna hmary profit ya loss ka size hoga to hmain chahye keh ham log Sara kUch soch Smjh k krein Jo hmary liay zarori h or ham n usko mind m rakh k agy Jana h agar ham log progress karna chahty Hein to bht sari chezon ko mind m rakh k Jana hoga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein lot size ko minimum use karne mein kamyabi hai

              Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ma heshama lot size bhut km use karna chley phir oske market ke analysis ko dakh kar kam krnaa chlye phir oske mutabik trade kanra chley phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X