New member ko start ma kia krna ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member ko start ma kia krna ha
    New member ko chahie ke job forex mein enter ho to sabse pahle usko forex mein knowledge or experience hasil karne ki jarurat hai usko chahie keyboard dam account banaen vahan par practical Karen jitne jyada pretical karega utna hi usko knowledge or experience hoga jab. Aur experience nikale tab jakar vah market mein enter hokar apna work start karen sabse pahle usko products mein knowledge hasil karne ki jarurat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New member ko start ma kia krna ha

    Aapane Apne title Mein yah likha hai ke new member ko start Mein Kya Karna Hai Mere Pyare bhai new member ko start Mein sabse pahle Apna knowledge aur apni information improve karni hai agree karta hu apki bat sy. aapane bahut Achcha thread create kia ha. Isi tarha Hamen koshish Karni chahie k hum good quality ki post or threads Karen Jin ma knowledge ho. Senior member ko junior members ki help karni chahye aur junior ko senior members ki respect. Thanks ki importance bohat zayada ha isliye thanks zaroor dia karein.
    • #3 Collapse

      Re: New member ko start ma kia krna ha

      Forex Trading me new members ko aghaz me halka pulka trade karna chaheye aur ziada se zyada koshash yani practice Demo account pe karni chaheye. Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: New member ko start ma kia krna ha

        Dear brother forex trading men new traders ko chahiay k woh pahlay 6 months posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen aur start men currency pairs men trading karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey
        • #5 Collapse

          Re: New member ko start ma kia krna ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: javedali987 پيغام ديکھيے
          New member ko chahie ke job forex mein enter ho to sabse pahle usko forex mein knowledge or experience hasil karne ki jarurat hai usko chahie keyboard dam account banaen vahan par practical Karen jitne jyada pretical karega utna hi usko knowledge or experience hoga jab. Aur experience nikale tab jakar vah market mein enter hokar apna work start karen sabse pahle usko products mein knowledge hasil karne ki jarurat hai
          Dear brother forex market mein job in new traders hote hain unko strot Mein trading ko Jyada Se Jyada time Dena hota hai aur usmein mehnat Karni Hoti Hai Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jismein Ham Jyada time Denge To Hamen Achcha bolna chahte ho sakta hai aur ismein achha profit Hasil kar sakte hain yah Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein Ham Jitna Jyada time Kahenge Ham ismein Itni kamyabi Hasil kar sakte hain trading 1 online job hai jismein aap Kisi bhi waqt kam Karke paise Kama sakte.
          • #6 Collapse

            Re: New member ko start ma kia krna ha

            mere bhai new member ko chahie ki forex key for mein aane se pahle usko dam account per practice karni chahie jyada se jyada uske bad agar aap Park forex mein aate ho to aapko chahie kya aap seniors ko follow Karen ki posting road se padhen uske sath knowledge hasil karne jitna ho sake marketing ko analyse Karen Taki aapko aage chal ke kisi bhi mushkil ka samna Na karna pade apne seniors ki Salah hal hai kyunki hamare Jo senior jaenge Ham se pahle CFA mein maujud hai inhone profits bhi dekhen and loss bhi dekhiae isliye Bhai apni strategy behtar se behtar banaen apne posting ki quality ko acche se achcha banaen ki quality jitni hai acchi hogi utna hi achcha aap ko bonus milega usse aapki profit hoga
            • #7 Collapse

              Re: New member ko start ma kia krna ha

              Je ye aik acha point Hy k hum ko forex mein Kya karna Hy kyo k kafi sary new members Hain Jin logo NY abhi join Kiya hy tou mery khayal sy sab sy pehly hamen apni learning py focus karna chahye aur ziada sy ziada apna experience gain karna chahye aur trading mein kabhi bhee jaldi nahinjarno chahye aur her step ko follow karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: New member ko start ma kia krna ha

                Koi b biginner ho or chahe kisi b kam ma ayye usky k liye sab important bat ye hai k wo us kam ma sab se pehly knowledge or experience gain kry bigining level pe yehi best option hai us k liye
                ​BELIEVE IN YOURSELF!
                (Ahsan999)
                • #9 Collapse

                  Re: New member ko start ma kia krna ha

                  New member ko sab sy pahaly kisy senior member sy rabta karna chiay.or us ka bad my us ko psk forex forum ko jpin karna chia .or forum per posting kar ka humy acha bonus bana chiay .or us ka bad humy us bo us sy trading karny chiay or us bonus per trading sy jo humy profit ho ga hum who withdraw kar sakty hayn.
                  • #10 Collapse

                    Re: New member ko start ma kia krna ha

                    New members ko ek achcha start lene ke liye learning per jyada focus karna chahie kyunki jab members learning per jyada focus karte hain to is tarah se new members ke pass experience bhi kafi jyada a jata hai aur vah experience members ko kam karne mein bhi bahut jyada helpful hota hai aur vahi experience members ko trading karne mein bhi bahut jyada achcha sabit ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: New member ko start ma kia krna ha

                      New member ko forex tarding mein join karny se pehly learning hasil karni chahiye aur har jaga se forex ka knowledge akatha karna chahiye aur is k bad demo account par tarding ki practice karni chahiye aur sath sath aik acha brooker choose kar k account banana chahiye aur uski proper verification karwani chahiye aur agar bonus account par kam karna ho tu instaforex par account bana kar forum account ko insta k acount k sath atach karna chahiye aur acha posting work kar k bonus lena chahiye aur forex market mein trading tab karni chahiye jab full knowledge aur experience ho jaye
                      • #12 Collapse

                        Re: New member ko start ma kia krna ha

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: javedali987 پيغام ديکھيے
                        New member ko chahie ke job forex mein enter ho to sabse pahle usko forex mein knowledge or experience hasil karne ki jarurat hai usko chahie keyboard dam account banaen vahan par practical Karen jitne jyada pretical karega utna hi usko knowledge or experience hoga jab. Aur experience nikale tab jakar vah market mein enter hokar apna work start karen sabse pahle usko products mein knowledge hasil karne ki jarurat hai
                        Dear forex member her new member ko chaya ke wo pal forex fodim per join karne ke bad rules ke bare me knlwledge hasil karni chaua air is ke bad fouim per kam shiri karna chaya jotna acha kam kare ge utna he acha fayada hasil lar sake ge
                        • #13 Collapse

                          Re: New member ko start ma kia krna ha

                          new members ko start my learning hasil karni chahie kyunki forex trading new member jab tak acchi learning hasil nahin karte ho sar Tak forex trading itni acchi hai nahin bhi nahin ho sakti isliye koshish karenge forex trading maximum learning ke sath apna kaam continue karna kyunki forex karenge kaise business hai jismein aapki maximum learning hi forex trading earning hoti hai isliye achcha kam Karen main se Karen aur pakshiyon mein hard worker ke best profitable business se fayda
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: New member ko start ma kia krna ha

                            Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma jo new members hay inko sb sy phly wo pak forex forum posting quilty ka sath kanra chley aur hardworking ka sath kam karnaa chlye aur bhut zadya mehant say kam karnaa chlye phir is ka bad demo account par practices karnaa chlye phir inko chley phir wo foxes treading ma currency 💱 pair per trading karna chlye phir wo kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New member ko start ma kia krna ha

                              aslam o alikum yes me apki baat se agree krta h kh sb se pehly new forex member ko pak frum pr ja kr posting krne chai h takee wo a6a weekly bonus hasil kr sagee us ke sth sath wo apni posting quality ko bh madee nazr rkhe ku ke jitna zaida posting quality a6e hu ge utna hi usko profit hasil hu ga is leye usko start se hi apne work ko dil se krna chai h takee wo daily base hune walee trade ka experience le sagee ur a6a trader bh sagee ku jitna ziada forex pr time de ga utna ziada wo information leta rhe ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X