mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein ????
    dear and respected forex fellows assalam o aikum dear member jesa ke h ap sab ko maloom bhi hy ke yeh aik best onlnie and profitable business y iss mein loss and profit donu ko accept ager ap krein gy to mazeed apko earninig bhi mily gi ager apko apki mistakes sey ya other members ki mistalke sey looss ho rha hy tub apko apni mistke sey learninig kerni chahiy jo keh apko kamiyab trader bhi bna dey gi apki mistakes hi apki learninig and earninig ka zariya hy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

    exactly dear forex trading ek aisa business hai jis mein aap apni hi ki Hui mistakes aur galtiyo se Sikh kar acche trader Ban sakte hain lekin forex trading main aapko sikhana bahut jyada jaruri hota hai kyunki without learning of forex trading mein kabhi bhi achcha barabar nahin de sakte mehnat se kam karna chahte hain to forex trading mein hard work ke sath apna work hamesha counting rakhen aur time to time apni skills ko enhance karte Rahe
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

      Je han, forex ma mistakes sb sy hoti hain, mistakes sy pareshan hon gy to forex ma agy barhna bhot muskil ho jar ga, forex ma mistakes sy ham jetna sekhtyn hain etna shahid he kisi or chez sy sekh sakty hain, forex trading ma mistakes hamary teacher ki tarha hoti hain, jo en sy learning process barha deta hai wo he expert trader ban pata hai,
      • #4 Collapse

        Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

        Ji han han dear humko mistake ki Hui galtiyon se sikhana chahie kyunki yah mistake hamari galtiyan humko hi kamyabi sikha sakti hain agar Ham inko najarandaaz kar denge to fir Ham kamyabi hasil nahin kar sakte agar yahi galti hamare yahan main hogi kya humne is tarah se galti ki thi to next jab Ham vah galti nahin karenge to Ham automatically sahi baat karenge Jo ke hamen kamyabi ka rasta dikha sakti hai isliye humko apni galtiyan se parhez karna chahie Taki galtiyan hamen l0ss Tak Na Le jaen
        • #5 Collapse

          Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

          mere pyare bhai mistake se ladne nahin hoti sirf aur sirf main Chala nahin hoti hai Jo member mehnat se learning karna chahta hai vah acchi lag nahin bhi kar sakta hai isliye Ham sab member ko chahie ki forest mein Ham sab acchi learning Karen jab tak Ham akele nahin karenge tab tak Ham forex trading mein kabhi kamyab nahin Ho sakenge khud ko kamyab banane ke liye hamen jyada se jyada mehnat karni padegi jab Ham jyada se jyada mehnat karenge to Ham bahut acchi kamyabi hasil kar lenge isliye hamen forex mein dillagi ke sath kam karna chahie for usko achcha time Dena chahie tabhi hathras mein acchi kamyabi hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

            Assalam o Alaikum. Trading aik bohat he intreasting business ha aur aik enjoyable business ha. Forex market ma loss or profit donon available hen. Kamyab trader banny k lye mehnat, knowledge, experience aur risk free trading important ha. Risk aur mistakes sy bachna chaye forex market ma. Demo practice ki importance bohot ha q k demo hamara acha teacher ha. Analysis k sth trading Karen ta k market ma profit hasil ho saken. Kabi b lalach na karein apny loss ko recover karny ki koshish karen aur sabr sy kam len.
            • #7 Collapse

              Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
              dear and respected forex fellows assalam o aikum dear member jesa ke h ap sab ko maloom bhi hy ke yeh aik best onlnie and profitable business y iss mein loss and profit donu ko accept ager ap krein gy to mazeed apko earninig bhi mily gi ager apko apki mistakes sey ya other members ki mistalke sey looss ho rha hy tub apko apni mistke sey learninig kerni chahiy jo keh apko kamiyab trader bhi bna dey gi apki mistakes hi apki learninig and earninig ka zariya hy..
              Yes dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein Jab Hamen market Mein loss hota hai To Hamen apni mistakes ko dekhna hota hai aur uske mutabik Hamen kam karna hota hai dear Agar Ham market Mein kaam karna chahte hain To Hamen apni mistakes ko control karna hoga aur mistakes se learning Karni Hogi tab bhi Ham ismein achha profit gain kar sakte hain trading Ek bahut hi Jabardast business hai jo bhi ismein Soch Samajh Kar kaam karta hai vah ismein kamyabi Jarur Hasil karta hai.
              • #8 Collapse

                Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                dear and respected forex fellows assalam o aikum dear member jesa ke h ap sab ko maloom bhi hy ke yeh aik best onlnie and profitable business y iss mein loss and profit donu ko accept ager ap krein gy to mazeed apko earninig bhi mily gi ager apko apki mistakes sey ya other members ki mistalke sey looss ho rha hy tub apko apni mistke sey learninig kerni chahiy jo keh apko kamiyab trader bhi bna dey gi apki mistakes hi apki learninig and earninig ka zariya hy..
                Ga ha forex member apne mkstakes se sabak hasil karni chaya ager loss se sabak hasil naho kare ge to bar bar loss ho ga air kabi be profit hasil naho kar sake ge is waja se apne loss se sabak hasil karnanl chaya
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                  Aap log mistakes se b bohat he acha learn kr saktay ho value do app pehlaay forex kaay demo acount mein kaam karin yaah app kaay liye acha hai agar loss ho jata hai tu app ko yaah loss forex se he pora karna chahyia parashan hona ke zarurt nai hai is kay lia ap ko or ziada experince or knowledge ke zarurt ho ge or ap wo hansil kr kay dobera tradin kr skthy hai
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                    forex main aik bat mai nay note ki ha ky jitna bhi experience ham ko apni mistake say milta hai ham ko utna experience kahin or say nahi milta hai kyon ky mistake ki waja say ham forex main forex ki reality ko dekhty hain aur phir ham say ju bhi galti ho jati hai ham us ko again nahi hone daity hain jis waja say ham ko is market ka acha experience hasil hota hai is lea mistake bhi ham ko kafi acha lesson day kar jati hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                      Jee han derar brother Insan Hamesha Apnib ghaltiyon Seekhta hai aur forex trading mein bhi ham se baut si aisi mistakes hoti hain jin ki waja se hamyn loss hota hai aur agar ham un mistakes ko easy lyn gy aur tawaju ni dyn gy tu aur loss hoga is liye jab bhi loss ho tu loss ki waja maloom karyn aur jis misktake ki waja se loss ho us se sabaq seekhyn mistake se achi learning hoti hai aur ham jab mistkes ki correction karyn gy tu hamyn loss ni joga aur profit hoga aur apko chahiye k mistakes se khud bhi learning hasil karyn aur forum par bhi new members ko btayn k aisi mistakes na karyn ta k logon ka bhi faida ho
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                        Haan ji bilkul theek kaha hai ap ne mistakes traders se trading ke doraan hoti rehti haen. New traders tu bahut ziyada mistakes ker jate haen. Lekin expert trader bhi mistake kerte rehte haen. Lekin mistakes se ager seekha jaye tu yehi mistakes hamare liye aik acha sabaq Ben jati haen es liye traders ko chahyea ke wo mistakes se seekhaen aur en ko control karaen.
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                          Har Galti Insan ko bahut Kuchh Sikha Jaati Hai Jitna Jyada mistake karte ho utna Jyada aapko market aur Forex ke depth Mein jaane ka mauka Milta hai aur aap Jyada Se Jyada data ekattha kar paate ho to vah log jo apni galtiyan se sikhate hain aur unko improve Karte Hain vah Log acche aur Kamyab trader Ban sakte hain aur vah log jo Bar Bar ek hi Galti ko repeat karte hain aur 4 log Kabhi Kamyab Nahin ho sakte to Ek Achcha Tere banne ke liye Hamen apni Galiyon se sikhana chahie aur Upar control Hasil karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes sey ager learninig ker li jaiy to yhi mistakes learninig dey ja ti hein

                            Mistakes ko dekhen samjhen apni learning ko hum behtr karen gar hume loss face karna pare tu hume himmat nahi harni chahiye balke aur zada mehnat karni chahiye taa k hum forex se achi earning kar saken.jab aap ko loss hota hai to aap ko koi idea nahi hota hai is busines ka ke aap ko kese ab kam karna hai kis taraf ki trade lagani hai is lye next day he kam karna chahiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X