Kiya Glold and Siver per trade lgani chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Glold and Siver per trade lgani chahiyeh?
    kuch trader ka yeh khiyal and experience hai k gold per ager trade lgai jayeh to is say bohat faida hota hai laikn meray experience k motabiq faida ki jaga nuqsaan ziyda hota hai is k baray main ap ki kiya rayeh hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ha janab hum is main gold and silver main bhe trade kar sakty hain lakin jaisa k is main movement bohat he fast hoti hai issi liye is main hamain risk bhe bohat zayada hota hai and hamain is main high loss bhe ho sakta hai...
    • #3 Collapse

      Yes of course that we are work on the gold and silver. I am say that those are not expert in the market they are never open heteade with the Forex market with put experience.
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hemin apne trading mein gold aur silver mein trading krna profit deta he aur hm apne trading mein nuqsan na krein aur apne trading mein market ke trend ko smjhein aur phr apne trading gold aur silver mein kr ke acha profit haisl kia krein
         
        • #5 Collapse

          Forex trading mein jo bhi new trader han un k liye zaroori hy k wo gold ya silver par trading na hi karain tu acha hy kiok gold par trading k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader k pas knewledge aur experience kam hota hy is liye un ko currency par trading karni cahaiye
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hm apne trading gold aur silver mein asane se kr skte hien aur hm ko apne trading mein in mein order lagane se acha profit hota he aur hm ko apne trading mein experience acha ho aur hm in gold aur silver ke trend ke sath chlein hm ko acha profit milta he
             
            • #7 Collapse

              Currencies key sath sath gold aur silver pr bhi kam karna chaheye aur in sey bhi faida uthana chaheye. Lekan yeh mind main rakhain keh gold aur silver ka spread ziada hota hy aur small volum key sath kam krna hy. Gold main jahan big profit ho jata hy, wahan big loss key bhi chances hotey hain, is leye pehlay experience banayen aur phir gold ki trading krain.
              • #8 Collapse

                dear ap ko jis trading pair pe trading karne ka dil karta hy os pe kam kar skte ho es liye daikh sun aur smjh k kam kar skte ho soo ap ko apnii life ko set kar skte es liye daikh sun aur smjh kr kam karo gy....
                • #9 Collapse

                  Forex trading business gold ki trading sab se riski trading hy kiok gold ki movement buht fast hoti hy aur gold ki movement ko samjhne k liye buht ziada experience aur knewledge ki zaroorat hoti hy Jo log forex trading mein acha knewledge experience hasil karty wo gold par trading kar k acha profit earn kar rahen han lakin Jo log forex trading mein new trader han un ko gold par trading nhi karni cahaiye kiok un ko knewledge experience kam hota hy aur loss bhi ho sakta hy
                  • #10 Collapse

                    janab mere khayal se tou agar hum sirf currencies per hi trading karlein tou better hai kiun k gold trading tou kafi mehngi hai aur kafi risky bhi hai gold trading k liye hamare pas big experience aur big investment ka hona bohot zaroori hai warna hum ko loss ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein jo bhi new trader han un ko cahaiye k wo gold silver par trading na hi karain tu behtar hy kiok gold aur silver par trading k liye knewledge experience ki zaroorat hoti hy aur New trader ko knewledge experience kam hota hy is liye buht ziada loss bhi ho sakta hy is liye new trader ko gold par trading karne ki bajaye ccurrency par trading karni cahaiye is tarha wo forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han
                      • #12 Collapse

                        Instaforex main trade to friend ap kisi bhe pair chahy wo currency ho ya commodity ho us main ker sgty hain par new members ko gold ya silver main trade nahe kerni chhy currency un k leay best hai
                        • #13 Collapse

                          Newly traders ko phele currency pairs like eur/usd.gbp/usd.usd/jpy ye pairs best hain gold or silver ka spread ziada honay ki wajah se trade ko manage karna zara difficult ho jata hai is jb tk account balance 200$ se above na ho in metals pr trade lagan bohat high risk hai
                          • #14 Collapse

                            Forex trading business mein gold ki trading risky trading hy kiok gold par trading k liye gold ka Aur forex trading ka experience aur knewledge hona zaroori hy aur agr knewledge experience nhi ho ga aur gold par trading karain gay tu loss bhi ho sakta hy kiok gold ki movement buht fast hoti hy aur us ko samjhna mushkil hy new trader ko gold par trading nhi karni cahaiye new trader ko currency pair mein trading karni cahaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gold aur silver ki trading risky trading hy kiok gold ki movement buht fast hoti hy js ko samjhne k liye ap ko knewledge aur experience ki zarooat hoti hy aur is k liye ap ko knewledge aur experience ka hona lazmi hy aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hy is liye loss ziada ho jata hy is liye gold par new trader ko trading nhi karni cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X